best indicator for gold trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    best indicator for gold trading
    how to choose gold trading indicator



    or jab ap gold ke trading ke importance jan chokay hotay hein aay best indicator ke choice pa focus kartay hein
    indicatr ko 2 groups mein takseem kea ja choka hey price action or mathimatical
    mathematically indicator forex market mein price action kay ley tool ko wazah kartay hein or histric price ka data lay kar estamal key jatay hein forex market mei price action indicator anay wale price ka estamal kar kay woh ap ko historic price ka data estamal karnay kay ley dayta hey
    price action indicator majodah price ka data estamal karnay kay ley es bat ka tayon karnay mein madad karta hey ke forex market kahan par ja rehe hey price action indicator es bat ka tayon karnay mein madad kartay hein keh ap ko gold trading ka tayon kaisay karna chihay


    trading style



    kese bhe trading mesal kay ley ap ko trading style ka andaza layna chihay or ap ko trading ka andaza sab say zyada importance rakhta hey jo keh forex market mein swing trading kay ley sab say best hey tahum ap aik day mein swing trading kay ley sab sy zyaa importance rakh saktay hein or scalping kay irad gerd bhe kam kar saktay hein apnay trading style ko janana ap ko trading kay ley behtar set up frahm kar sakta hey



    experience


    ap forex market mein jetnay zyada analysis kar hon gay ap itna he zyada forex trading kay analysis ko samjh saktay hein ager ap ebtadai hein to ap cheezon ko behtar tareekay say samjh saktay hein or bohut say indicator kay sath apnay chart par tarteeb day saktay hein or bay tartebe say koshesh kar sakty hein or forex market mein es ko saf suthara rakhen or es kay ley jain jo ap kay trading andaz kay motabaq ho



    supply and demand indicator



    supply or demand ko aik aisay area kay tor par samjhen jes mein bohut zyada buy or sell ho jay supply ke level forex market mein selling ke akace karte hey jab keh forex market mein demand zone market mein buying ko wazah karta hey
    to yeh bare buy or sell karta hey
    jo keh ab bank or financial institute hein
    bank or institute market OGs ke tarah hein or forex market mein selling ke akace karte hein woh forex market ke base par driver hein to yeh forex market mein n ke copy kun nahe kartay hein
    Click image for larger version

Name:	XAUUSD_2022-10-07_18-05-14_d4ae0-1-760x417.png
Views:	2
Size:	65.8 کلوبائٹ
ID:	12564455
    bohut say trader ka en levels par tashreef lana moshkel ho jata hey supply or demand zone indicator takhmena ko maswat say nikal kar forex market mein en levels ko identify kartay hein lahza yeh forex market mein ebtadai or paisha war kay ley kam karta hey yeh indicator forex chart par zone ko reversal kartay hein rally base rally , rally base drop, drop base rally , drop base drop supply or demand indicator ko identify karte hein
    Click image for larger version

Name:	XAUUSD_2022-10-07_18-04-21_d1a4b-1-1-760x418.png
Views:	2
Size:	83.5 کلوبائٹ
ID:	12564456


    supply and demand zone bullish strategy:



    jab forex indicator demand zone ko wazah kartay hein to yeh trade mein enter ho jain gay
    entry point kay ley recently swing low par stop loss rakhen gay
    forex market mein nafseyate level ka tayon karnay kay ley stop loss rakhen gay
    nafseyate indicator ka estamal kartay hovay take profit level ka bhe estamal karen gay



    supply and demand zone bearish strategy


    jab indicatr supply zone banata hey to trading mein enter ho jain gay
    entry point kay ley recently swing par stop loss lagain gay
    nafseyate indicator ka tayon karnay kay ley stop loss lagain gay
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: best indicator for gold trading

    Dear bahut hi acchi information aapane share ki hai mathematically indicators historical data se liya Gaya hai is indicators ko traders apni future ki trade ki prediction ke liye ise use mein le aate Hain yah bahut hi achcha aur bahut hi faydemand indicators hai bus trader ko chahie ki Sahi timing mein iska istemal Karen



    Types of Technical Indicators

    1. Oscillators

    Oscillators ek common indicator hai Jo ek techneki ishare ka ek khas indicator hai Jo k market ki movement ko samajhne ke liye kafi faydemand sabit ho sakta hai jab market apni movement jyada fast dikhati hai tab is indicators ko istemal mein traders le aate Hain aur iski madad se hi maarpeet ki future ki direction ko acche tarike se analysis kar paate Hain

    2. Overlays

    Is indicator mein ek khas kism ka ishara shamil hota hai jo ki Apne investors ko aur traders ko ise provide Hota hai aamtaur per istemal shuda overlays mein Bollinger bands or moving average bhe shamil hoten hain oversold or overbought Wali sharait k elawa Bollinger bands market mein aane utar charhaw ki bhe pemaiah Karen Hain or Dosri side mutharik ost Ka istemal market ki rujhan Ka tayun Karne mein bhe help karta hai


    3. Average Direction indicator (ADX)


    Trader aur investor is indicators ka istemal bahut hi jyada had tak karte Hain Jub ADX-40 se upper Hota hai ek strong direction Ka illam ho jata hai k next movement market ki kis taraf ho sakti hai is Tarah ke prediction trader hamesha karte rahte hain kyunki jab tak aap orally work khud Nahin karte aur use chij ko check Nahin karte hata ke yah work able hai ya nahin tab tak aapko kuchh jyada ilm hasil Nahin Hota

    4. Moving Average Convergence Divergence (MACD)

    Trader mukhtalif tarikon se market ko analysis karte rahte hain aur yah indicators unke liye bahut hi faydemand sabit hota hai kyunki isase moving average Ka pata lag jata hai jab market upar ki taraf Hoti hai tab MACD Ka istemal karte hain aur ise aap price ki nisbat se bhi indicate kar sakte hain kyunki jab price upar hoti hai aur MACD najar aata hai to price hamesha zero se upper rehti hai jab k zero k nechy ager price AA Jaye Tu ise bearish trend samjhna jata hai
    3. Supply and demand

    Supply aur demand ka ek dusre ke sath achcha relation ship Hota hai wo kise bhe price ki quantities ko determined krne mein madad krtie Hain market ki economy ke rules ke mutabik demand aur supply ke darmiyan taluk future mein Ek side per a jaate Hain or ye mutwazin bhe ho jaten Hain or Jessa ka aap khud bhe analysis kar sakte hain nechy Di Gaie huwe picture ko Dekh k ye kesy market ko mutwazin banati Hain ager Che koie trader gold per trading krne ko tarjeeh deta hai Tu ose chahye in indicators k through he trading kare kyunki gold ki market ko sirf indicators k through he samjhna ja Sakta hai other wise ye pair boht he tough samjhna jata Hain trading k liye

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	1
Size:	8.4 کلوبائٹ
ID:	12428348
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: best indicator for gold trading

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sara_ali_trader پيغام ديکھيے
      how to choose gold trading indicator



      or jab ap gold ke trading ke importance jan chokay hotay hein aay best indicator ke choice pa focus kartay hein
      indicatr ko 2 groups mein takseem kea ja choka hey price action or mathimatical
      mathematically indicator forex market mein price action kay ley tool ko wazah kartay hein or histric price ka data lay kar estamal key jatay hein forex market mei price action indicator anay wale price ka estamal kar kay woh ap ko historic price ka data estamal karnay kay ley dayta hey
      price action indicator majodah price ka data estamal karnay kay ley es bat ka tayon karnay mein madad karta hey ke forex market kahan par ja rehe hey price action indicator es bat ka tayon karnay mein madad kartay hein keh ap ko gold trading ka tayon kaisay karna chihay


      trading style



      kese bhe trading mesal kay ley ap ko trading style ka andaza layna chihay or ap ko trading ka andaza sab say zyada importance rakhta hey jo keh forex market mein swing trading kay ley sab say best hey tahum ap aik day mein swing trading kay ley sab sy zyaa importance rakh saktay hein or scalping kay irad gerd bhe kam kar saktay hein apnay trading style ko janana ap ko trading kay ley behtar set up frahm kar sakta hey



      experience


      ap forex market mein jetnay zyada analysis kar hon gay ap itna he zyada forex trading kay analysis ko samjh saktay hein ager ap ebtadai hein to ap cheezon ko behtar tareekay say samjh saktay hein or bohut say indicator kay sath apnay chart par tarteeb day saktay hein or bay tartebe say koshesh kar sakty hein or forex market mein es ko saf suthara rakhen or es kay ley jain jo ap kay trading andaz kay motabaq ho



      supply and demand indicator



      supply or demand ko aik aisay area kay tor par samjhen jes mein bohut zyada buy or sell ho jay supply ke level forex market mein selling ke akace karte hey jab keh forex market mein demand zone market mein buying ko wazah karta hey
      to yeh bare buy or sell karta hey
      jo keh ab bank or financial institute hein
      bank or institute market OGs ke tarah hein or forex market mein selling ke akace karte hein woh forex market ke base par driver hein to yeh forex market mein n ke copy kun nahe kartay hein
      [ATTACH=CONFIG]146699[/ATTACH]
      bohut say trader ka en levels par tashreef lana moshkel ho jata hey supply or demand zone indicator takhmena ko maswat say nikal kar forex market mein en levels ko identify kartay hein lahza yeh forex market mein ebtadai or paisha war kay ley kam karta hey yeh indicator forex chart par zone ko reversal kartay hein rally base rally , rally base drop, drop base rally , drop base drop supply or demand indicator ko identify karte hein
      [ATTACH=CONFIG]146700[/ATTACH]


      supply and demand zone bullish strategy:



      jab forex indicator demand zone ko wazah kartay hein to yeh trade mein enter ho jain gay
      entry point kay ley recently swing low par stop loss rakhen gay
      forex market mein nafseyate level ka tayon karnay kay ley stop loss rakhen gay
      nafseyate indicator ka estamal kartay hovay take profit level ka bhe estamal karen gay



      supply and demand zone bearish strategy


      jab indicatr supply zone banata hey to trading mein enter ho jain gay
      entry point kay ley recently swing par stop loss lagain gay
      nafseyate indicator ka tayon karnay kay ley stop loss lagain gay
      As per my personal experience Jab aap market mein trading karte hain aur kisi bhi indicator per 100% depend karna start kar dete Hain to aap unsuccessful Ho jaate Hain isliye aapko Kisi bhi indicator per hundred percent depend nahin karna chahie Jab aap apni analysis kar rahe hote hain to iski Majid confirmation karne ke liye aapko Kisi indicator ki guideline hasil Karni chahie kyunki jab tak aap apni self analysis Nahin karenge use time tak Koi indicator bhi aapke liye koi acchi information share nahin kar sakta hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X