Ichimoku Technical Indicator ky bary ma details information
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ichimoku Technical Indicator ky bary ma details information
    Ichimoku Technical Indicator ka Introduction

    Asssalamualikum dosto aj ham bat krei ga Ichimoku cloud, Ichimoku cloud ko ( Ichi-Moku-Trading system bhi kahta hain ).Ya ek Japanese indicator hai. Iski delvelopment japanese journalist goichi hesoda na 1930 ma ki thi .Or public ka samna 1960 ko show kiya tha .Geochi hesoda na pura 30 sal is indicator pa kam kiyaor isa perfect banana ki koshis ki .Jo log indicators ko thora bohat janta hain wo samjhta hain ichimoku cloud kitna usefull indicator ha Ya forex market ma bohat useful ha . (Ichimoku Cloud ka matlab hota hain badal ki jhalak, iski help sa ap market trend, support and resistance,or momentum pata kar sakta hain ,ya alag alag moving averages pa base indicator ha jo cahrt ma 26 din agey or pecha ka data show karta hain ,siam fice alag alag rang ki candles hoti hain , sabsa pahla ham in pancho lines ka name jan leta hain ,isma sabsa pahli line hoti ha vonversion line isa japanese ma tenkan sane yani fast line bhi kahta hain ya blue color ki hoti ha, dusri line hoti ha base line ,iska japanese ma name kijun sen yani slow line hota hai. Isko red color sa indicate kiya jata ha ,or 3rd line hoti ha lagging span iska japanese name ha chikou span isko green color sa indicate kiya jata ha , or 4th line hoti ha leading span A isa japanese ma senku span sa indicate kiya jata ha or 5th line hoti ha leading span B iska japanese name ha senko span B. Dosto yaha ap ek bat jan llijie ya line apas ma combination bana kar trading signal deti hain ,jasa ka conversion line or base line dono mil kar signal generate karti hain ,or leading span A leading span B ichimoku cloud show karti hain .

    Ichimoku Cloud Understanding Guide

    Combination of conversion line and base line , jab conversion line base line ko necha sa upar cross over karti ha to hama buying signal milta ha isa bullish crossover kahta hain iska bad tezi ki shuruwat hoti ha ,or jab base line conversion line ko upar sa necha cross kra to hama selling signal milta ha ya hama downtrend show karta ha ,uska bad lagging span line hama 26 din pecha ka data show krti ha iska matlab jo abi price chal rahi ha ya line 26 din din Pecha ka data show kara gi,or jab price ichimoku cloud k andar ho to hamain trade nahi lani ha .

    Three Condition for Bullish Trade Entry
    :

    Dear traading members b ya 3 condition ke sath mila tab hamein khareedi karna ka signal milta hai to yaha teeno condition kya ha to samjh leta hain ,pahli condtion ya ha ichimoku cloud price ka necha hona chayein or dusri surat-ehal ya keh lagging span line price ka upar hona chahie.jab ya condition ek sath mil jati hain tab hamein buying karna ka strong signal milta ha .

    Multi Options for Bearish trade Entry
    :

    Forex Trading members JAb ya 3 condition ke sath mila tab hamein selling karna ka signal milta hai to yaha teeno condition kya ha to samjh leta hain ,pahli condtion ya ha ichimoku cloud price ka necha hona chayein or dusri surat-ehal ya keh lagging span line price ka upar hona chahie.jab ya condition ek sath mil jati hain tab hamein selling karna ka strong signal milta ha .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ichimoku Technical Indicator ky bary ma details information

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Scalpel پيغام ديکھيے

    Market mein different types ke indicators available ho rahe hote Hain Jab aap market mein kisi aise indicator per trading karna chahte hain Jo aapke liye bahut jyada effective platform provide Karen to aisi situation mein aapko yah indicator hamesha market ke bahut jyada volatile per trading karne ke liye kuchh important information share kar raha hota hai Bharat per Jab market mein aap entices for trading karna chahte hain to uske liye perfect platform show kar raha hota hai aur aapko market mein bahut acche results provide kar raha hota hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X