forex me trade kr k Pakistan ki economy ko mazboot krna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    forex me ham trade kr key pakistan ki economy ko strong kr rahy hain aur ham trading me ziada se ziada bunus bna key aur trading kr keh profit gain krty hain aur pakistan ki economy ko strong kr sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      NICE THREAD. apne bohat avhi bat kahi waqai main hamare pakistan ki econmy boaht buri condition main chal rahi hai, log loan le le ke apne financial needs ko pora karte hain lekin phr bhi unki problems sort out nai hotin. Hmen chaye ke jitni ziada hum hard working kar ke profit earn akrenge utna hamari economy strong hongi pakistan thek hoga to hum bhi khush haal honge loss ki sorat main hamen to nuqsan hoga hi hamari economy pe bhi iska bura impact parega dliye hamen ziada interest aur carefully ke sath forex ko join karna chaye aur apni earning ko strong banana chaye.
      • #18 Collapse

        Han bhai sahi baat hai me ap mki baat se agree karta hon hum forex par kaam kar ke apne mulk ki economy ko kafi mazboot kar sakte hain bahar ki currency earn kar ke....
         
        • #19 Collapse

          of course asia bi ho sakta hai kun k aggr app ziada se ziada doller earn karen ge to al ready ecomnomy pakistan ki mazboot ho gi so apni economy ko bi powerful bnayein or sath me aearn bi karen....
          • #20 Collapse

            mery bahi mjy ap ki yeh bat nai smj i k hum jo forex se paisa kamatay hain us se hmaray mulk ko kaisay faida hota hai, faida to tb hota na k hmain agr paisay doller main miltay, hmain to paisay pkr main milty hain.
            • #21 Collapse

              yes i agree es lie trading k live account pa trade karne se pehle zrori hai k ap demo account pa practice kar lo or jitni zyada ho sake learning karni chaheye jab ap demo pa trading seekh jaen tab live pa trading karen or profir earn karen
              • #22 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
                dosto forex ak worldwide business ha ap jante hen hamarey mulk ki economy halat kitni buri ho chuki ha ager ap ak ache trader ban kr forex me acha income kamao ge to ap k mulk me bahir k mamalik se pesa ay ga or is tra apne mulk ki economy mazbot ho gi ap loss kro ge to apne mulk ka loss ho ga is lie be careful in forex trading..........
                g han friend app ny bilkul thik baat ki ha ager hm achi trade karain gye tu hamari economy py boht acha asar hoga, tu mery request hy yahan ki goverment sy k jab yahan forum ki opening ho gae hy tu trading sy related school b bana dain taky achy traders built ho sakain aur easily trader good money earn kar sakan
                 
                • #23 Collapse

                  Good brother!!
                  very nice thinking!!
                  Bilkul hmy apny mulk ki economy mazboot krni chahiay aur khud b achi earning krni chahiay aur Pak ka naam b foreign traders ki nazr men acha krna cahhiay!!
                  • #24 Collapse

                    Asslam-O-Alaikum to all of you dear friends, jee han ager hum apnay pakistan ke liye kuch kerna chahain tou ker saktay ahin aik acha trader ban ker bhi ker saktay ahin jis say humaray countray ki economy strong ho sakti hai ager best hojain tou.
                    • #25 Collapse

                      yes dear ap ne theek kaha hy hum logo ko agr pakistan ki ecomonice ko acha karna chay to huma is ma bht mahnat karna ho gi aur bht profit lana ho aur phr hum apne mulk ki ecomonic ko strong karne ma tori bht help kar skate he aur apne mulk ma unemployment ko b kahtm kar sakte he is business ma huma bht hard working karna hogi acha profit lane k lya
                      • #26 Collapse

                        gee haan dear forex main trading kar k ager ham us se profit hasal kar laity ha to us se hamary country ki economic par positive asaar pary ga kue k us se hamara mulk taraki ki taraf chala jaye ga.
                        • #27 Collapse

                          ji haan forex mai ham trade kar k apne mulk pakistan ki economy ko mazboot bana sakte hain or is mai mahnat kar k pakistan ka naam roshan kar sakte hain
                           
                          • #28 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: abid rafique
                            G han traders agar ham trading karain gay to khod b khosh hal hon gay or hamara mulk b khosh hal ho ga. or ham is tarha say mulkey trakey main b hesa lay saktay hain.
                            yes dear aap ki bat thek hai humhare country ke economy bhut down hai is liya trader ko chahiya ke woh apna mulk ke economy thek kare profit able trading kare loss ko kam kare is tarah mulk ka nam roshan hoga.
                            • #29 Collapse

                              yes jnab. aagr pakistani nujwaan iss business ko achi traa use kr k aur serious ho k kaam kary Tu ek na ek din aisa hi aa skta hai k yahi pakistan apny youngsters k through aagy barhega aur uski econmy me bahut hi ziada farq aa skta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                forex ma trading karna sa pakistan ki economy bahtar hoti ha per mulk app ko hargiz ajazat nai deta k app forex ma trading karo our forex ka koi business karoo jiss sa passa mulk sa bahi jaha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X