Support And Resistance level:
Dear Forex members Market mein support And Resistance level ki bat ki jaye to resistance level ki be bat karni chaye, Support and Resistance esy levels hoty hey agar ye levels strong hon gey to break nahi ho saky gey aur market ko reversal movement me convert be kar sakty aur agar yahi levels weak hon gey to asani se ya 2nd time me market trend es ko break kar sakti hay, Support level agar break ho jaye to ye bat be mind me rakni chaye key es key bad market ki movement full aur completely bearish zone me chali jati hay aur market new support level ko find karny me mazeed be down level par ja sakti hay.
![Click image for larger version
Name: 657.png
Views: 20
Size: 11.4 کلوبائٹ
ID: 12564772](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12564772&d=1643976171)
Importance of Support And Resistance level:
Dear forex members Forex business mein Support & Resistance sab se ziada use hone wala trading method hey aur yeh aik bohot hi usefull time hota hey trade lagane ka jab market kisi bhi Strong Support and Resistance par stay karti hey isliye agar hum forex business mein Support & Resistance ko bhi achi trha se learn karne mein kamiyab ho jatey hein to hum is mein kafi ziada profit hasil karne mein kamiyab ho saktey hein aur yeh chezen har traders keliye zaroori hein aur yeh sab se acha technical work hey aur agar hum isko achi trha se learn karne mein kamiyab ho jatey hein to phir hum is mein loss bohot hi kam kartey hein aur is mein hum profit kafi ziada karne mein kaiyab ho saktey hein. Aik Achey support point par hamen bohot hi ziada little Stop loss ke sath barey profit ka advantage mil jata hey jo keh hamare liye kafi ziada faida mand hota hey.
![Click image for larger version
Name: 345.png
Views: 1
Size: 6.7 کلوبائٹ
ID: 12564774](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12564774&d=1666544569)
How to trade with the Support And Resistance level:
Dear Friends And members is market main hum jab chart ko dekhty hai to us mai resistance aur support level hoty hai jin ko dekh k hum ais market mai trade karty hai agar hum ne ais market mai trade karni ho to ais market mai hum kisi bary time frame mai resistance aor support level draw kar lety hai aor aus k baad jis time frame mai trade karni ho aus mai setting kar lety hai aus k baad jab market support level par aati hai aor waha par koi candle stick pattern banati hai to aus se hum buy kar lety hai aor jab market aus support level ko break karti hai to aus k baad hum ais mai sell ki trade lagaty hai ais tarha hum ais market mai agar analysis kary to ais market mai ye dekhty hai k ais market mai kaha se trade lagye jis par hum ko acha profit ho jaye.
Dear Forex members Market mein support And Resistance level ki bat ki jaye to resistance level ki be bat karni chaye, Support and Resistance esy levels hoty hey agar ye levels strong hon gey to break nahi ho saky gey aur market ko reversal movement me convert be kar sakty aur agar yahi levels weak hon gey to asani se ya 2nd time me market trend es ko break kar sakti hay, Support level agar break ho jaye to ye bat be mind me rakni chaye key es key bad market ki movement full aur completely bearish zone me chali jati hay aur market new support level ko find karny me mazeed be down level par ja sakti hay.
Importance of Support And Resistance level:
Dear forex members Forex business mein Support & Resistance sab se ziada use hone wala trading method hey aur yeh aik bohot hi usefull time hota hey trade lagane ka jab market kisi bhi Strong Support and Resistance par stay karti hey isliye agar hum forex business mein Support & Resistance ko bhi achi trha se learn karne mein kamiyab ho jatey hein to hum is mein kafi ziada profit hasil karne mein kamiyab ho saktey hein aur yeh chezen har traders keliye zaroori hein aur yeh sab se acha technical work hey aur agar hum isko achi trha se learn karne mein kamiyab ho jatey hein to phir hum is mein loss bohot hi kam kartey hein aur is mein hum profit kafi ziada karne mein kaiyab ho saktey hein. Aik Achey support point par hamen bohot hi ziada little Stop loss ke sath barey profit ka advantage mil jata hey jo keh hamare liye kafi ziada faida mand hota hey.
How to trade with the Support And Resistance level:
Dear Friends And members is market main hum jab chart ko dekhty hai to us mai resistance aur support level hoty hai jin ko dekh k hum ais market mai trade karty hai agar hum ne ais market mai trade karni ho to ais market mai hum kisi bary time frame mai resistance aor support level draw kar lety hai aor aus k baad jis time frame mai trade karni ho aus mai setting kar lety hai aus k baad jab market support level par aati hai aor waha par koi candle stick pattern banati hai to aus se hum buy kar lety hai aor jab market aus support level ko break karti hai to aus k baad hum ais mai sell ki trade lagaty hai ais tarha hum ais market mai agar analysis kary to ais market mai ye dekhty hai k ais market mai kaha se trade lagye jis par hum ko acha profit ho jaye.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим