Sentiment indicator in fore x trading AOA

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sentiment indicator in fore x trading AOA
    INTRODUCTION

    Friends kya hal hain aapke ummid karta hun aap khairiyat se honge aur forex trading mein acchi trade karte hue achcha profit hasil kar rahe honge aaj main aapke sath fundamental integrator sentiment ke bare mein Apne knowledge ko share karna chahta hun ki kam ha karte indicator kaise aur ham kaise isko apne liye fayda man banaa sakte hain integrated bahut se tool hai lekin sentiment integrator hamen market ke information uski resistance suppott level yah hamen aasani ke sath Bata deta hai aur ham Apne trade iske mutabik lagate Hain To Apnechalte Hain topic pointer to aur discuss o karte hain aur ek dusre ko samjhane ki koshish karte hain taki hamara ek dusre ko knowledge improve hota Hai

    EXPLANATION

    technical market analysis ka trend or support resistance ki malomat dete Hain jab ke fundamental market ke bare mein ek broad view dete Hain sentiment indicator ek fundamental tool hai jo ke forex market mein traders ko extreme condition ke bare mein alert card Hai jaise ki price reversal ya integrated technical analysis ke sath istemal ho sakte hain aur behtar result hasil kar sakte hain sentiment indicator bahut se available hai aur inmein se agar do ya teen (2,3)ko istemal kiya jaaye to behtar result milte Hain

    HOW TO WORK SENTIMENT INTEGRATE

    Sentiment integrator hamen graph ya oscillator ki shakal mein data batate Hain ki kitne traders ne market mein kon si position li Hui Hai jaisa ki agar market mein 100 traders hain aur ek currency pair na 60 traders ne Buy Kiya hua Hai aur 40 ne sell ko sentiment indicator 60% buy show karega aur jaise jaise price upar jaati jayegi buy to traders increase hote jaenge aur sentiment ki percentage badhati jayegi ab jaise ke main aapko ek image image bhe shere karta hn Taki aap aasani ke sath samajh jaen blue line red ko cross Karke upar jayegi do matlab hai ki market mein buyer ki percentage badhegi

    BUSINESS PROCESS

    Sentiment integrators exact buy and sell as signal Nahin dete yah hamen market ki extreme levels aur price reversal ke bare mein batate hain jaisa ki aap trend mein jab buy ke percentage share 70% to 80% ho ye uptrend ki peak hota hai aur jab iske bad market thoda niche aati Hai To jyada traders is time sell karte Hain Is Tarah trend reversal hota hai aur ise extreme level ke bare mein sentiment hamen batate Hain jab sentiment hamen extreme level ka Bata de to uske bad price action se confirmation kar lena chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sentiment indicator in fore x trading AOA

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Inshakhan58 پيغام ديکھيے

    Market ke sentiment aapke liye bahut hi important roll play kar sakte hain sentimental analysis ko complete karne ke liye market ke different sentiment ko find out karna hota hai market ki sentiment ka matlab yah hota hai ki Jab aap market mein regular di basis per market ke different factors ko base banakar market ko approach karte hain aur usko identify karne ke liye hard working karte Hain to aisi situation mein aapko hamesha market mein consistantly basis per apni working karna hoti hai aur isase related Apne analysis ko complete karna hota hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X