Dear members, Forex trading main ap ko market trend ko follow kr k trade lagani chaiy. Forex trading me sab say zayda importance trend ki identification hai. Ager ap proper identification k trade krty hain to ap ko kam wakt main zayda profit hasil ho sakty hain. Aaj main say trend sa related valuable information share krna chati hoon.
Introduction of Trend:
Dear members, Jab market kisi particular direction main apni movement krti hai to hum kehty hain k market apny trend ko follow kr rahi hai.
Types of trends:
Dear members, market main basically do types k trend hoty hain. Uptrend aur downtrend.
Introduction and identification of uptrend:
Dear members, Jab market upwards movement krty howy, apny previous low ko break ni krti, tu us time tak market main uptrend hota hai. Is ko identify krny k liy ap trend line bi draw kr sakty hain.
Introduction and identification of downtrend:
Dear members, jab market downward movement krty howy apny previous high ko break ni krti to os downwards movement ko downtrend kehty hain. Is ki proper identification k liy ap ager two previous high say line draw krty hain to ap ko downtrend samjhny main aur zayda asani hoti hai.
Importance of trend Identification:
Dear members, Forex trading market mein trend kr kay, ap loss say bach sakty hain. Ager ap trend k mutabiq trade open krty hain, tu ap maximum profit hasil kr sakty hain. Forex trading main ap trend ko follow kr k hi ap long term trading kr sakty hain aur apny account ko wash hony say bacha sakty hain.
Trading in consolidation:
Ap ko consolidation phase me trade ni krni chaiy. Consolidation phase, wo phase hoti hai jab market main koi trend ni hota. Aur Market aik point pay movement krti hai. Is time market kisi bi direction main movement kr sakti hai. Is liy aik trend set hony ka wait krna chaiy os k bad trade krni chaiy.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим