Intoduction:
Assalam o alaikum Mere Pyare aur aziz Dosto mein umeed karti hun ky ap sab theek hon gy mein bhi theek hun allah ky fazlo karam sy to dosto aj ma apky sath jo topic share karny ja rhi hun wo bohot hi intresting topic hy us topic ka naam intraday trading hy.aj mein ap ko intraday trading ka baray mein detail sy batau gi.
What is Intraday Trading?
Dear Forex members Jab ap ik din ky andar hi Market main kuch bhi khreed kar bech detein hain usay intraday trading kahtay hain .Intraday trading karnay ki kuch advantages bhi hoti hain ayein unko jan letay hain.
Advantages of intraday trading:
Dear my Friends Margin Sabsay pehly faida yahi ha intraday trading margin milta ha margin ko ap saf alfaz ma asa samjh lijie jis share ki price 300 rupay ha wo share apko 3 rupay 50 rupa tak mil jata ha ab sawal ya ha apko 30 rupa ka share 30 rupa ma kun mila ga ,agar apko 300 ka share 300 ma hi mila ga to ap intraday kun kareiin ga kuk iska matlab ha ap aj kharida to aj hi bechna hoga ,or apko loss bhi ho sakta ha is lie ap long term ka lie kharido ga.
Intraday trading ka Istamal:
Mere aziz dosto Ismay asa hota hai ap ek hi din ka lie pasay kamatay hain apko pasay kamanay kay liye zyada waqt tak intezar nahi karna parta ha ap aj invest karein ga or aj hi profit kamayein ga or kabikabar ap minutesma pasa kama lein ga jasa abi apna koi stock purchase kia 5 min bad uski price barh gaye or apna sell kar diya.
Short selling kesy karty hein:
Dear Forex members Ismay asa hota hay ap price up janay kay ilawa price down jab jaye tab bhi pasay kama saktay hain yani ka apko lagta ha aj is company ki price necha gira gi to ap tab bhi pasa kama sakta hain isko short selling kaha jata ha isma jab apko lagata ha jab kisi company ki price gira gi ap sell kar deta hain bhala hi wo share apka pas nahi ap ap usa sell nahi kara ga apka behaf pa koi broker usa sell kar da ga .
Regular Income kAr Sakta Hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим