rectangle pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    rectangle pattern
    rectangle pattern



    rectangle pattern forex market mein trend ke aik gap ke khasoseyat ko indicate karta hey jes kay tahat price aik matwaze support or resistance lines kay darmean mein aik taraf movement karte hey pattern aam tor par majodah trend ke real direction ke taraf jare rakhnay say pehlay price mein stable ke nomaindge karta hey

    upper or lower bound kay kareeb aik confirmation rectangle candle stick pattern hota hey or jare trend kay breakout ke taraf eshara dayta hey traders ko overall chart ke taraf eshara kartay hovay trend mein mumkana tabdele say agah rakhna chihay jo keh forex market mein baray macro pattern me wazahat kartay hein


    types of rectangle pattern


    1 bullish rectangle pattern
    2 bearish rectangle pattern



    Bullish rectangle pattern



    yeh aik contination pattern hey jo keh up trend kay andar hota hey jes kay tahat trader long position ke taraf enter honay ke taraf daikhtay hein jab forex market mein price support say breakout kar jate
    Click image for larger version

Name:	rectangle-pattern-for-trading-breakouts_body_BULLISHRECTANGLE.png
Views:	11
Size:	9.6 کلوبائٹ
ID:	12561494



    bearish rectangle chart pattern



    aik continuation pattern jo keh frex market mein nechay kay trend mein hota hey jes kay tahat ja price support say break kar jate hey or breakout zone kay andar close ho jate hey to trader short position mein enter hotay nazar atay hein
    Click image for larger version

Name:	rectangle-pattern-for-trading-breakouts_body_BEARISHRECTANGLE.png
Views:	9
Size:	11.0 کلوبائٹ
ID:	12561495



    trade breakout with rectangle pattern



    Click image for larger version

Name:	rectangle-pattern-for-trading-breakouts_body_tradingtherectangle.png
Views:	9
Size:	14.8 کلوبائٹ
ID:	12561496
    pechlay nechay kay trend mein bearish rectangle pattern es bat ko zahair karta hey jes ko forex market mein nelay rang ke trend line say wazah kea jata hey jo keh forex market mein lower level or lower high ke confirmation karta hey rectangle os time banana start ho jata hey jab price mein zamne movement hona start ho jate hey yeh forex market mein side way movement kay sath sath support r resistance kay aik single area say attached ho jata hey
    aik bar forex market mein rectangle identify ho janay kay bad entry ko candle close karnay kay bad breakout say neshan zad kar deya jata hey yeh forex market mein bullish rectangle kay opposite ho ga jahan trader par ke taraf enter hotay nazar ain gay jab stop loss ko candle stick ke swing high say leya jata hey 1:2 risk o reward ratio kaim ke jate hey
    Last edited by ; 11-10-2022, 04:16 PM.
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: rectangle pattern

    What is Rectangular

    Assalamu alaikum my dear Forex member Ek rectangular aamtaur per use time Banta Hai Jab price Kamal do ki lakiron Ke Darmiyan Hota Hai topline Mohammed Ke Taur per kam Karti Hai Jab Ke bottom line support ke Taur per kam Karti Hai ine dudh Mein Se Har EK trend line bhi honi chahie yah kimat ki karyvahi ko donon lineon ko kam mat kam Do Bar chhuna chahie yah Maksud salama vah hai jo rectangular ko double tops aur double bottom Se Alag Karta Hai Jiske Liye prices mein sirf three changes ki jarurat hoti hai aur 1 Jaisa ki Ham pahle hi note kar chuke hain prices do mutraman ghumti rahti hain aur last tarikh Himmat ya dusri simit Mein break out Hota Hai rectangulars Mein Thoda Sa Upar ya niche Jhuka ho sakta hai lekin do linein support aur maja mat Hamesha matwasi hoti hain aur is Silsile Mein vah Uske challenge Ki Tarah Najar Aati Hai yah formation market ke Khiladiyon Ke Adam faisle ki aakashi Karti Hain Is Tarah Yahan Se Jyada ahmiyat break out Ki direction hai

    Important formation

    Yahan Ham Ek Ek rectangle dekh sakte hain jismein Humraj Upar aur break out Hota Hai Jo riwaj Hota Hai rectangular tashki Laat Aksar galat breyakot Paida kar sakte hain Jo is baat ka surag Nahin de sakte Kya Aakhir kaha ki ki Breakout kissimat Mein Hai Is Tarah Ke Breakout aamtaur per rectangular se kharij nahin Hote inhen mamuli break out ke Taur per inhen mamuli break out ke Taur per darja band Kiya Ja sakta hai jo break out level ke upar ya niche Jahar hote hain Jiske bad vah pattern ke andar Wapas a Jaate Hain galat breyakot vah Hote Hain Jo Asal Breakout ki direction ke mukhalif Simat Mein Hote Hain Kisi bhi petrol Mein Ek Aur anasar Ho jam Hai rectangular ke mamle Mein To Ham Aaya hujum badhane ya kam hone ka ruzan Asal break out ke bad traders ke nataj per bahut kam ya koi Asar Nahin dalta Hai To Ham nataj Behtar hote hain Agar hakiki breyakot badhate Hue hujum Ke Sath Ho hujum Mein Kami Aati Hai Jaisa ki rectangular taiyar Hota Hai rectangular kimat Mein Badal ka 10 Ban sakte hain lekin vah ruzan ke namunon ke Taur per bhi kam kar sakte hain Pahli Surat Mein vah nichle Hisse mein jyada kasrat se Paye Jaate Hain dusri Surat Mein unhen dusri Surat mahine Teji aur Mandi ke sath rectangular ke naam se Jana jata hai

    اب آن لائن

    Working...
    X