Parabolic SAR Technical Indicator ki tafseel

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Parabolic SAR Technical Indicator ki tafseel
    Parabolic SAR ki tafseel
    Parabolic SAR yaa Parabolic Stop And Reverse aiek trend koo follow karneey waala aiek aisaa indicator hai, joo kaay price reversal kee shanaakhtt karny kaay liey estiemaal kiyaa jaata hae. Parabolic saar ka istemaal karr kaey traders koo kaffi zayida faiydaa hota hay. forex trading main best earning karna hain tu hard work kare forex main learning karna hain tu best analysis kare qk jaaab tak learning neh hoti hai tu kamyabi b nhe mil skti hain forex trading main pratice kare forex main hardwork karne wale traders forex main achi mehnat kar skte hain or kamyab ho skte hain
    Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	12
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12564919
    Parabolic SAR sy trend ki pehchan
    Parabolic SAR koo sahee tarrhha say istemaal karna jaanta haey to ess sy tradiers koo trend ke simt ka andaza hota haey oaur yehh matket maien entry oaur exit points kaay liey madad karta hay oaur es ka sath sath yehh trailing stops koo place karny maien bhe madad kerrta hae. Jessa kaay humhaein maloom haey kaay harr trend ka end zaroor hota haey oaur trend tabdeel hota hay. Jesy he marjet price reversal kaay qareeb jaati haey parabolic SAR price action kaay nazdeek chali jaati hay. Jabbb traders koo mareet key trend kaa sahee andaza ho jata haiy too unn kaey liey market maien orders place kaerna qadrey assaan ho jaata hay.
    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	16
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12564920
    Parabolic SAR indicator ka istimal
    Parabolic SAR indicator DOTS ke shakal mein hoty hai es me hr 4th dot pr market me up ya down lazman hota hai or es sy ye b pta chalta hai kh market dobara oper ya neechay jay ge ya ni jaisy market oper jaty howy zara se down howi hai or parabolic SAR indicator ky DOTS 4th pr market eik dam sy oper jany ky liay bullish candle show kr daiti hai tu market ky oper jany ky chances barh jaty hain es liay jaisy he confirm ho jay RSI sy EMA sy Fibonacci sy or Bollinger band sy tu phir ap achi lot size open kr ky acha profit book kr sakty hain or hr time frame me esko use kr skty hain
    Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	5
Size:	9.7 کلوبائٹ
ID:	12564921

اب آن لائن

Working...
X