Falling Three Methods Pattern ki tareef
Falling three methods aik aisa pattern hy jo price chart par qeematon ky downtrend main continuation k leye jana jata hai, ye pattern downward pattern ko show kerta hy jo trend reversal hota hy . jo k low prices ya bearish trend k baad banta hai. Falling three methods panch candles par mushtamil aik bearish trend continuation pattern hai, jiss main shamil pehli candle aik strong bearish candle hoti hai, jo aik long real body main banti hai. Pehli candle k baad teen small real body wali bullish candles hoti hai, jiss ka open aur close dono pehli candle k andar hoti hai. Ye teeno candles pehli candle k open aur close price se bahir nahi nekate hen.
Falling Three Methods ki pehchan
Faling three method pattern main Teeno bullish candles prices ko waqti tawar par mazeed bearish jane main rukawat dalti hai. Pattern k last par aik aur long real body wali candle hoti hai, jo k prices ko sabeqa trend main continue karwati hai. a bullish trend par banne wala "Bearish Three Line Strike Pattern" se melta julta pattern hai, jo k downtrend k leye istemal hota hai. Ye pattern panch candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli candle aik strong bearish candle hoti hai, jo k downtrend ki alamat hoti hai. Pehli candle k baad teen small real body wali bullish candles hoti hai
Pattern par trading ka Amal
Falling Three patern k sath trading kerna intahia asana mal ahy , is pattern k sath trading sy pehly hamen trend ko samjhna boht zarori hy . Is pattern main timely, safe and effective earning kay liye RSI indicator ko bhi use karna chaiye jab keh fundamental analysis ki bhi support lainForex trading main traders hamesha aik reliable pattern ya indicator par trading ko tarjeeh dete hen, jiss se munafa melne ki umeed hoti hai. Trend continuation pattern trend confirmation pattern ki nisbat ziada successful hote hen, jiss par trading sab se easy hota hai. Pattern par trading karne se pehle aik bearish confirmation candle ki zarorat hoti hai, jo k last bearish candle k baad aik low price par close hone wali black candle hoti hai. Lekin bullish candle banne par pattern invalid ho jata hai. Indicator aur oscillator par value overbought zone main hona chaheye. Pattern ka stop loss sab se upper position yanni pehli candle k top se two pips above set karen.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим