Discussion about Gap Up Movement and Gap Down Movement...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Discussion about Gap Up Movement and Gap Down Movement...
    Assalamu alaikum dear forex friends jab aap forex trading market mein kam karte hain to market ki movement ko aap acche tarike se dekh rahe hote hain kyunki analysis karne ke liye aap market ke har pattern ko samajhne ki koshish karte Hain to some time aapko market mein gap bhi najar aata hai aaj main aapko market ki usi gap ke bare mein kuchh important information provide karungi aaj Ham baat karenge gap aur gap down movement ke bare mein aur main ummid Karti Hun ki Meri yah information aapko ise apni working mein include karne mein bahut jyada madad degi.

    Gap Up Movement:

    Dear friends Forex trading market jab weekend par apni closing Karti hai to do din ke gap ke Baad next working door the jaise hi market open hoti hai to ismein aapko gap pattern najar aata hai market next business de mein vah level jis per pichhle working de closing hui thi usse agar upar open ho to isko gap opening ka naam dete Hain aisi situation mein aapko jo candlestick pattern najar aata hai ise police ke kar candlestick pattern ke naam se jante Hain yah pattern aapko bullish trend ki confirmation deta hai dear friends jab aapko market mein gap Nazar Aaye to use waqt aapko market mein bye ki entry leni chahie agar aapko support level ke upar gap aap candlestick pattern najar aata hai to is surat mein aapko bahut acchi entry milati hai aur market se aap use waqt achcha profit hasil kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	Bullish-Forex-Gap.png
Views:	7
Size:	24.9 کلوبائٹ
ID:	12564876

    Gap Down Movement:

    Dear friends Forex trading market jab weekend per close hoti hai to aapko higher price ke baad achanak market jaise hi open hoti hai to down movement karti hai to use waqt aapko gap down movement najar aati hai forest training market mein closing ke bad next working day jab market open ho aur apni downward movement start kar de to use waqt aapko yah gap najar aata hai use waqt aap market mein sel ki entry Le sakte hain aap apne profit ko increase Karke Fark market mein maximum advantages hasil kar sakte hain gap down pattern ko hum bearing sticker candlestick pattern ka naam bhi dete Hain.

    Click image for larger version

Name:	Gap-down-stock.png
Views:	3
Size:	12.1 کلوبائٹ
ID:	12564877

    Identification of these pattern:

    Dear friends forex trading market mein gap of or gap down ko identify karna bahut hi aasan hota hai kyunki jaise hi market open hoti hai to aap is pattern ko aasani se identify kar sakte hain aur jab aap market mein is technic ko samajhte Hain to aapko bullish kicker aur bearish kicker ke andar ik pattern ko bahut acche tarike se samajhna chahie isase aap maximum advantages hasil kar sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Discussion about Gap Up Movement and Gap Down Movement...

    I hop ke aap theek honge aur Market mein achcha kam bhi kar rahe honge jaisa ki ham log jante Hain ki Forex hamare liye ek behtarin online business hai jismein agar Ham kamyabi Lena chahte Hain to Ham is mein bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain Delhi Ham market ko time denge Delhi ismein achcha kam karenge to bahut hi aasani se Ham kamyab ho sakte hain demo account hamari practis ke liye ek behtarin online account hai jismein agar Ham daily mehnat karenge to aasani se Ham kamyab ho sakte hain ismein Ham technical anal se aur fundamental anal se isko follow karke kam karen to aasani se hamen kamyabi mil sakti hai vahi log kamyab hote Hain Jo market ko daily time dete Hain daily achcha work karte Hain.

    Discussion about gap up

    All Forex member agar Ham market ki baat karen to aapko pata hai ki market har roj ek new andaaz ke sath open Hoti hai jab market close hoti hai aur Market Jap dubara open Hoti hai to usmein kuchh gap bhi a jata hai vah is vajah se hota hai ki market mein Koi news Aaye ya market mein trends change hota hai to uski vajah se market mein move aati hai aur gap aata hai jab market mein gap aata hai to market mein FIR ek long move Hoti hai jisko agar Ham per fact tarike se follow Karen aur news ko check Karke kam Karen to Ham bahut hi aasani se is business mein kamyab ho sakte hain aapko pata hai ki vahi log ismein kamyab hote Hain Jo market mein achcha kam karte hain daily market ko time dete Hain to bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (16).jpeg
Views:	6
Size:	44.6 کلوبائٹ
ID:	12428691

    Trading Explanation

    Trading mein Ham agar jaldbaji karenge to usse hamen nuksan Hoga aapko pata hai ki trading hamen relax mind ke sath Karni hoti hai to use hamen ka fayda hota hai aur ham market mein bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain aapko pata hai ki Forex mein vahi band hai kamyab hote Hain Jo Forex ko mukmmal time dete Hain mukmmal ismein work karte Hain to aasani se Ham kamyab ho sakte hain daily Ham market ko time denge technical analysis aur fundamental analysis ko follow karke kam karenge to bahut hi aasani se Ham kamyab ho sakte hain agar Ham is business mein kamyab ho hona chahte Hain to uske liye hamen proper per karna hota hai proper market ko time Dena hota hai yah hamare liye bahut hi achcha online business hai.

    Click image for larger version

Name:	images (26).png
Views:	8
Size:	8.6 کلوبائٹ
ID:	12428692

    Planning important hoti hai planning mein Ham jitna jyada kam karenge utani hi jaldi Ham kamyabi ho sakte hain aapko pata hai ki kamyabi hamesha hamen acche work se milati hai daily market ko follow karne se milati hai ismein hamen technical indicator ko dekhna hota hai indicator ko Ham jitna jyada follow karenge utani Hi aasani se Ham kamyab ho sakte hain vahi log market mein kamyab ho sakte hain Jo market mein proper kam karte hain daily market ko time dete Hain
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Discussion about Gap Up Movement and Gap Down Movement...

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohid-Raja پيغام ديکھيے
      Assalamu alaikum dear forex friends jab aap forex trading market mein kam karte hain to market ki movement ko aap acche tarike se dekh rahe hote hain kyunki analysis karne ke liye aap market ke har pattern ko samajhne ki koshish karte Hain to some time aapko market mein gap bhi najar aata hai aaj main aapko market ki usi gap ke bare mein kuchh important information provide karungi aaj Ham baat karenge gap aur gap down movement ke bare mein aur main ummid Karti Hun ki Meri yah information aapko ise apni working mein include karne mein bahut jyada madad degi.

      Gap Up Movement:

      Dear friends Forex trading market jab weekend par apni closing Karti hai to do din ke gap ke Baad next working door the jaise hi market open hoti hai to ismein aapko gap pattern najar aata hai market next business de mein vah level jis per pichhle working de closing hui thi usse agar upar open ho to isko gap opening ka naam dete Hain aisi situation mein aapko jo candlestick pattern najar aata hai ise police ke kar candlestick pattern ke naam se jante Hain yah pattern aapko bullish trend ki confirmation deta hai dear friends jab aapko market mein gap Nazar Aaye to use waqt aapko market mein bye ki entry leni chahie agar aapko support level ke upar gap aap candlestick pattern najar aata hai to is surat mein aapko bahut acchi entry milati hai aur market se aap use waqt achcha profit hasil kar sakte hain.

      [ATTACH=CONFIG]147489[/ATTACH]

      Gap Down Movement:

      Dear friends Forex trading market jab weekend per close hoti hai to aapko higher price ke baad achanak market jaise hi open hoti hai to down movement karti hai to use waqt aapko gap down movement najar aati hai forest training market mein closing ke bad next working day jab market open ho aur apni downward movement start kar de to use waqt aapko yah gap najar aata hai use waqt aap market mein sel ki entry Le sakte hain aap apne profit ko increase Karke Fark market mein maximum advantages hasil kar sakte hain gap down pattern ko hum bearing sticker candlestick pattern ka naam bhi dete Hain.

      [ATTACH=CONFIG]147490[/ATTACH]

      Identification of these pattern:

      Dear friends forex trading market mein gap of or gap down ko identify karna bahut hi aasan hota hai kyunki jaise hi market open hoti hai to aap is pattern ko aasani se identify kar sakte hain aur jab aap market mein is technic ko samajhte Hain to aapko bullish kicker aur bearish kicker ke andar ik pattern ko bahut acche tarike se samajhna chahie isase aap maximum advantages hasil kar sakte hain.
      Yes dear forex market Mein Jab Ham trade karte hain to ismein different gap dekhne ko Milte Hain jinko Ham trade kar sakte hain Kyunki market Mein Jab Bhi Kisi session ke andar gap aata hai to Uske bad Ham is market Mein yah dekh Lete Hain Ki market mein kis Taraf trading Karke profit Banaya Ja sakta hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X