Hanging Man candlestick pattern aik aisa candlestick pattern hai, jo aik khas time frame main security k lye high, low, opening aur closing prices dikhati hai. Is pattern main candlesticks, security prices per investor k emotions per effect ko reflect karty hain. Aur kuch technical traders k zariye is bat ko determine karty hain k kab market main enter hona hai aur kab exit karna hai.
What does Hanging Man candlestick pattern tells you?
Term ‘Hanging Man” candlestick sy is pattern ki zahiri shakal ka b pta lgta hai. Hanging man uptrend main reversal ko represent karta hai. Jab k sirf hanging man ki base p assets ko sale karna aik risky option hai. Bohat sy logo ka khayal hai k ye is bat ka important evidence hai k market sentiments tabdeel hona shuru ho gye hain. Aur ye indicate karta hai k uptrend main ab strength nhi rahi.
Hanging man occurring criteria:
Dear members, hanging man tab occur hota hai jab 2 criteria present hoty hain:
1. Jab assets uptrend main hoty hain.
2. Candle ki bohat he choti body hoti hai aur is ka aik bohat he lamba nichla shadow hota hai. Is ka upper shadow bohat kam hota hai.
Dye gye criteria main, jab uptrend main hanging man occur karta hai, to ye is bat ki indication karta hai k buyers apni strength lost kar chuky hain. Jab k demand stock ki prices ko higher p push kar rhi hain, aur is din significant selling hui hai. Ye pattern long positions main sell karny ki opportunity deta hai, ya price main kami hony ko indicate karta hai.
Distinguishing features of Hanging Man candlestick pattern:
Dear members, agar ye aik real hanging man pattern hai, to is k nechy ka shadow body sy kam az kam double lamba ho ga. Dosry ilfaz main, traders is bat ki tasdeeq k lye is lamby nichly shadow ko dekhna chahty hain k sellers ny is candlestick ki formation k doran kisi waqt aggressively step rakha. Is ka aik aur distinguishing feature Hanging Man k zahir hony k agly din confirmation candle ki appearance hai. Jasa k, hanging man price main kami ka signal deta hai, is lye algy din prices main kami sy signal ki confirmation ki tasdeeq honi chaiye.
Trading the Hanging Man candlestick pattern:
Dear members, Hanging Man jis ka volume average sy ziada ho, aur nichla lamba shadow ho, aur is k bad selling ka din ata hai, jis k natijy main prices k kam hony ka behtreen moqa hota hai. Taham, aisa pattern trade karny k lye ideal pattern hota hai. Is tra k pattern ko dekh k, “Hanging Man” k bad down day k end k qareeb aik short trade karny p gor karain. Aik ziada aggressive strategy ye hai k, hanging man ki price k qareeb ya agli candle k khulny k qareeb trade ki jaye. Hanging Man candle k uper aik Stop-Loss order rakhna chaiye.
Explanation with the help of chart:
Dear members, dye gye chart main possible entries k sath sath stop-loss k mukam ko b dikhaya gya hai. Candlestcik k sath aik masla ye hai k wo price k targets provide nhi karti. Taham, trade main rahain jab tak k nechy ki raftar continue rhy. Lakin foran bahir nikal jaein, agar prices high hony lgain. Hanging Man pattern sirf aik short term reversal signal hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим