Dear friends, jab forex market main kisi pair ki closing aur opening prices main difference Ho to usko market gap kehtay hain kabi yeh gap ziada hotay hain aur aksar market small gaps kay sath reopen hoti rehti hai,is kay ilawa agar hamain market main aisay pairs main trade kerni hai jin main movement bohot zyada fast hony ky sath sath trading time bhi kam hota hai
Reason behind gaps in market:
Market ki moment main sudden fall ya rise ko ham gap kehty hay ya gaps ko ham market ki jumps kay sath bhi samajh sakty hain. Market jb apni current movement ko hold ni kar sakti to kisi side par b jump karti hai or hamy gaps nazar ah jaty hain. Ye gaps trader ko bhot attract karty hain wo en sy trade ki direction ko pick karny ki khosis karta hai. Trader agr sahe direction ko pick karny ma kamyab ho jae to usko acha profit melta hai but agr wo gaps ko judge karny ma nakam ho jae to market sy usko bhot loss ho sakta hai.
Occurence of market gaps:
Market gaps ki kuch basic reasons hain, jaisy ager trend ziada up ya down chala jay aur market kay close honay kay bad new traders pehly say market main is ki reversal ya extension ka soch lain to is buyers ya sellers kay pressure ka mukhtalif hony ki waja say market main gap banty hain. Iskay ilawah kai bar market ya session kay closing kay bad jab koi economic activity ya news announce hoti hay to is waja say bhi new session opening say market main gap banty hain.
Effects and causes of gaps:
Market main jab bhi gaps banty Hein to in gaps ki kuch na kuch reasons Banti Hein kiun Kay koi bhi gap bagher kisi waja sy nai banta . Gaps banany ki kafi reasons ho sakti Hein Jin main Sy kuch yeh hain, kai baar aisi news aati Hein Jo market ke liye bohat affective hoti Hein aur in news ki waja sy market main bohat asar hota hai aur phir gaps create ho jaty hein, News bhi koi specific nai hotn balkay koi bhi aesi news Jo bohat hi important ho to uski waja sy aksar gaps ban jaty Hein, aksar hamen kuch natural disaster ka samna hota hai jiski waja ay hamari maekat main bohat asar parhta hai aur gap ban jaty Hein

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим