✅Assalamualikum!
Friens aj hm bat karein ga bump and run ka bare mai , isko samjhna ka bad apka trend reversal pa grip boaht achi hogaye gi .Bump and Run thomasbulko waski na (Technical analysis of stock commodities) ki book ma bataya ha inka mutbik kisi bi chart pattern ka banana ma 3 zaruri steps hota hain lead-in, bump, run .Bump and run do tarah ka hota ha bullish reversal bump and run , bearish reversal bump and run. Bullish reversal bump and run downtrend ko khatam kar ka uptrend ki direction deta ha .Or bearish reversal bump and uptrend ko khatam kar ka downtrend ka signal deta ha .
➡️Mandi Bump And Run Banawat :
Dosto chart ma ham dekhta hain price higher support higher resistance banata hue market ma uptrend dikhata ha or bearish bump and run ka banana ma yha zaruri ha ka shuruwati trend uptrend ho jab price uptrend ma chata hue do support bana da uska bad dono support ka low ko touch kar k ek trend angel line khenchni ha, ab yaha ham man leta hain ka yahan trend angel line 30 degree ka angel bana rahi ha matlab ka tezi ka trend 30 degree ka angel sa chal rha ha,is pahla part ko lead-in kahta ha isma price line ko respect karta hue upar ki taraf barhta ha ,iska bad disra part shuru hota ha usa kahta hain bump ,isma hota ya ha keh price achanak sa bohat zyada pump hona lagta ha ,jab market ma itna zyada pump ata ha to asa lagta hai bazar ma speculative hua ha or iska sath volume bhi barhna lagata ha lakin yha tezi zyada dair nahi chalti ha or price necha ana lagti ha .Ab yaha par ek bat ha jo apko dihan rakhna ha ka ya jo tezi ka trend aya ha wo wakae ma bump ha ,iska lie apko or trend angel line khenchna para gi ya line apko jaha sa bump shuru hua ha or iska owest low sa khenchna ha,or dusri line ka angel pahli linek ka angel sa 1/2 guna to hona hi chahie ,matlab jasa pahli line ka angel 30 degree tha to dusri line ka angel 45 degree ka to hona hi chahiye is sa zyada ho to achi bat hogi .To dosto is tarah sa ham bump ka tajzia kar sakta hain .Iska abd price pahli trend line ka necha closing da da tab bump pura hota ha or isa valid kah sakta hain .Ab akhir ma hota ha run, jab candle pahli trend line ko tor kar necha closing da deta hain .Trend line tutna ka bad bazar ma resistance line ban jati ha is tarah sa price necha ana lagta ha or volume bi increase hona lagta ha .To dosto is tarah sa bearish bump and run ki formation hoti ha .

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим