Hanging Man Candlestick Pattern
Hanging man candlestick pattern bearish signal deta hai. R upward trend mai hota hai. Hanging man pattern higher level pr selling pressure ko indicate krta hai.Hanging man single candle honne ki waja se ye zarori nahi hai, k dosre patterns k tarah ye candle lazmi kisi aik color main ho. Price chart pattern par baaz awqat single candles bhi dosre candlestick charts pattern ki tarah k asarat rakhte hen, jab bhi ye candles prices k top ya bottom par bante hen. Hanging man candle bhi aik single candle pattern hai, jo k prices k top ya bullish trend main banti hai. Hanging man candle k aik small real body hoti hai, jiss ka lower side par aik lon shadow banti hai.
Identification of Hanging Man Candlestick Pattern:
Hanging men candlestick pattern ki identification karna itna mushkil Nahin Hai agar ham candles ke related knowledge rakhte Hain to ham bahut hi aasani ke sath hanging men candlestick pattern notification kar sakte hain. Ye shadow Hanging man candle ki real body ka taqreeban dugna ya uss se ziada hota hai. Hanging man candle ki real body k upper side par koi wick ya shadow nahi banta hai, yanni candle ki real body ka upside aik "Bozu" candle hoti hai, lekin agar aik small wick ban bhi jaye to bhi acceptable hai, lekin bohut ziada lamba na ho jiss se candle ki hososeyat tabdeel ho jaye
Trading with Hanging Man Candlestick Pattern:
Hanging men candlestick ke sath trading karna kafi profitable hota hai kyunki yah pattern hamen resistance level per milta hai aur ham is pattern ki through market mein seling position bahut hi aasani ke sath le sakte hain Hanging Man candle stick pattern main aik bohat zyaada ahm candle samjhi jaati hay jiss ke wajah yeh hay kay yeh aik trend reversal kee identification hoti hay jahan per bhi hanging man candle nazar aaye wahan say trend reverse hota hay ager bullish trend hay to bearish main convert ho jaaye ga or ager bearish hay toh bullish main convert ho jaaye ga

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим