Dear jab aap Koi business start karte Hain to definitely ismein aapke sath kuchh fraudulent activities bhi ho sakti hai isliye aapko isase related bhi complete information aur Idea hona chahie ki aap se kaise scam ho sakte hain isliye aapko hamesha yah koshish Karni chahie ki market mein Jab aap working karte Hain to trading mein aapke sath kya scam Ho Sakta hai iski complete information bhi aapke liye most important ho sakti hai jo aapko nuksan se bacha sakti hai aaj main kuchh important information dene ja raha hun jismein aapko yah mention karna chahta hun ki aapke sath kis Tarah ke trading scam ho sakte hain.
Meaning of Scam
Sabse pahle main aapko yah clear karna chahta hun ke scam ka matlab kya hota hai basically scam ka matlab hota hai ki Jab aapke sath Koi aisi activity Ho jaaye jismein aapke sath Koi froad Ho jaaye aur aapka balance ya aapka personal data koi banda mis use karta hai to isko scan kaha jata hai market mein aapke sath different types ke scheme ho sakte hain jinki details main aapse one bye one mention karunga.
Hacking of Wallet
Sabse pahle main aapko yah information provide karna chahta hun ki Jab aap apna broker ke sath account open karte hain aur ismein apna ek valid select kar lete hain jis per aap apne deposit aur vitrayal transactions karte hain jismein aapki sari financial transaction se record ho rahi hoti hain yah platform aapka hack Kiya ja sakta hai aur ismein aapke liye kuchh problems ho sakti hain aur isko mis use Kiya ja sakta hai isliye sabse pahle aapane bi careful rahana hota hai aur apni information Kisi bhi platform per share Nahin Karni Hoti hai kyunki agar aap aisa karenge to aap ke liye kuchh problem ho jaenge.
PAMM Trading
Kuchh member aapse account detail hasil Karke aapko percentage allocation management mein shamil kar rahe hote hain aisa karne se bhi aapke sath fraudulent activities ho sakti hain isliye aapko hamesha koshish Karni chahie ki apna account khud maintain Karen kuchh aise members sakte hain jo aapko different options provide karte hain aur iski behave per aapko kuchh incentives offer kar rahe hote hain iski vajah se bhi aapke sath nuksan ho sakta hai.
Account Maintenance
Account maintenance ki facility bahut sare members provide kar rahe hote hain jismein vah aapko account maintain karne se related kuchh important offers provide kar rahe hote hain aapko hamesha aisi situation mein be careful rahana chahie aur inse avoid karna chahie kyunki ismein bhi aapke sath kuchh problem ho sakte hain aur aapke data ko misuse Kiya ja sakta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим