rectangle chart pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    rectangle chart pattern
    what is rectangle chart pattern



    rectangle chart pattern forex market mein trend ke gap ke khasoseyaat ko indicate karta hey jes kay tahat price matwazi support or resistance kay darmean aik taraf movement karte hey forex market mein pattern aam tor par majodah trend ke asal direction ke taraf jar rakhnay say pehlay forex market ein trend kay stable ke nomaindge karta hey
    Click image for larger version

Name:	rectangle-pattern-for-trading-breakouts_body_SidewaysGraphes_02.png
Views:	9
Size:	10.0 کلوبائٹ
ID:	12564801
    upper ya lower band kay darmean mein close honay wale confirmation candle stick pattern kay khatmay ko identify kartay hein or forex market mein jare trend kay breakout kay khatamay ke taraf eshara karte hey forex market mein trader ko hamesha overall chart ka khatama karnay kay ley or analysis karnay kay ley mokhtalef kesam ke tabdeleon say agah kea jata hey jo forex market mein baray macro pattern say wazah karta hey



    bullish rectangle pattern



    yeh forex market mein aik continuation pattern jo keh up trend kay andar majod hota hey jes kay tahat trader long position mein enter honay kay ley daikhatay hein jab price mein support break kar jate hey or breakout kay andar close ho jate hey



    bearish rectangle pattern



    aik continuation pattern jo keh nechay kay trend mein zahair hota hey jes kay tahat price support say break honay kay ley or breakout zone kay andar close honay kay ley or trader short position mein enter hotay nazar atay hein


    tips of trading rectangle breakout chart pattern




    rectangle chart pattern kay sath trading forex breakout ka nesbatan sedha hota hey jo keh forex market mein darj zail fehrast ka khlasa hote hey forex trade mein enter honay say pehlay trader ko kea karna chihay
    pehlay say majodah up trend ko identify karna chihay
    rectangle pattern ka analysis ka artakab karnay say pehlay es bat yakene banay keh koi long period ya macro pattern chal raha hey
    rectangle kay andar high or lows ko shamel kar kay support or resistance ko kaim karna chihay
    trader ke asal direction par breakout ka intazar karna chihay
    rectangle ke onchai ke pemaish kar kay rectangle pattern ko onchai kay opar rakhna chihay support or resistance ko paish karna chihay trader breakout say price ka target paish kar saktay hein
    Click image for larger version

Name:	rectangle-pattern-for-trading-breakouts_body_tradingtherectangle.png
Views:	9
Size:	14.8 کلوبائٹ
ID:	12564806
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: rectangle chart pattern

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sara_ali_trader پيغام ديکھيے
    what is rectangle chart pattern



    rectangle chart pattern forex market mein trend ke gap ke khasoseyaat ko indicate karta hey jes kay tahat price matwazi support or resistance kay darmean aik taraf movement karte hey forex market mein pattern aam tor par majodah trend ke asal direction ke taraf jar rakhnay say pehlay forex market ein trend kay stable ke nomaindge karta hey
    [ATTACH=CONFIG]147348[/ATTACH]
    upper ya lower band kay darmean mein close honay wale confirmation candle stick pattern kay khatmay ko identify kartay hein or forex market mein jare trend kay breakout kay khatamay ke taraf eshara karte hey forex market mein trader ko hamesha overall chart ka khatama karnay kay ley or analysis karnay kay ley mokhtalef kesam ke tabdeleon say agah kea jata hey jo forex market mein baray macro pattern say wazah karta hey



    bullish rectangle pattern



    yeh forex market mein aik continuation pattern jo keh up trend kay andar majod hota hey jes kay tahat trader long position mein enter honay kay ley daikhatay hein jab price mein support break kar jate hey or breakout kay andar close ho jate hey



    bearish rectangle pattern



    aik continuation pattern jo keh nechay kay trend mein zahair hota hey jes kay tahat price support say break honay kay ley or breakout zone kay andar close honay kay ley or trader short position mein enter hotay nazar atay hein


    tips of trading rectangle breakout chart pattern




    rectangle chart pattern kay sath trading forex breakout ka nesbatan sedha hota hey jo keh forex market mein darj zail fehrast ka khlasa hote hey forex trade mein enter honay say pehlay trader ko kea karna chihay
    pehlay say majodah up trend ko identify karna chihay
    rectangle pattern ka analysis ka artakab karnay say pehlay es bat yakene banay keh koi long period ya macro pattern chal raha hey
    rectangle kay andar high or lows ko shamel kar kay support or resistance ko kaim karna chihay
    trader ke asal direction par breakout ka intazar karna chihay
    rectangle ke onchai ke pemaish kar kay rectangle pattern ko onchai kay opar rakhna chihay support or resistance ko paish karna chihay trader breakout say price ka target paish kar saktay hein
    [ATTACH=CONFIG]147353[/ATTACH]
    Dear Forex members market Jab range mein move mat kar rahi hoti hai to use time Hamen market Mein yah pattern Najar a Rahi Hote Hain Ham is market mein kisi bhi time pattern Ko Dekhkar trade kar sakte hain Hamen is market Mein ranging market ko trade karne ke liye ek rectangle banaa leni chahie Jiske andar market Agar break out Karti Hai To Ham usmein trade Laga sakte hain.

    اب آن لائن

    Working...
    X