forex me trade kr k Pakistan ki economy ko mazboot krna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    forex business Pakistan ma best business banta ja raha ha. most of the new people are joining this business daily. is business ki waja sa Pakistan ki economy bhe mazboot ho rahi ha. or boht saray ba-roozgaron ki help bhe ho rahi ha.
    :cool::cool::cool:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      forex trading main ager hum log achay se work karain toh iss se humaray mulk ki condition economically bhi strong ho jaye gee islye humain chahye kay trading kay business ko phailaye
      • #93 Collapse

        Yes my dear friend ap ki bat bilkul darust hai k humary country ki economy bohat down hai or is liye trader ko chahiye k wo apny mulk ka naam roshan karny k liye or apny mulk ki economy ko theek karny k liye profitable trading kare or loss kam kare is tarha humare mulk k halat kafi hadd tak theek ho sakty hai or economy up ho sakti hai is liye trader ko chahiye k wo trading hard work k sath kare blindly trading na kare or apny mulk ko successful bnaye.
        • #94 Collapse

          g hum forex mai trade ker pakistan ke econmy ko best kar skty hai or apny b zindgi k halat ko badal skty hai .or ghar k halalt ko badal skty hai
          • #95 Collapse

            yes bahi mugy is k bary mein kuch khas to nahi pta hy but is mein hum trading kar k apny mulk ki economy ko mazboot bna sakty hen kio k is ka asar hamari economy par bhi asar hota hy is mein hum earning kar k is ko mazboot bna sakty hen.
            • #96 Collapse

              g ya ak bht hi acha business hai ap is sy bht sa earn kar saktay hain or kama saktay hain or apnay mulk ki economy ko mazboot kar saktay hain. Ya ak bht acha home base business hai so ap kaam karain or gar baith k earn karain.
              • #97 Collapse

                han g apne bilkul theek kaha forex me achi earning se hamari country ki economy better hogi or hamare future bhi acha hoga..forex me trading se jo hume profit hota hai foreign currency ki sorat me hamari counrty mein ata hai jise value increase hogi
                • #98 Collapse

                  ji haan yeh bat bilkul theek hy agar hum trading key zareey paisa kamatay hain to is say mulk ki economy par positive effect partay hain. Trading chahey kisi bhi qism ki ho is say economy mazboot hoti hy. Aik achay trader banyeye aur apny mulk ki economy ko mazbooq banayen
                  • #99 Collapse

                    dikho je ap sab log trade karte hay profit krne k lye jo bhi best work kare ga wo profit apne pas he rakhe ga na k kc aur ko de ga tu mere khyal se jo economy he wo tu up down hote he rehte hay tu as p bhes krna monasib nahi i think dollar rate up down hote hay as me koe chaker nai pakistan ke corunce low hay likn hum work acha kare tu tu low curnce bhi high ho sakte hay
                    • #100 Collapse

                      g haan buhat achi bat ki aap ne mein is se agree kartay hun. Pakistan ki halat pehle hi itni kharaab hae agr hum yaha aur loss kartay rahen gay aur theek se kaam nahi karen gay tau loss hone se indirectly Pakistan ko hi loss hoga.
                      • #101 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
                        dosto forex ak worldwide business ha ap jante hen hamarey mulk ki economy halat kitni buri ho chuki ha ager ap ak ache trader ban kr forex me acha income kamao ge to ap k mulk me bahir k mamalik se pesa ay ga or is tra apne mulk ki economy mazbot ho gi ap loss kro ge to apne mulk ka loss ho ga is lie be careful in forex trading..........
                        G han,jub ham trading kerte hain to is se hamare mulk ko bhe faida huta hai,.,.kisi bhe mulk ke taraki traders ke ahto huna mumkin huti hai,.
                        • #102 Collapse

                          yes brother forex mein ek acha trader ban kar, ya successful trading kar k hum jo mony earn karty hein wo humari country mein any sy humari country ki economy kuch na kuch had tak behtar ho jati hy
                          • #103 Collapse

                            han g bilkul ap forex mein trading karke pakistan ki economy ko bilkul mzboot bana skte hain is ke liye
                            zarori hai ke ap ke pas enough knowledge and enough experience ho to ap is mein achi earning kar skte hain
                            • #104 Collapse

                              I think that will we will need to end up being a lot of skilled man or woman in forex trading to secure that most of us can evolve far many making coming from forex interchange and may acquire a lot more money fro forex trading Einsteins.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                g hum forex main trading kar k pakistan ki economy ko aur behter aur mazboot bana saktay hai aur forex bohat bara business hai jo pakistan ki economy ko best bana skata hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X