forex me trade kr k Pakistan ki economy ko mazboot krna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    keh saktay hain ap asa kam se kam ye hoga kay unemployment mei kami ay gi forex ki waja se forex business duniya ka best business hay agar apki skills perfect hain mehnat chaiye hardship se work karna zaruri hay ap interst se learning karo ap ko kuch best skills ki need hay har haal mei then success hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      forex trading ek opportunity ha her kisi ke liye her country ke liye ye option hai ke wo is forum ko join kar ke apni country ka name roshan kare aur mulk ki economy behtar ho ge aur mulk tarqi kare ga.
      • #303 Collapse

        Dear bro i think k Forex trading business sy Pakistan ki Economy kafi strong hui han because yeh bohat hi acha best or profitable business han is man ham short time man better earning krskty han or is man time ki bi koi limit nai hoti yeh 24 hours available hota han ham jab chahay yahan pr working krskty han or earning krskty han.
        • #304 Collapse

          g bhai jaan forex may trading kar kay hum pakistan ki econnamy ko maz but bana sajktay hai g bhai jaan forex may
          • #305 Collapse

            G ha sir liken forex me wese to mere kiyal me eur usd me he achy profit hota ha our ager ap k pass experience hota ha to ap ko forex me pakistan k currency par ap pir trading kary our me to kud abi eur usd me he trading karo ga q k is sy achy profit hota ha.
            • #306 Collapse

              dosto forex ak worldwide business ha ap jante hen hamarey mulk ki economy halat kitni buri ho chuki ha ager ap ak ache trader ban kr forex me acha income kamao ge to ap k mulk me bahir k mamalik se pesa ay ga or is tra apne mulk ki economy mazbot ho gi ap loss kro ge to apne mulk ka loss ho ga is lie be careful in for thgis person ap jab bolos
              • #307 Collapse

                dear brother forex trading may nahi hoti hai who jo hoti hai who poray country k sath hoti hai our hamaray country may esay kam ho rahay hai k ka nahi lagta hai k kabi mazboot ho dear brother forex trading may sub kuch best hai but kuch esay kam nahi hotay hai jo ap k mind sooch raha hai
                 
                • #308 Collapse

                  ji han bilkul u r absolutly rght ye forex trading best way hai hamaray mulk ki economy ko strong krnay ka is se hamaray mulk me currency ati ahi isilye jitna hum thek tarah samajh kr trading karaingay utna hi hamaray mulk me currency ayegi aur ye hamaray lye bht acha hai isilye jitna osakay loss se bachay aur apni country ki economy ko strong karain........
                  • #309 Collapse

                    g han g acha trader apne mulk ki economy ko beher kr skta ha me ap ki baat se itefak krta hun bahi ager trader acah ho ga to wo pher apne mulk ki economy ko behter kr pay ga jese k ap ne bataia ha oer ki baher k mulk se pesa apne mulk me ay ga
                    • #310 Collapse

                      g bhia aap ne sahi baat kahi hai forex aik international business hai aur es se hamere mulke ke economy per acha aser par raha hai ... ager hum forex ko responsibility ke sath kare ge to hum successful ho sakte hai aur apne mulk ke halat behter bana sakte hai
                      • #311 Collapse

                        dear mere khayal say ager jin k pass bohat ziada pasia hai wo forex ki tarf ayin tu unka role boht he acha sabat ho skata hai kun pakistan main bohat he kam log aisy hain ju high level per forex main invest karty hain iss leay ager ziada say ziada log kiss ko karian tu phir hamri economy stronge ho sakti hai.
                        • #312 Collapse

                          shaid haan kyun kay is kaam main agar to aap ahcay sya kamai karni chaty hain to aap ko chaiy kay aap ahcay say kamai karain tak ay aaap is kaam main ziada say ziada kamai bhi kar sakakin.
                          • #313 Collapse

                            ji ha dosto pakistan me jo log forex trade kar rahe hey or bohat tezi ke sath new log forex ko join kar rahe hey meri un ko advice he ke sekehye hard work karey forex me app acha career bana skate hey or jitne ziada tarder pak me honge pakistan ki economy me acha farq pare ga
                            • #314 Collapse

                              bhai forex trading main sabse pehle to apko apne ap ki sochni chaye kyun ke apke forex trading ke account se pakistan ko itna zyada profit ya loss nahi hoga jitna apko khud hoga ho sakta hai ap apna loss bardash na kar sako
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                jb humari country me dollars atay hain to humari economy automatically control ho rahi hoti hai aur is say pori koom ko faida hota hai Han gee aao ka kehna darust hai, kisi mulk main jitna employment ratio zyada ho ga wo utna us ki strong economy ko represent kare ga, so especially jo log un employed hon

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X