Dear aaj ham aik bahut hi important economic factor per baat karenge Jis ko market ya Economic recession kaha jata hai ab yah hota kya hai is per kuch discussion karte hain aur is ko samajhne ki koshish karte hain friends Economic recession wo time period hota hai jis me economy ko bohut hi ziada loss hota hai..
Conditions of recession
What is Resecion
Dear market main Economic recession ka bahut hi important roll Hota Hai Kyunki Jab Tak jub tak investor traderka confidence bahal ni hota market recession main he rehti hai dear Jis trader ko market k recession ka pata he ni ho ga wo kesy esko good effect k lae use kary ga is liye dear market Mukammal Taur per crash hone ka Shabab banti hai jismein economy ko bahut jyada nuksan ho jata hai economic term Hamesha market ki lower stage ko hi show Karte Hain market Mein Jab stage chal rahi thi to market Mein Kam Karne Wale trader ko bahut jyada nuksan Hua because is stage Mein Lok down ho gaya tha Jiski vajah se market ki movement bahut jyada slow ho gai thi market Mein Kam Karne Wale Tamam trader ko economic reasons ka knowledge Hona chahie.
How to Get Safe at Economic Recession.
Dear friends economic recession ki situation mein trading karte waqt aapko bahut hi mohtaj Rahana chahie Taki Kisi bhi unsafe condition mein aap trading main loss na uthaian dear Aisi situations main investors bilkal investment nai kar rahy hoty. Laikin jaisy he halat theek hona shuru hon foran buy kar laini chahiye friends Jab keh market ka woh last point jahan say market nichy aty huye recession per puhnchi ho, woh iska bahut strong resistance level hota hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим