meray dost is kaam mai hum roze bhi achi earning kar saktay hain aur lose bhi kar saktay hain jaisay k kisi bhi bussines mai hoota hay k kabhi session hoota hay to kaaam acha hoota hay sab kharchay asani se nikal atay hain aur jaab manda hoota hay to saray kharchay pallay se karnay hootay hain aisa hi yahan bhi hay
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим