Re: Fibbonacci Retracement Use of indicator
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Re: Fibbonacci Retracement Use of indicator
    Yes dear, main forex trading indicators ki different types main say Fibonacci indicator aik important indicator hota hay, yeh aik technical indicator hota hai jisko traders technical analysis kay through apni trading ke liay use kartay hain aur iska apply Karke market ki different direction ko right janchtay hain major market Fibonacci indicator ko Hamesha higher time frame ke hisab se hi use kiya jata hai











    Features of the Fibonacci indicator:












    Fibonacci indicator aik aisa trading tool ha jis ki madad sa technical analyst supports aur resistance kay major levels ko identify kartay hain, supports aur resistance levels ko horizontal lines ki surat ma plott kia jata ha jis sa uptrend ya downtrend ma reversal points ka estimate lagaya jata ha you plot 0%, 23.6%, 38.2%, 61.8%, 78.6% aur 100% ratio ki k hisab sa ki jati ha, is main do cheezain dekhi jati hain aik extension aur dosra retracement agar extension hua hay aur market percent tell oper ho gai hai tu is ka matlb yeh hay ke agar hum monthly time frame par fibo use karain gay to wo retracement par bataye ga aur hum is with indication lay kar price level ko judge cards hue aik achi input put sakty hain














    How to use and draw the Fibonacci indicator:







    fibonacci indicator ko draw karnay kay liay hmain price range has two extreme points select karnay hotay hain jaisay high point aur low point, is trah uptrend ma low point 1 ya 100% hota ha aur high point 0% aur downtrend ma 0% low point jb k 1 ya 100% high point hota ha, fibonacci retracement total price tool k trend ko janchnay k liay useful nhi hotay bl k big trend reversal has support aur resistance levels ko predicts karnay k liay mufeed hain, traders inko entry point k liay ya stoploss levely aur take profit levely ko janchnay k liay use kartay hain,






    Fibonacci Trading Using Swing Highs and Lows:




    Yeh price indicator ki strong up ya down moment kay baad use kia jata hay jin main market retracement card ha, isi tarah in retracements ko apply karnay k liay hmain swing high aur swing low points ko identify kar laina chaiay, fibonacci tool ki benefits us waqt ziataa ho jati ha jb isay trend lines ya candlestick patterns k sath combine kar to use kia jata ha is sa entry points aur stoploss point spot karnay ma asani hoti ha, v retracements ko use kar k hm timely aur right buy and sell orders instead of kar patay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fibbonacci Retracement Use of indicator

    Fibonac replacement indicator ek bahut hi familiar aur famous indicator hai jo aapko market mein best guidelines provide karne ke liye ek important platform provide kar raha hota hai Jab aap market mein fibonac replacement indicator ko acchi Tarah understand kar lete hain aur iske according bhi apni working karte hain to aapko definittely bahut jyada advantages available ho rahi hoti hain indicators ki kuchh important details main aapse share karne ja raha hun.

    Fibonacci Retracement

    Fibonac redressment indicator ek bahut hi important indicator hota hai jo aapko market mein retrenchment ke different levels se related kuchh important informations provide kar raha hota hai Jab aap iske different levels ko understand kar lete hain aur uske accordingly trade karte hain to aapko ismein bahut fayda mil sakta hai aapko hamesha market mein regularly basis per kuchh working activity ko complete karna hota hai.

    Golden Ratio

    Fibonac replacement indicator ke Jo familiar aur famous levels hote hain unko aap golden reshon ka naam dete Hain Golden deshon ke liye basically ek aise important levels hote Hain Jo market mein Apne retrenchment ko complete Karke uske bad market rebound ho sakti hai aur aapko ek acchi entry mil sakti hai.

    How to Draw

    Is indicator ko dra karne ke liye definittely kuchh important information aur ideas ki jarurat Hoti hai jiski base per aap market mein entry Le sakte hain aapko hamesha market mein regularly basis per kuchh important working karna hoti hai aur ismein iski proper identification karna hoti hai aapko hamesha iske mutabik apni working karne ki jarurat hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	Swing Trading.jpeg
Views:	8
Size:	29.3 کلوبائٹ
ID:	12425774
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Fibbonacci Retracement Use of indicator

      Assalamu Alaikum dear friends Sumit karta hun aap sab khairiyat se hongi aur form per Apna Kam routine ke hisab se kar rahi Honge Fark market Mein Hamen kam karne ke liye time Lagana padta hai Kyunki Jab Ham market mein time Lagate Hain To Hamen experience Hasil ho jata hai Jiske bad Ham market Mein acchi tarike se kam Karke successful ho sakte hain forex market Mein Achcha kam karne ke liye Hamen planning ki jarurat hoti hai jo traders market mein experience aur knowledge use karti hui acchi planning ke sath kam karte hain vah is market Mein successful Ho Jaate Hain Hamen is market mein tools Ka Pata Hona chahie ki Jinke zariye Hamen apni analysis ko strong banaa sakte hain aise hi tools mein se ek bhi Hona chahie indicator Hai Jisko Ham Apne trading Mein analysis ke liye use karte hain Agar Ham bhi bunachi ko use karte hain To isase Hamen Kafi Jyada help mil Jaati Hai Kyunki yah Ek Aisa tool Hai jisse Hamen market ki next move mat ki prediction kar sakte hain aur isase ham swing level bhi find kar sakte hain market Mein fibonacchi ko Ham use Karke reversal ko bhi find kar sakte hain.

      Fibonacci Retracement:

      Dear friends fibonacchi ko use karne ke different tarike Hain Jab Ham fibonacchi per replacement ke hisab se trade Lagate Hain To ismein Hamen yah Pata hota hai ki Jab market ki koi bhi movement Ho Jaati Hai to use ki market Jab retressment Leti Hai To uske liye Ham acchi ko use karte hain ismein Hamen sabse pahle Ek higher level ko pakadkar usse bhi Bina chij ko Lo level Tak Dra karna hota hai Jiske bad Hamen market Mein different retrenchment level mil Jaate Hain Jinse market replacement Lekar Dobara apni trend Mein movement start kar sakti hai Hamen chahie ki Ham is market mein bhi bunachi ko use Karke Jo replacement level hote hain UN per Ham Koi Nishani Laga Leta ki Jab market use level per Jaaye to vahan se Ham trade lagakar Achcha target Hasil kar sakte hain Kyunki market Mein fibonachi Ke Jo level hote hain vah register aur support ka kam kar rahe hote hain isase hundred lagakar Kafi Jyada fayda Utha sakte hain.

      Click image for larger version

Name:	images (11).png
Views:	7
Size:	27.3 کلوبائٹ
ID:	12425780

      Golden Ratio:

      Dear forex market Mein Jab Ham kam kar rahe Hote Hain To Hamen ismein golden resho find karne ke liye fibonacchi ka use karte hain gehun ke fibonachi ke andar 50% Aur 61% Ke level Aise Hain Jahan per Ham trade confirmation ke sath lega sakte hain Kyunki yah fibonachi ke golden ratios Hain Jahan se market maximum time refreshment Leti Hai Agar Ham market Mein trade Lagane ke liye bhi bunachi ke 50% level per ya 61% level per Lagate Hain To Hamen vahan per bahut acchi trades mil Jaati Hai Aur Is per target bhi Kafi Jyada mil sakta hai Kyunki market Jab Bhi Koi swing level banati Hai To ine levels per hi banati hai aur vahan se movement Kafi Jyada Kar Jaati Hai Hamen market mein fibonacchi ko use karti hui hai Kafi Jyada fayda Mil Jata Hai Agar Ham market Mein use karte hue kam Karte Hain To Hamen ismein Kafi Jyada fayda Mil Jata hai aur ham aasani se profit Hasil kar sakte hain.

      Click image for larger version

Name:	images (10).jpeg
Views:	1
Size:	34.1 کلوبائٹ
ID:	12425781

      Fibonacci Extension:

      Dear friend Jab Ham market Mein fibonacchi extension use karte hain To Ham ismein Kafi Jyada fayda mil sakta hai Kyunki market Jab Ek swing Banakar movement start Karti Hai To Hamen yah pata nahin Hota ki market kahan tak net movement Karegi aur next sui level kaun sa banaegi Magar Ham qunachi extension tool ko use karti hui hai yah dekh sakte hain ki maarpeet Ne next kaun si level se Swayam banana hai aur kahan tak market movement kar sakti hai market Mein fibonacchi ko use karte hue Ham Kafi Jyada acchi trade Laga sakte hain Kyunki market Mein isase Hamen 127% aur iske sath 161% extension level Milte Hain jahan tak Hamara target ho sakta hai aur is per Ham apni trade ko hold Rakh kar Kafi Jyada profit Le sakte hain.

      Click image for larger version

Name:	images (12).png
Views:	1
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12425782

      اب آن لائن

      Working...
      X