Asslam O Alaikum!
Dear Forex members, aaj hum jis topic ko discuss kr rhy hain wo hai 4EMA trading strategy. Hm is k bary mai information share krty hain.
Introduction.
(4EMA) jaisa ke name se he zahir hay ke 4 EMA main four exponential moving average mukhtlif period ke exponential moving average set karke market se strong signal generate kiya jata hay to ayye dakhte hain ke 4EMA ko chart main kaise apply kiya jata hay aur is ko chart main kis tarah identifiy kiya jata hay aur kin wajohat par signal ko confirm mana jata hay
Setup.
First exponential moving average ko eight days period par set kiya jata hay jis ka color aap blue rakh sakte hain2nd exponential moving average aap ko thirteen days period par set karna hota hay aur jis ka color aap green rak sakte hain3rd exponential moving average ko aap ko chart main twenty one day period par set karna hota hay lis ka color aap yellow rakh sakte hain4th exponential moving average ko aap tifty five day period rakhte hain aur color ko aap red rakh sakte hain Is ke elava aap ko jo munasib lage us color ka intakhab aap is strategy main kar sakte hain
Confirmation.
Jb ye tamam lines sequence me ho ge to ye hme bta rhi ha market up ja skti ha market k ander potential head chng ho skta ha hum ider buying kr skte ha ye sari lines ap pas me consolidate ho ge tab hme ye sell krna hay mtlb k aab buyer interested ha na seller interested ha ab shaid trend chng ho jay
Strong SignalJb 4 EMA sb se top pe aye ge mtlb ye ke extreme down trend ha jb sari lines ap pas mile gi to ye hme indicate kre signal dai ga hmne higher tm frame use krna haFor Secure TradingTrading ke amal ko secure banane ke liye Stop Loss theory ka istamal bohat ziata ahmyat ka hamail hay kabhe bhe risk reward ratio se tajavez na karain ziata se ziad 2% hona chahye aur zere bahas awamil par sakhte se amal karne ke zarorat hay

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим