Introduction:
Assalamualaikum!
Dear friends forex members forex market main treading key leay hmein bht dehan sy Kam krna hota hay. Agr ap apny knowledge Aur experience ko istemal kr key Kam krein gy tu ap bht acha profit hasil kr skty hain. Forex main jb AP chart open krty hain to es pr ap ko different candle uper nechy jati dekhai deti hain. Ju candle red hoti hain. Wo bearish candle hoti hain. Aur ju green candle hoti hay wo bullish candle hoti hain. Aur Mukhtlif kisam key pattern bnty hain. Jin ko hm ny study krna hota hay. Aj ka bht hi eham knowledge AP ko batany ha Rahi hn jis sy AP bht help milny wali hy.
What is Bearish Harami Cross Candlestick Pattern:
Forex market main Basically Yeah harami pattern ki type hy. Es ki pechan yeah ha key es first candle bullish Aur second doji hoti h. Wesy Nazar any mein yeah bilkul harami pattern jesa hota hay. Bearish Harami Cross Pattern high price yah bullish trend key closing key bad bnta hay . yeah pattern hmein sell k signal fraham krta hay.
Treading Strategy:
Dear Forex market main jb bhi tread krty hain. Tu sb sy first pay pattern ko maloom kea jata hay. Os key bad agy jaty hain. Bearish Harami pattern ki type bearish Harami Cross Pattern bhi same hota hay. Es pattern mein two types ki candles hoti hain. First candle ko bullish khty hain Aur second ko doji . Doji candle ka bnny ka reason yeh hota hay k wo bullish trend key bad pattern ko Aur bullish jany sy rukti hay. Aur sell k signal deti hay. Yeah hmeesha Bullish candle k middle mein banti hay. Jb tk AP pattern ki confirmation candle na dekh Len tb tak entry sy Bach kr rhna chaey. Pattern complete ho jaey tu os sy next candle bearish pr AP tread key skty hain.Candle ki Pechan:There are two candle in bearish Harami Cross Pattern. Es pattern ki 1st candle green ya wait color ki hoti hay. Aur yeah pattern ko strong bnati. Aur bullish pattern k top pr hoti hay. Mazeed details AP ko btai gai hain.•
Bullish candle & Doji candle:
Market mein Bearish Harami Cross Pattern mein bullish candle prices ko again bullish jany sy avoid ka Kam krti hay. Aur yeah two colors green ya wait mein ho skti hay. Yeah candle real body mein mojod hoti hay. Ju market main trend chal raha hota hay os ka agaha krti hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим