Dynamic Momentum index

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dynamic Momentum index
    Dear friends market mein bahut important role play Karte Hain isliye Hamen chahie ki ham Tamam indicator ko properly Jab Ham indicator ko properly learn Karte Hain To Hamen ismein Achcha advantage hi Milta Hai indicator ko apni trading Mein use karne se pahle Hamen indicator ke related information honi chahiye Friends Forex trading ke Business mein indicator bahut jyada tadad Mein Paye Jaate Hain indicator ko market mein bahut zyada value di Jaati Hai because yah indicated trader ke liye bahut zyada faydemand hote hain.

    Click image for larger version

Name:	Dynamic-Momentum-Index2.png
Views:	3
Size:	43.5 کلوبائٹ
ID:	12561405

    Resemblances between RSI and (DMI)

    Dear friends dynamic Momentum index indicator ko use Karke market Mein trading Karte Hain To unhen apni trading Mein Achcha result Milta Hai Friends Dynamic Momentum index indicator aik popular indicator Hai dynamic Momentum index indicator aik zabardast indicator hai bahut se trader dynamic Momentum index indicator relative strength indicator se Milta julta indicator Hai in dono indicator Mein Kuchh zyada difference Nahi Hai aur yea ek indicator market Mein overbought or oversold ko show karta hai dynamic Momentum index indicator Ek technical indicator hai.

    Click image for larger version

Name:	Dynamic-Momentum-Strategy.png
Views:	1
Size:	40.1 کلوبائٹ
ID:	12561406

    Benefits of Dynamic Momentum Index (DMI)

    Dear friends Friends Dynamic Momentum index indicator Kaise indicator hai jo Hamen market ki movement ke bare main acchi confirmation deta hai dynamic Momentum index indicator ka istemal Hamen market Mein acchi Tarah Se karna chahiye dear fiiends Es indicator ki range 0 sy 100 k bech ma hoti hai jb market ki value 70 kay pass ponch jae to eska matlab ye hota hai k market over bought state ma hai or trader ko sell ki trade ko open karna chahe.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dynamic Momentum index

    aslam oalikum dear forex trader kya hal hai umeed krta ho ky ap sub khariat se ho gy aur forex form mein khoub chill kr rhy ho gy ab jo topic main ap logo se share krny laga ho wo hai dynamic momentum index ye kya hai aur is ki forex mein kya importance ho sakti hai to chalye start krty haen.
    What is Dynamic momentum index
    ye jo dynamic momentum index hai hai ye ek kisam ka technical indicator hota hai jo used kya jata hai determine of the asset ky to chalye ye jo overbought ye pher oversold hai ye used to generate trade signal ya pher trending aur ranging markets ky lye use kya jata hai. asal mein ye jo artical eh ai ye dynamic momentum index hai jo will occasionally e referred to as dmi for brevity but should not be confused with the directional movement index hota hai ye jo dmi hai bhot he imporant hota hai.
    Click image for larger version

Name:	dynamic 1.jpg
Views:	2
Size:	6.9 کلوبائٹ
ID:	12425802
    key Takeaways
    ye jo dynamic momentum index hai ye asal mein overbought ya pehr oversold indicator hota hai ye uses fewer periods ky lye use kya jata hai ye calculation jo ha ye volatility bhot he high aur more periods per low ho jati hai.
    jub indicator is below the price of th e assest is considered oversold aur when its above 70 price is considered overbought hota hai . ye price moves out of oversold territory it could be interpreted as a buy signal ko price ranging per uptrend krta hai ye price moves out of overbought territory it can be used as a short sale signal hai if the price is ranging or in a downtrend hota hai jo bhot he helpful sabit hota hai.
    Click image for larger version

Name:	dynamic 2.jpg
Views:	4
Size:	10.3 کلوبائٹ
ID:	12425804
    understanding dynamic momentum index
    ye jo dynamic momentum index hai ye developed by tushar chande and stanlely kroll to the relative strength index ko create kya tha ye main difference between the two is that the RSI uses a fiex number of time periods per calculation krta hai ye asal mein dynamic momentum index uses hai jo different time periods ko changes krta hai.
    Click image for larger version

Name:	dynamic 3.jpg
Views:	2
Size:	4.8 کلوبائٹ
ID:	12425805
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Dynamic Momentum index

      Yes dear, forex main traders indicators aur patterns ki help say market aur pairs kay behaviour ko janchnay aur samajhnay ki koshish kartay hain, ye indicators aur tools kai types kay hotay hain jis lihaz say in kay functions bhi different hotay hain, in main sa aik dynamic momentum indicator bhi hay,

      Dynamic momentum indicator and its creation:

      Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221010_2039_47_5001.jpg
Views:	1
Size:	16.7 کلوبائٹ
ID:	12425815

      Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221010_2039_47_5882.jpg
Views:	1
Size:	39.1 کلوبائٹ
ID:	12425816

      indicator ko Tushar Chande aur Stanley Kroll nay create kia, ye indicator Welles Wilder kay relative strength index ki tarah hota hay lakin is main fixed periods ki bjay variable periods use kiay jatay hain, ye aik aisa technical indicator hay jo traders ko pairs ki overbought aur oversold situation ko determine karta hay, ye trending aur sideways markets main signals generate karnay kay liay bhi use hota hay, DMI main time periods ki variability ko prices main current volatility hi control karti hay, is tarah prices ki volatility jitni ziada ho gi, DMI price changes par utna hi sensitive ho ga,

      Characteristics of dynamic momentum indicator:

      Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221010_2039_47_3510.jpg
Views:	1
Size:	20.0 کلوبائٹ
ID:	12425817

      Yeh indicator quite aur slow market main ziada time periods ko use karta hay jab kay active market main time period thoray hotay hain, is ka ziada sa ziada time period 30 aur kam sa kam three hota hay, DMI indicator us waqt ziada useful hota hay jab prices support aur resistance level par pohnch kar fast move karti hain, jaisa kay ye indicator ziada sensitive hota hay, is liay traders RSI ki nisbat is sa early entry aur exit point hasil kar laitay hain, is ki main limitation ye bhi hay kay ye kafi false signals bhi generate karta hay,

      Trading with dynamic momentum indicator:


      Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221010_2039_47_6923.jpg
Views:	1
Size:	21.7 کلوبائٹ
ID:	12425818

      Dynamic Momentum index indicator per trading karnay kay liay sab say pehlay ap ko market mein anay wali news ko bhi analyse kar lena hoga jo ki aap ko aik Behtar Idea de sakte hain ke kis waqt aik trend aur sold ya over bought hone ke chances ho saktay hain aur us kay baad agar aap dynamic Momentum index indicator ko use karte hain aur is ko proper time frame kay lihaz se monitor karte hain to yah aap ke liye bahut hi achay result provide kar sakta hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X