INFORMATION:
Dear forex friends Hook reversal pattern bahut hi importance pattern hota hai jo is market ke andar ose waqt banta hai jab market ek uptrend ki series banati hai yah downtrend ki series banati hai to jab vah apnaya trend todti hai to uske bad hook reversal candlestick pattern banta hai is market mein jo hamen bahut hi jyada information provide karta hai aur agar ham is market mein jyada time active hai to ham is market se is pattern se bahut hi jyada fayda utha sakte hai.
Hook Reversal Pattern:
Dear Hook reversal pattern two candlestick per mushtamil hota hai aur is ko analyse karna bahut aasan hota ha is mai sab se pahle down trend aur up trend ka progress mai hona bahut important hai dusre number per pettren per mushtamil hona zaruri hai aur 3rd second candle ka first candle ke ke andar ban na zaroori hai number aur small number per second candle ki higher low aur lower high hona chahiye r ye market trend k color ko red yani down trend ko green yani up trend mein tabdail kr deta hai is me dono candle ky size me ziada fraq ni hotaa ye greenyani uptrend ko red mtlb downtrend man tabdeel ker deta hai.hook reversal pattren bullish aur bearish dono ho sakty hainlekin bullish bearish hook reversal pettern similar hota hai lekin pettern ki formation mein opposite hota han hamesha hamen hook reversal patterns ko judge karne ke liye market ki movement ko zarur judge karna chahie jitna acche se ham ki movement ko indicate karte hue candlestick patterns ko identify karte hai.
Trading with Hook Reversal Pattern :
Dear Hook reversal pattern mai itrader ko "stop loss aur take profit" k liye technical indicators ko use kerna chaheye bcz hook reversal pattern sirf trend reversal k bara man batata ha lakin kitna move kara ga ye nahe batata. hook reversal candlestick patterns mai bearish or bullish candles banti hai jo ky up trend or downtrend ky bad apko chart mai dekhny ko milti hain.yeh short term reversal trend pattern hai yaani iss ky had reversal trend ho skta hai.yani bullish hai tu bearish ho skta hai or ager bearish hai tu bullish ho skta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим