Doji candlestick pattern k types
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Doji candlestick pattern k types
    Aslam o Alikum dear all umeed krta hoon aap sub log kheriyat or afiyat se hogen aj mein aapke doji candlestick pattern ke bare mein thori se information share kar raha hoon jitna mujhe knowledge hai wo aapke sath share krne ja raha hoon
    sub se pehly tu traders ko chahye ke doji candlestick pattern kitne types ki banti hai market mein or har candlestick pattern ka work krna ek dosre candlestick pattern se alag hota hai Amooman forex mein 5 types ki candlestick pattern banti hai

    TYPES OF DOJI

    1.Standerd doji

    2. long legged doji

    3. Dragonfly doji

    4.Graveston doji

    5.4- price doji


    Is picture mein jo nechi diye gye hai os mein aap saf saf dekh sakte hain ke doji candlestick pattern k types wazeh tur per likhe huwe hain jis se un hain janane mein or ziyadeh asani paida hogie or asani se new trader bhe jan payegen






    Maket mein doji candlestick pattern kis tarah work krti hain or ye market per kis tarah nazar andaz hoti hai

    Doji candlestick pattern amooman os time banti hain jub market mein price closing or opening ke time ek hoti hai ager che price market k open hone se close hone tk takreeban ek point per he rehti hain jo is bat ki nishandehi krti hai
    ke market ye faisla nahe kar paye hai ke market k trend ko kis side per le jana hai up ward side ya down side ye bat hamesha apne zehan mein rakhen k imkani trades wohi hoti hai jo long term trade ki jaye jub doji candlestick pattern
    up trend ke nichle hise mein banti hai ya down trend k nichle hise mein retracement mein banti nazar aati hai ya up trend k nichle hise mein banti nazar aati hai traders hamesha is cheez ko oblige krte hain ke doji candle stick pattern
    kise side se banti nazar aa rahi hoti hai tu wo ose side ko follow krna start kr dety hain chahye wo side upward side ki ho ya down ward side ki doji candlestick pattern ke uper hamesha stop loss ko zaroor implement krna chahye
    chaye wo ek wick line banti hai or market ki condition kise bhe tarah ki ho os wick ko follow karke hum stop loss ko implement kr sakte hain ager che hame loss ho tu wo kam se kam tar ho



    ​1. Standard doji

    Standard doji candlestick pattern ek single candle per mabani hoti hai or ye doji candle ziyadeh tar ishara nahe krti ye samjhne ke liye ke is candlestick ka kya matlab hai or traders hamesha price action ko dekhte rehte hain ke is tarah ki ager koie candle banti hai jub market mein
    ziyadeh tar trader is tarah ki candlestick ko siyah or sabak mein leny ki zaroorat hai for example up trend ki andar mayari doji uptrend ki tasulsul ka hisa sabit ho sakti hai taham nechy diye gye chart mein uptrend k ulat jane ka jo is candlestick pattern ki moojodgi k bad tasdeeq ki ahmiyat ko zahir karta hai





    2.Long Legged Doji

    The long legged doji ek virtical line k darmiyan banti hai is se zahir hota hai ke ye candlestick ki price ki karwai k time frame k duran darmaiye tur per uper or nechy hoti rehti hai or amoomi tur osi tarah closed hoti hai jis tarah ye pehly open hoti hai means k ziyadeh tar ose price ko hit karti hai jaha se ye pehly open huwe thi
    or ye traders mein ek fear ki alamat ko bhe zahir karti hai jub typical tarah ki movement is mein aa jati hai jub long legged doji waqye hoti hai jesa k nech di gaye picture mein aap wazeh tur per dekh sakti hai or price ki kabhe aap ko upward side janne mein dekhne ko mile gye tu kabhe down ward sie mein ager che ye
    candlestick pattern upward side se start hoti hai jb ye retracement upward side ke trend banane ka isahra karti hai jise starting mein trader nahe janta tb trader gair faisla kun bhe kr sakte hain or mumkina trend k changing k bad ise tashreeh bhe kr sakta hai jub doji candlestick ki next candle open hone per pair ko mukhtasir
    talash mein stop loss ko long legged doji ki uper wali wick per rakha jaye tu ise ap ki trade or ziyadeh secure ho jati hai




    3. Dragonfly doji

    Dragonfly doji ya tu up trend ya tu down trend nichle hise mein zahir ho sakti hai or is simath mein tabdeeli ka imkan ishara bhe deta hai or ye ek horizontal line k upper banti nazar nahe aati jub ke ye ek "T"
    ki shakal banati hai or is bat ki bhe nishandehi krti hai price starting price se uper nahe gye






    ​4. Gravestone doji

    Graveston doji dragonfly doji ki hamesha mukhalif karti hai or ye tab zahir hoti hai jub trending range k nichle seri per price action open hota hai or close hota hai ye candlestick open hone ke bad is ki price buyers ki haq mein ja rahe hoti hai or jub ye candlestick closed hoti hai tu ye aapne ose raftar ko barkarar nahe rakh pati or trader ko opposite movement dekhati hai
    jesa ke aap is picture se analysis bhe ise kar sakte hain or isharatan ko bearish signal ka bhe indicate krti hai





    5.4-price doji

    4 price doji candlestick ek Horizontal line ki tarah banti hai staring mein or iske nechy ya upper koi line nahe hoti ye candlestick ek gair faisla kun hone ki alamat ko zahir bhe krte hai or 4 price doji candlestick ek munfarid candle hai jo k gair faisla kun ya phir intehaye par sakoon makret ki nishandehi karti hai


    Click image for larger version

Name:	doji 10.png
Views:	6
Size:	17.3 کلوبائٹ
ID:	12564197
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Doji candlestick pattern k types

    Doji Candlestick Pattern Ke Types:

    Dear forex member market ke andar doji candles ke kitne types hai aur kya ham doji candle se fayda utha sakte hain iska forex trading market ke upar kitna jyada effect padta hai aur doji ke bad ham entry point le sakte hain ? Doji candlestick ko properly apni trading per observe karne ke liye aapko is related complete learning Hasil karna chahie aur jab aap is related learning Hasil kar lete hain to aapko apni trading ko profitable Banane mein aur account Kis Ko safety ke sath maintain karna bahut jyada Aasan ho jata hai isliye aapko different important candlestick se related information Hasil kar leni chahie aur apni trading per reply kar leni chahie doji candlestick different types and Jo main aapke sath hi kah deta hai.

    1: long legged Doji

    2: Drongonfly Doji

    3: Gravestone Doji

    Click image for larger version

Name:	types-of-Doji-candlesticks_body_STANDARDCHART.png.full.png
Views:	10
Size:	14.7 کلوبائٹ
ID:	12428123



    Explanation Of Doji Candlestick:


    Doji candlesticks pattern ak candle per moshtamil hoti hai.Doji candlesticks pattern ko indecision Pattern kehta hai bcz is pattern man sirf ak candle hoti ha jiska k dono wicks long hota han aur is man price ka open and close same hota hai.isko cross b kehta hai. Is liye isko indecision pattern kehta hai bcz is pattern mai open aur close same hona hamen batata hai ky seller aur buyer equal force rukhta hai aur current market trend k reversal batata hai jo long tem ka hota hai.

    Click image for larger version

Name:	stencil-3-2-750x406.jpg
Views:	6
Size:	12.3 کلوبائٹ
ID:	12428126


    Doji candles ki Kitni types hai?


    Dear Doji candlesticks pattern ke five types hoti hai.

    1. Standard Doji pattern.
    2. Long-legged Doji.
    3. Dragonfly Doji.
    4. Gravestone Doji.
    5. 4 Price Doji.

    basically Doji candlesticks ke vertical lines par depend karti hai Forex trading mai long vertical lines per depend karne wali trading lines ko different types may share Kiya jata hai jis mein kafi sari candles are jaati hai lekin doji candle ki total 5 types hoti hai ine types ko agar aap understand kar jaate Hain to Forex trading main aap totally acchi entry lene ke liye Forex trading main aap karz aur usko understand karke Forex trading mein behtreen profit lene ke liye kamyab ho sakte hain isliye aap ko hamesha chahie ki best working Karen aur basic Forex trading ki in candles ko understand Karen yahi candles Forex trading main aap ko long do ji aur aur price doji candle basically Forex trading main aap ko bahut important hoti hai.
    Click image for larger version

Name:	DojiGEChart.gif
Views:	11
Size:	13.5 کلوبائٹ
ID:	12428125
    منسلک شدہ فائلیں

    اب آن لائن

    Working...
    X