Assalamu Alaikum h!
Hammer candle
Hammer candle price chart pattern par baaz awqat one candle hone k bawajood bhi dosre candlestick charts pattern ki tarah k asarat rakhte hen, jab bhi ye candle prices k top ya bottom par bante hen. Hammer candle yes to price to bottom ya bearish trend main banti hai. Hammer candle k aik small real body hoti hai, jiss ka underside par aik lon shadow banti hai. Ye shadow hammer candle ki real body ka taqreeban dugna ya uss se ziana hota hai. Hammer candle ki real body k upper side par koi wick ya shadow nahi banta hai, yanni candle ki real body ka upside aik "Bozu" candle hoti hai, lekin agar aik small wick ban bhi jaye to bhi acceptable hai, lekin bohut ziyaa lamba na ho jiss se candle ki hososeyat tabdeel ho jaye.
Candle formation
Hammer one candle honne ki waja se ye zarori nahi hai, k dosre patterns k tarah ye candle lazmi kisi aik color main ho. Hammer candle bear trend main ya low price main banti hai, jis ki information darjazzel tarah se hoti hai;
Hammer Candle: Hammer candle price k bottom main bearish trend main banti hai, jiss k baad bullish trend reversal ho jata hai, to iss waja se ye candle kisi bhi color main ho sakti hai, lekin agar ye bull ban jaye to ye bullish trend reversal pattern is asked mutabeqat rakhti hai.
Explanation
Hammer candle jo k price k bottom aur bearish trend k baad banne par bullish trend reversal pattern ka kaam karta hai, umbrella family se taluq rakhni wali aik one pattern candle hai. Ye candle aik small real body, jiss ka open aur close same nahi hona chaheye, k sath bottom side par aik long shadow rakhti hai. Candle like shadow real body like taqreeban dugna ya uss se ziana hota hai. Candle k real body k upper side par aik small si wick k acceptable hai, lekin ziata longi nahi hona chaheye, jiss se candle ki hososeyat par faraq par jata ho, lekin bagher top shadow ki ye candle ziata perfect hoti hai. Hammer candle ki real body bull aur bear dono tarah se ho sakti hai, issi waja se candle k leye color ka hona zarori nahi hai, lekin iss ki position ziata zarori aur aham hai.
trading:
Hammer candle jo dekhne main aik T jaise lagti hai, prices k bottom ya bearish trend main banne par bullish trend reverse pattern ka kaam karti hai. Ye candle bull trend ya top prices par banne wali Hanging Man candle ki tarah hi hoti hai, lekin prices ki change position hoti hai. Hammer candle ki inverse Inverted Hammer candle hoti hai, yes k same bear trend major bull trend inverted pattern ka kaam karti hai. Hammer candle par trade entry se pehle iss ki bearish trend ya bottom prices position ka hona bohut ziana zarori hai. Ye aik one pattern candle hone ki waja se trade k leye bohut riski hai, iss waja se aik bull confirmation candle ka hona zarori hai, trader next bull candle par market main buy ki entry kar sakte hen. Stop Loss candle ki sab with lower position and candle ki shadow to the bottom with two pips below the set karen.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим