Risk and Reward Ration For Successful Forex Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk and Reward Ration For Successful Forex Trading
    Risk and Reward in Forex

    Jab ham forex market main kuch amount invest kerty hain tou yahan per hamain trade kerni hoti hai jis per hamara sara account balance aik hi trade main khatam bhi ho sakta hai isliya forex market main trading ky liay invest ki jany wali amount per ham bahot bara risk lety hain ky agar same amount per open ki jany wali trades profit main chalti rehain tou hamara balance secure rehta hai lekin agar market hamari open trade ky against movement kerna shoru ker deti hai tou hamara account aik hi open trade main wash bhi ho sakta hai ham jis terha kisi business main kuch amount invest kerty hain tou same investment per hamain loss nehi hota profit hota hai agar business bahot zyada profitable ho tou bara profit hasil ho jata hai aur agar business aesa ho jis main profit kam hota hai tou hamain same investment per profit bhi kam hi hasil hota hai

    Click image for larger version

Name:	riskreward.jpg
Views:	4
Size:	43.4 کلوبائٹ
ID:	12564352

    Reward with Low Risk Trading

    Small level per risk leny ka bahot bara advantage yeh hota hai ky agar hamain open trade main loss bhi ho jata hai tou ham next trades main loss ko asani ky sath recover ker lety hain jabky further trading main hamain profit bhi hasil ho jata hai jabky bary risk main account wash ky bahd recovery ka koi chance nehi hota so hamesha trade open kerny sy pehly hamain jo lot size set kerni hoti hai woh minimum level per set kerni chahiya ky agar loss hota bhi hai tou usko asani sy recover kia ja saky lehaza hamain aesy pairs main trade kerni chahiay jin main market ki movement slow hoti hai aur lot size isterha sy set ki jaey ky agar market hamari open trade ky against bhi move kerti hai tou support ya resistance tak market ki movement per hamara account safe rehy tou jab market support ya resistance sy reverse hoti hai tou hamara loss khatam hony ky bahd profit bhi hasil hona shoru ho jata hai

    Click image for larger version

Name:	lowriskreward.png
Views:	8
Size:	20.5 کلوبائٹ
ID:	12564353

    Reward with High Risk Trading

    Jab ham market main trade open kerty hain tou hamari same trade main ham jo lot size set kerty hain wohi hamary risk ka level hota hai ky agar ham small balance per trade kerty huey bari lot size set ker ky trade open kerty hain tou same risk hamari investment per bahot bara risk hota hai aur bary risk ka hamain faida jab hota hai tou bahot achi earning hasil ho jati hai jabky agar hamain bara risk leny per market hamari open trade ky against movement kerna shoru ker deti hai tou bari lot sy trade open hony ki waja sy kuch pips ka loss bhi bahot bara loss hota hai hamain risk level per hony waly loss ko mind main rakhna chahiay ky agar hamain acha profit hasil ho jata hai tou ham trade close ker ky profit ko withdraw kerwa lety hain jabky bary risk per hamain loss hota hai tou same loss ki waja sy hamara account wash ho jata hai aur hamain trading ky liay dobara investment kerna perti hai

    Click image for larger version

Name:	cncl.png
Views:	3
Size:	20.3 کلوبائٹ
ID:	12564354

    Advantages and Disadvantages of Risk

    Forex trading ky liay risk bahot hi important facotr hai ky jab tak ham forex market main risk nehi lety beshak ham bari investment bhi ker lety hain tab bhi hamain koi profit nehi hota ky hamain forex market main ki hui investment sy profit hasil kerny ky liay risk lena hi perta hai jabky agar ham small balance per trade kerty huey bara risk ly lety hain tou market ka pata nehi chalta kabhi bhi kisi bhi direction main bahot bari movement kerny per hamara account wash ho sakta hai so hamain forex trading main risk soch samajh ker lena chahiay ky agar loss hota hai tou woh itna zyada na ho jabky bahot bari investment per risk bahot kam bhi nehi hona chahiay ky long time period ky liay trade kerny per bhi agar acha profit hasil nehi hota tou investment ka faida nehi hai hamain apni investment ky mutabiq achi calculation ker ky market main risk lena chahiya ky hamara capital bhi secure rehy aur hamain acha profit bhi hasil ho jaey

    Click image for larger version

Name:	highriskreward.png
Views:	10
Size:	110.2 کلوبائٹ
ID:	12564355
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk and Reward Ration For Successful Forex Trading

    Assalamu alaikum all Forex member I hope of thik honge aur Market mein aap achcha kam kar rahe honge jaisa ki ham log jante Hain ki Forex hamare liye ek bahut hi achcha online business hai jismein Ham mehnat karke bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain aapko pata hai ki kamyabi hamesha hamen acche varg se milati hai Ham ismein jitna achcha work karenge jitni Ham mehnat ke sath is mein kam karenge utani Hi aasani se Ham kamyab ho sakte hain kamyabi ka aapko pata hai ki unhin logon ko milati hai Jo Forex mein achcha kam karte hain demo account hamari practis ke liye ek bahut hi achcha account hai jismein Ham acchi practis Karke trading ko achcha banaa sakte hain aapko pata hai ki jo log ismein achcha kam karte hain vahi kamyabi ho sakte hain.

    What is the risk and reward ?

    Dear Forex member market ka aapko pata hai ki market mein hamen achcha kam karna hota hai to hamen kamyabi milati hai market unhin bande ko success deti hai Jo market ko sambhal ke kam karte hain jaisa ki hamen pata hai ki Forex man bahut jyada risk involve hota hai isase Bach ke agar Ham kam karenge to hamen kamyabi milegi hamen chahie ki Ham is business ka daily knowledge len aur uske bad Ham ismein kam Karen to hamen kamyabi milegi kamyabi hamesha hamen acche varg se milati hai work hamara jitna achcha Hoga utani hi acchi hamen kamyabi bhi milegi aapko pata hai ki is business mein vahi log kamyab hote Hain Jo market ko Sahi time dete Hain market mein proper kam karte Hain.

    Click image for larger version

Name:	images (12).png
Views:	4
Size:	19.1 کلوبائٹ
ID:	12428244

    Risk management

    Jisko Ham jitna kam time denge hamen utna hi fayda bhi kam milega aapko pata hai ki koi bhi kam hai usmein kamyab hone ke liye hamen mehnat Karni Hoti hai ismein kamyab hone ke liye hamen samajhdari se kam karna hota hai ismein jaldbaji Nahin Karni hoti hai agar Ham ismein jaldbaji karenge to hamen nuksan ka samna karna padega aapko pata hai ki vahi band hai ismein kamyab hote Hain Jo market ki management ko follow karke kam karte hain ismein extra jyada Kam Nahin karte vah log ismein bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain kamyabi ka aapko pata hai ki hamesha usi bande ko milati hai Jo is main proper kam karta hai proper mehnat ke sath is business ko time Deta hai vahi ismein kamyabi ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (11).png
Views:	1
Size:	20.3 کلوبائٹ
ID:	12428245

    Trading ki baat Karen to trading mein hamen sabse milkar kam karna hota hai to hamen kamyabi milati hai aapko pata hai ki kamyabi ke liye hamen bahut se knowledge ki jarurat Hoti hai hamare pass jitna achcha knowledge Hoga utani hi acchi hamen kamyabi bhi milegi vahi log kamyab hote Hain Jo market mein proper kam karte hain market ko proper study Karke ismein work karte hain vah aasani se is business se kamyabi le sakte hain.
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Risk and Reward Ration For Successful Forex Trading

      Risk and Reward Taking In Trading;

      DAER Trading ki baat Karen to trading mein hamMarket mein aap achcha kam kar rahe honge jaisa ki ham log jante Hain ki Forex hamare liye ek bahut hi achcha online business hai jismein Ham mehnat karke bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain aapko pata hai ki kamyabi hamesha hamen acche varg se milati hai Hamki jo log ismein achcha ken sabse milkar kam karna hota hai to hamen kamyabi milati hai aapko pata hai ki kamyabi ke liye hamen bahut se knowledge ki jarurat Hoti hai hamare pass jitna achcha knowledge Hoga utani hi acchi hamen kamyabi bhi milegi vahi log kamyab hote Hain Jo market mein proper kam karte hain market ko proper study Karke ismein work karte hain vah aasani se is business se kamyabi le sakte hain.

      Risk Managements;

      Dear Jisko Ham jitna kam time denge ismein jitna achcha work karenge jitni Ham mehnat ke sath is mein kam karenge utani Hi aasani se Ham kamyab ho sakte hain kamyabi ka aapko pata hai ki unhin logon ko milati hai Jo Forex mein ko success deti hai Jo market ko sambhal ke kam karte hain jaisa ki hamen pata hai ki Forex manForex trading ky liay risk bahot hi important facotr hai ky jab tak ham forex hona chahiay padega aapko pata hai ki vahi band hai ismein kamyab hote Hain Jo market ki management ko follow karke kam karte hain ismein extra jyada Kam Nahin karte vah log ismein bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain kamyabi ka aapko pata hai ki hamesha usi bande ko milati hai Jo is main proper kam karta hai proper mehnat ke sath is business ko time Deta hai vahi ismein kamyabi ho sakta hai.

      Reward Getting Trades Analysis;

      Dear Forex member market ka aapko pata hai nehi hota ky hamain forex market main ki hui investment sy profit hasil kerny ky liay risk lena hi perta hai jabky agar ham small balance per trade kerty huey bara risk ly lety hain tou market ka pata nehi chalta kabhi bhi kisi bhi direction main bahot bari movement kerny per hamara account wash ho sakta hai so hamain forex trading main risk soch samajh ker lena chahiay ky agar loss hota hai tou woh itna zyada na ho jabky bahot bari investment per risk bahot kam bhi ki market mein hamen achcha kam karna hota hai to hamen kamyabi milati hai marketismein kam Karen to hamen kamyabi milegi kamyabi hamesha hamen acche varg se milati hai work hamara jitna achcha Hoga utani hi acchi hamen kamyabi bhi milegi aapko pata hai ki is business mein vahi log kamyab hote Hain Jo market ko Sahi time dete Hain market mein proper kam karte Hain.

      AK
      • #4 Collapse

        Re: Risk and Reward Ration For Successful Forex Trading

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Haidry1985 پيغام ديکھيے
        Risk and Reward in Forex

        Jab ham forex market main kuch amount invest kerty hain tou yahan per hamain trade kerni hoti hai jis per hamara sara account balance aik hi trade main khatam bhi ho sakta hai isliya forex market main trading ky liay invest ki jany wali amount per ham bahot bara risk lety hain ky agar same amount per open ki jany wali trades profit main chalti rehain tou hamara balance secure rehta hai lekin agar market hamari open trade ky against movement kerna shoru ker deti hai tou hamara account aik hi open trade main wash bhi ho sakta hai ham jis terha kisi business main kuch amount invest kerty hain tou same investment per hamain loss nehi hota profit hota hai agar business bahot zyada profitable ho tou bara profit hasil ho jata hai aur agar business aesa ho jis main profit kam hota hai tou hamain same investment per profit bhi kam hi hasil hota hai

        [ATTACH=CONFIG]146500[/ATTACH]

        Reward with Low Risk Trading

        Small level per risk leny ka bahot bara advantage yeh hota hai ky agar hamain open trade main loss bhi ho jata hai tou ham next trades main loss ko asani ky sath recover ker lety hain jabky further trading main hamain profit bhi hasil ho jata hai jabky bary risk main account wash ky bahd recovery ka koi chance nehi hota so hamesha trade open kerny sy pehly hamain jo lot size set kerni hoti hai woh minimum level per set kerni chahiya ky agar loss hota bhi hai tou usko asani sy recover kia ja saky lehaza hamain aesy pairs main trade kerni chahiay jin main market ki movement slow hoti hai aur lot size isterha sy set ki jaey ky agar market hamari open trade ky against bhi move kerti hai tou support ya resistance tak market ki movement per hamara account safe rehy tou jab market support ya resistance sy reverse hoti hai tou hamara loss khatam hony ky bahd profit bhi hasil hona shoru ho jata hai

        [ATTACH=CONFIG]146501[/ATTACH]

        Reward with High Risk Trading

        Jab ham market main trade open kerty hain tou hamari same trade main ham jo lot size set kerty hain wohi hamary risk ka level hota hai ky agar ham small balance per trade kerty huey bari lot size set ker ky trade open kerty hain tou same risk hamari investment per bahot bara risk hota hai aur bary risk ka hamain faida jab hota hai tou bahot achi earning hasil ho jati hai jabky agar hamain bara risk leny per market hamari open trade ky against movement kerna shoru ker deti hai tou bari lot sy trade open hony ki waja sy kuch pips ka loss bhi bahot bara loss hota hai hamain risk level per hony waly loss ko mind main rakhna chahiay ky agar hamain acha profit hasil ho jata hai tou ham trade close ker ky profit ko withdraw kerwa lety hain jabky bary risk per hamain loss hota hai tou same loss ki waja sy hamara account wash ho jata hai aur hamain trading ky liay dobara investment kerna perti hai

        [ATTACH=CONFIG]146502[/ATTACH]

        Advantages and Disadvantages of Risk

        Forex trading ky liay risk bahot hi important facotr hai ky jab tak ham forex market main risk nehi lety beshak ham bari investment bhi ker lety hain tab bhi hamain koi profit nehi hota ky hamain forex market main ki hui investment sy profit hasil kerny ky liay risk lena hi perta hai jabky agar ham small balance per trade kerty huey bara risk ly lety hain tou market ka pata nehi chalta kabhi bhi kisi bhi direction main bahot bari movement kerny per hamara account wash ho sakta hai so hamain forex trading main risk soch samajh ker lena chahiay ky agar loss hota hai tou woh itna zyada na ho jabky bahot bari investment per risk bahot kam bhi nehi hona chahiay ky long time period ky liay trade kerny per bhi agar acha profit hasil nehi hota tou investment ka faida nehi hai hamain apni investment ky mutabiq achi calculation ker ky market main risk lena chahiya ky hamara capital bhi secure rehy aur hamain acha profit bhi hasil ho jaey

        [ATTACH=CONFIG]146503[/ATTACH]
        Dear jab Ham market Mein trade open Karte Hain To uske liye Hamen risk reward ratio select karna hota hai ki Humne apni trade per Kitna risk lena hai aur is per Humne Apna reward Kitna select karna hai Jab Ham market Mein analysis karte hain aur apni trading strategy ke hisab se trade Lagate Hain To Hamen Pata hota hai ki Humne apni trade per Kitna risk lena hai.
        • #5 Collapse

          Risk and reward ratio ek bahut hi important factor hota hai jisko aapane apni decision making mein jarur shamil karna hota hai kyunki agar aap risk and reward reshiyo ke mutabik apni trading Nahin karte Hain to aisi condition mein aapko margin kal receive ho sakti hai aur aapka account bilkul zero ho sakta hai isliye aapko hamesha risk and reward reshiyo ke mutabik apni working karna hoti hai aapko hamesha ismein bahut jyada profit hasil karne ke liye isko acchi Tarah utilised karna hota hai.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Risk-reward ratio forex trading mein ek important concept hai, jo traders ke liye essential hai. Ye ratio traders ko trade karne se pehle apne potential risk aur reward ko evaluate karne mein madad karta hai.Risk-reward ratio ka calculation trade entry point, stop loss level aur target level ke basis par kiya jata hai. Ye ratio traders ko ye batata hai ki kitna risk unhein lena padega har trade par, aur kitna reward unhein mil sakta hai. Fayde: 1. Risk-reward ratio traders ko apne trades ko evaluate karne aur manage karne mein madad karta hai. Ye ratio traders ko risk tolerance aur profit potential ko samajhne mein help karta hai.2. Risk-reward ratio ka istemal karke traders apne trades ko plan kar sakte hain aur disciplined trading approach maintain kar sakte hain.3. Sahi risk-reward ratio ka istemal karne se traders ko apne overall trading performance ko improve karne ka potential milta hai. Nukasan: 1. Risk-reward ratio ke sahi calculation aur interpretation ke liye traders ko market conditions aur price action ko accurately analyze karna zaruri hai. Iske bina, ratio ka istemal karne se losses ho sakte hain.2. Risk-reward ratio ke calculations ke liye traders ko apne stop loss aur target levels ko accurately set karna zaruri hai. Agar levels sahi nahi hote hain, toh ratio ka istemal karne se inaccurate results mil sakte hain.3. Risk-reward ratio ke saath dusre risk management techniques aur tools ka istemal karne zaruri hota hai, jaise ki position sizing aur money management. Iske bina, ratio ka istemal karne se losses ka risk increase ho sakta hai.Is tarah, risk-reward ratio traders ke liye ek important concept hai, jo unhein apne trades ko evaluate aur manage karne mein madad karta hai. Lekin, iska istemal karne se pehle traders ko market analysis, risk management aur proper planning ki zarurat hoti hai.

            اب آن لائن

            Working...
            X