Dear friends, forex main mukhtalif indicators ka use kar kay traders market ki moment sa awareness hasil kartay hain, in indicators main say kuch hmain pairs ki ongoing moment ka batatay hain aur kuch unki coming moments ki indication bhi daitay hain is kay ilawa kuch market ki strength aur weakness ko bhi show kartay hain, in main say aik indicator Triple Exponential Moving Average bhi hay,
Triple exponential moving average:
Yeh aik strong technical anaylisis tool hay, jis ko Jack Hutson nay develop kia, ye indicator traders ko price momentum ki janch karnay main guidance daita hay, is ko ham baqi traditional indicators ki jaga use kar sakty hain. Iskay ilawa ham isko smoothing price data aur baqi indications kay liye bhi use kar sakty hain, yeh pairs ki overbought aur oversold conditions ko identify karnay kay liay bhi information daita hay,
Working of triple exponential moving average:
Yeh indicator oscillator ki tarah use kia jata hay ye peaks aur troughs price zone ko zahir karta ha, is ki negative value traders ko market kay oversold honay ka signal daiti hay aur positive value market kay overbought honay ki indication daiti ha, is indicator ko momentum indicator ki tarah bhi use kia jata hay, jab iski value positive hoti hay to ye rising momentum ko show karta ha aur negative value momentum kay reduce honay ka signal daita hay, jab ye indicator zero line sa above move karta hay to buy kay signals generate hotay hain aur jab yeh zero line sa below move karta hay to sell kay signal miltay hain
Calculations of triple exponential moving average:
Is main three times exponential moving average find kartay hain, pehlay first smoothed EMA maloom kia jata ha phir double smoothed EMA calculate kartay hain aur us kay baad third main triple smoothed EMA find kia jata hay, triple exponential moving average calculate karnay kay liay commonly use honay wala period 15 hota ha, jab triple smoothed EMA fall kar raha hota hay to indicator ki value negative hoti ha aur jab EMA up move karta hay to yeh value positive hoti ha, cross over system kay liye do ya ziada triple exponential moving averages use ki jati hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим