Dear friends trading market mein Flag aur Wedge chart pattern donon bahut hi important roll play Karte Hain market ki movement ko judgement karne ke liye abhi ham bari bari Dono per roshni dalian gay dear friends yea dono patterns aik dusry se milty jultay hain lakin in kay darmian kay differences ko note karna chahiye aur is trha in ky different functions bhi ho skty hain aur kuch cases mein yeh same function perform kar skty hain.
Flag Pattern.
Dear friends Flag Pattern main jub Flag pattern ki formation hoti hai jto is mein overall downward movement dekhi jati hai aur is trha downward movement mein small bearish aur Bullish candles banti rehti hain dear friends Flag pattern ki completion kay bad market dobara se sudden upwards movement dikhati hui oopar jati hai aur is jagha human wait Karna chahye trading entry ka.
Wedge Pattern.
Dear Wedge Pattern ki jub trading Chart per formation hoti hai jo ky ascending ya descending ho skti hai aur wedges ky doran aap small trades laga skty hain. Isi trha major trend ko bhi follow kar skty hain dear conditions aur limitations bhi hain yani keh ye har time frame main effective nai hota is liye traders isko mostly day trading main he helpful samjhty hain friends wedge pattern us waqt create hota hai jab k market mein acahnak fast moment aa jaye aur us time mein market kuch zeada fast moment kerti hai aur jab moment khatam ho jati hai tou market side way mein move ker jati hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим