Aslam o alaikum. Dear members umeed karta hun k ap sab kheriat k sath houn gey and forex par achi learning kar rahy houn gey. Aj mein ap sab k sath aik boht important topic discuss karun ga jis ki information ap sab k pas lazmi honi chaiye. Aj mein ap sab ko hammer candlestick k bary mein btaun ga kyun k yeh aik boht he important candlestick pattern hai .
* What is Hammer candlestick pattern ?
Hammer candlestick pattern mein aik small real body hoti hai jis ka open and close aik dusry k qareeb hota hai. Yeh downside par aik long shadow hota hai . Yeh candle prices mein hamen bht zada information faraham karti hai. Yeh aik small real body k sath lower side par long shadow ki hoti hai. Candle ki prices k bottom par banny ki waja sey bullish trend wali hoti hai. Is k prices k bottom par candle k colour ki koi importance nai hoti hai.
* Explanation of Hammar candle stick pattern :
Dear members hammer camdle financial market mein kisi asset ki prices bearish trend k doran aik candle din k start sey hi pehly kafi zada downward jati hai liken day k end par wapas apni opening position k qareeb close hoti hai. Is candlestick ki opening and closing prices aik dusry k qareeb hoti hein but candle k lower aik long shadow hota hai.
Hammer candlestick mein aik din k doran prices boht zada bearish ja kar wapas apni position k nazdeek ajati hein. Yeh aik single pattern colour ki candle hai jis ka open close and high price aik dusry k qareeb aik small real body hoti hai. Low price same nahi hoti. Yeh candle T shape jaisi hoti hai. Yeh candle prices k bottom par banny wali dragonfly doji candle aur prices k top par banny wali hanging man candle sey milti julti hai. Hammer candle prices k top par bearish reversal trend ka kam karny wali candles hai jo shooting star ki opposite direction hoti hai.
* Description of Hammer candlestick :
Dear members market mein kisi asset ki prices ko aik bearish trend k doran lower jany par rejection ka samna karna parta hai. Is ki waja sey prices wapis ahny par open price par close ho jati hai. Yeh candle bearish trend k doran low prices mein bany ki waja sey bullish trend reversal tasawar kea jata hai. Is candle mein market mein selling pressure k ending ka signal hota hai and traders buy ki entry lety hein.
Hammer candlestick pattern par trading k liye zaruri hai k traders is pattern k pura hony ka wait kary and jab yeh pattern pura hojaye tou buy ki entry ly kar market mein enter hojaye. Yeh aik bullish candlestick pattern hai jo currency pairs and commodities k prices chart mein long bearish trend k bottom par banta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим