Bearish engulfing candlestick pattern:
Bearish engulfing pattern technical chart pattern hai jo trader ko ye signal deta hai ky market mein lower price any wali hai. iss pattern mein pehly aek bull candle banti hai or phir sy large bearish candle ban jati hai jo price ko down drag kar leiti hai. Ye pattern iss liye important hai ky ye show karta hai ky market mein pehly buyers thy aur market thori uptrend mein gai hai. But phir sellers takeover kar lety hain aur market ko down drag kar lety hain. Second candle ka first candle ko engulf karna zaroori hai aur iss pattern ki itni ziaada significance nahii hai jb market choppy condition mein ho. But kuch trader ye bhi kehty hain k engulfing pattern banta hii tab hai jb market choppy behave kar rahi ho. iss pattern mein ham stop loss both candles ky high point par laga sakty hain ta k ham maximum loss sy bach jaein.Bearish engulfing pattern ky kuch points mein ap logo ky sath share karna chahun gi.
1- current candle ne last candle ko cover kia hua ho.
2- current candle last candle se up ya down jaa kar close hui ho.
Bearish engulfing pattern jo hy wo engulfing pattern ki hi ik type hy. engulfing pattern ki do types hein.
1:Bearish engulfing candlestick pattern:
2:Bullish engulfing candlestick pattern:
Bearish engulfing candlestick pattern:
Bearish Engulfing main last candle buy ki hoti hai aor current sell ki, sell wali candle yaani current candle ne last buy wali candle ko cover kia hota hai aor us se down jaa kar close hoti hai is ki shakal aisi hoti hai aur Strong Engulfing confirmation big time frames yaani monthly, weekly aor daily main hota hai jo long term trade karte hain wo monthly ya weekly confirmation hi lete hain lekin day trading wale daily chart main bhi is Engulfing k madad se trade open kar sakte hain
Bullish engulfing candlestick pattern:
Bullish Engulfing main last candle sell ki hoti hai aor current buy ki, buy wali yaani current candle ne last sell wali candle ko cover kia hota hai aor us se up jaa kar close hui hoti hai is ki shakal aisi hoti hai
Trading with bearish candlestick pattern:
Dear forex friend forex market main bearish sort e hal ko hum bearish trend kahty hain jis main mazzed or boht se patterns banty hain jis se hum apni trading kar skty hain bearish market main aik pattern engulfing pattern hai jis main market bullish candle k bad aik bari impulse show karti hai or es main aik sath bari bearish candle bnati hai jis ko hum engulfing pattern kahty hain or es pattern main hum apni trading kar k acha profit lay skty hain or achi earning kar skty hain aghr forex main ayse patterns ka knowledge hai tu hum osko follow kar k kamyab ho skty hain or apni trading ko bahter kar skty hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим