Bollinger bands Indicator Introduction
Asalamoalikum Dearest forum members bollinger bands trading indicator jo ky technical indicator hai jis ko aap metatrader 4 mein select kar sakte hen. is mein market Kisi bhi flat market ya side way movement main bahut helpful hota hay aur is strategy ka istemal is main bhi hamain profitable trading say kamyab kar sakta hay. Kyun keh kai traders ka khial hota hay keh side way movememt main trade lagany say behter hay keh wait kia jaye, jab keh ager ham ghor karain to sideway movememt main bhi hamain aik arzi support and resistance mili hoti hay jis per ham buy and sell ki small trades kay through earning kar sakty hain.
Bollinger Bands Uses Guide with hidden secrets
Dear Pakistan forex forum members bollinger band indicator ko helpful aur ideal samjha jata hay aur isi indicator ka he use hota hay. Jab market slow momentum main ho aur bar bar arzi support and resistance ko hit ho kar wapas ja rahi ho to ham upper and lower band kay teht yahan say signal laity huye trading say earning kar sakty hain. Khas tor per ager ham stop loss aur take profit ka use karain. Ager price 2 or more times resistance ko hit ho ker wapas aye to hamain ye confirm ho jata hay keh iska filhal ye he resistance level hay yahan per ham stop loss set kar ky sell kar sakty hain aur short support per take profit select kar sakty hain. Is say hamain bahut effective aur successful results milain gay.
Reliability and validation of Bollinger Bands
Mery aziz dosto yeh indicator short term trading ky leay to bahot best hai Agr baat ki jay is ki strategy ki reliability hamain tab he mil sakti hay jab market ka momentum slow ho, aur kisi major economic news kay announcement kay chances bhi na hon. Jab keh ham price bounce kay teht entry point ka bhi durust intikhab karain. Q keh hamain yahan in small ranges main late entry itna profit nai daiti aur baz dafa stop loss bhi hit ho jata hay. Lehaza hamain is main Fibonacci retracement aur candlesticks kay patterns ko bhi in ranges kay liye consider karna chahiye. Q keh baghair trading strategy kay kabhi bhi earning mumkin nai hay.
Confirmation while Using Strategies
Candle stick ki confirmation sy Bollinger band ki effectness mazeed barh jati hai. Es sy trader ko indication melti hai k price outer band sy bounce back karyn gi or mean ki taraf ah jayn gi. Chart ko observe karny sy or es par banany wali candlestick ki shapes sy trader ye andaza lagany ma kamyab ho jaty hain k price kb bounce back hony wali hai. But trader ko serf ik he candle sy ye predict ni karna chahe kam sy kam ik candle k bad ik confirmation candle ki help sy he market ki direction ko decide karna chahe.
Support and Resistance ky sath Daviation ki Interpretation
Forex trading ma market ko price support or resistance k bech ma he move karti rehti hai. Jb ye support par jati to trader ye imagine kar lety hain k market ki price ab bounce back ho kar resistance ki taraf ja salkti hai or ese tarha market jb resistance par ponch jati hai to eska ye matlab hota hai k price phr support par wapas jae gi so wo es hesab sy apni trades ko manage karty hain or profit hasil karny ki khosis b karty hain. Kahe bar wo es strategy sy kamyabi hasil karny ma kamyab b ho jaty hain. But asa b hota hai k market support or resistance ko cross kar jati hai or wapas ni jati.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим