Harmonic Price Chart Pattern kya hai:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Harmonic Price Chart Pattern kya hai:
    Harmonic Price Chart Pattern:
    Dear members Harmonic price chart pattern technically market ka pattern hai hai aur hamen isko jarur analyse karna chahie jab Ham market ke technical
    analysis karenge to tab hi ham market ko samajh sakenge aur tab hi ham harmonic pattern ko analyse karke market mein working kar sakenge agar Ham
    market mein harmonic pattern ko theek tarike se analize nahin karte Hain to hamen success nahin Mil sakti hai isliye hamen market mein harmonic pattern
    ko analyse karna bahut jaruri hai jab market mein Ham technically analyzers karte Hain to tab Ham market mein harmonic pattern ko use karke market se
    bahut hi good amount mein profit hasil kar sakte hain harmonic pattern market mein kafi importance rakhte hain aur agar Ham is to theek tarike se use
    Ghar Le to Ham market se kafi Good profit hasil kar sakte hain.

    Harmonic price chart patterns ki three types hoti hain
    1.The gartely pattern
    2. The butterfly pattern
    3. The Bat pattern
    Explanation:
    Dear friends Harmonic price chart pattern ki three types Hamen bahut acchi information provide Karte Hain in types ki madad se bhi Ham market Mein acchi
    trade Laga sakte hain aur bahut se professional trader Aise Bhi Hote Hain Jo Maine karne ke sath sath market ke rules ko bhi follow karke trade Lagate Hain
    ISI Tarah Jab rules ko follow karte hain to market Mein maujud factors indicators candlesticks aur patterns ke about bahut jyada knowledge ekattha karne ke
    bad hi market Mein Lagate Hain.

    Importance points.


    1. Harmonic trading fabonacci numbers par depend karti hai. Jin ko technical indicator k lae further use kiya jata hai.
    2. Fabonacci number jo zero or 1 sy start hoty hain ye asy previous 2 ko add kar k banae jaty hain.
    3. Ye sequence ratio ma divide ho jata hai jb esy clue melta hai k market yaha tak move kar k ja sakti hai.
    4. Gartely, bat or crab bhot famous harmonic pattern hai jo k technical trader k lae bane gai hain.
    Harmonic Price Chart Pattern Analysis.
    Mere pyare dosto Market mein analysis karne ke liye hamen harmonic pattern ko analyse karne ke liye trendline ko use karna padta hai aur agar Ham harmonic
    pattern ke liye trendline ko theek tarike se use kar lete hain to Ham market mein easily harmonic pattern ko analyse kar sakte hain aur market se good benefits
    Le sakte hain isliye hamen jaruri hai ki Ham trendline ka using hamen aana chahie tab hi Ham easily harmonic pattern ko analyse kar sakenge otherwise market
    mein kisi bhi channel yah pattern panelized karna possible nahin hoga so hamen struggle karna chahie aur aur daily bhejte practis karni chahie taake Ham
    harmonic pattern se fayda utha sake.

اب آن لائن

Working...
X