Importance of Mat Hold Candlestick Pattern.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of Mat Hold Candlestick Pattern.
    Dear friends Forex trading mein trader bahut hi unique kism kay ke trading patterns ka istemal karte hain Kyunki in sab patterns ka maksad ek hi hai ki yah trader ko best trading indications provide karte gain aur is hi tarah ka eik trading pattern Hai jis ko Mat hold candlestick pattern kaha jata hai dear friends mat hold candlestick pattern creat hota hai jis per sell ki trade enter kerna hota hai jabky agar market continuously bullish trend main movement kerty huey aik bari candle creat kerny ky bahd three candle bearish main creat kerny ky bahd again bullish main candle creat kerti hai tou same pattern bullish mat hold candlestick pattern hota hai jis ko follow kerty huey hamain buy ki trade enter kerty hain ky market mat hold pattern creat hony per previous trend ko continue rakhny ki confirmation deti hai jis ko follow kerty huey trade continue kerni chahiay Mat hold candlestick pattern ki bhi two types hoti hai bullish mat hold pattern aur bearish mat hold pattern jab market continuously downtrend main movement kerty huey aik bari candle creat kerti hai aur usky bahd three candle bullish creat kerny ky bahd again aik candle bearish creat kerti hai tou aesy main bearish kay hisaab say aap ko trading karni chahye.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-10-09T224458.620.png
Views:	8
Size:	25.9 کلوبائٹ
ID:	12561329

    Bullish Mat Hold Candlestick Pattern.

    Dear friends Bullish Mat Hold Candlestick pattern main first candlestick bullish or large body ki hoti hai or es k bad wali 3 candlesticks small hoti hai or bearish trend ma hoti hain jb k last candlestick phr sy bullish or large body ki hoti hai. Jo middle wali 3 small candlestick hoti hai wo small hoti hai sari previous yani first candle kay nechy close hoti hai. Jo last candle hoti hai wo pattern kau high point ko manage karny ma kamyab ho jati hai.

    Click image for larger version

Name:	images (100).jpeg
Views:	3
Size:	18.0 کلوبائٹ
ID:	12561330

    Bearish Mat Hold Candlestick Pattern.


    Dear friends Bearish Mat Hold Candlestick Pattern bahot he focus karny per wazia hota hea aur yea ye pattern bullish mat hold pattern k opposite banta hai es ma pehle candle bearish hoti hai or market ko down move karwany ma kamyabi ho jati hai. Middle wali 3 candle bullish hoti hain jo market ko stable kar deti hain or ye three candles pehle candle k high point sy up move kar jato hai but phr last candle bearish or tall banti hai or market ko ik bar phr sy down move karwany ma kamyab ho jati hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Importance of Mat Hold Candlestick Pattern.

    Dear sab say pahle hamen Mat hold candlestick pattern ke bare mein samajhna hoga kay yea pattern develop kaisey hota hai aur is ki trading techniques kya hain dear Mat Hold Bullish aik uptrend continuation pattern hai jo k panch patch candles par mushtamil hota hai Matl hold candlestick kee pher 1st white candle aur 2nd black candle k darmeyan thora sa gap baqi rehta hai aur is kee 3rd black candle first candle aur 2nd candle k darmeyan baqi reh jane wale gap ko bar deti hai aur white candle ki real body me close hoti hai Is pattern me pehli teen candles ki shape same Upside Gap Two Crows pattern jaisa hota hai lekin teesri black candle 1st white candle ki real body me dakhil hoti hai. 4rth black candle 2nd aur 3rd black candles se bhi nechay close hoti hai, lekin white candle k real body kay darmiyani point kay nechay nahi jati.

    Identification of Mat Hold Candlestick Pattern.

    Dear Mat Hold Pattern bullish continuation pattern hone ki waja se prices ka pehle se bullish trend me hona zarori hai, ya kam az kam high price area hona chaheye aur dear Pattern me shamil 1st candle aik bari white real body wali candle hoti hai is main second candle white candle se gap me open hogi aur usi gap me hi band hogi is pattern ki teesri candle bhi black candle hoti hai jo k second candlestick kay baad banti hai aur baqi rehne wale gap ko cover karti hai, is candle ka closing price white candle k andar hoti hai is pattern ki fourth candle bhi aik black candle hoti hai, jo k 3rd candle k nechay side pe banti hai, is candle ka close point down side pe to hota hai lekin white candle k midpoint se nechay nahi hota dear is Pattern ki last aur 5th candle aik bari real body wali white candle hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-10-09T231607.468.jpeg
Views:	2
Size:	42.0 کلوبائٹ
ID:	12425744

    Patterns Explanation.

    Mat Hold bullish pattern aik upward tasalsul ka pattern hai, jo k "Rising Three Methods" pattern se shape melta jolta hai aur ye pattern Rising Three Methods se ziada tez upward jata hai kyn kay correction candlesticks bahot mazbot nahi hai. Kyn kay wo 1st white candle k real body k darmeyan se nechay nahi ate hen. Ye kami take-profit k leye hai, na k trend reversal ya trend change k leye. Ye market ka rest show karati hai, lekin is dowran trading volume me numaya kafi waqea hoti hai. Lekin 5th candle aik bari real body ki waja se pechla trend dobara continue hota hai (yani khareedar market me dobara active ho jate hen).

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-10-09T231622.785.png
Views:	1
Size:	11.1 کلوبائٹ
ID:	12425743

    Trading Procedure.

    Dear Mat Hold bullish pattern buyers ko market me ziada active hone ka sabab banta hai, is waja se dosre traders k leye bhi market me buy ki entry karne ka moqa hota hai. lekin agar ye candle 2nd black candle se pehle se band hoti hai, lto pher humen 6th candle ka intezar karna parega, jo k aik confirmation candle hogi, agar wo bullish trend ko continue karwati hai to ye market me humare leye buy ki entry ka ishara hogadear is pattern per Stop loss ko 1st white candle k lower side ya open position pe set karen aur dear Traders ko 5th white candle banne k baad buy ki entry karni chaheye agar ye candle 2nd black candle k uper ja k close hoti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Importance of Mat Hold Candlestick Pattern.

      Assalamu alaikum dear friend umeed karta Hoon aap khairiyat se honge aur Market mein aap achcha kam kar rahe honge jaisa ki ham log jante Hain ki market mein Ham itna achcha kam karenge hamen utani hi kamyabi bhi milegi market mein hamen technical analysis aur fundamental anal chij ko follow karke kam karte rahana important hai aapko pata hai ki Ham jitni jyada mehnat karenge hamen kamyabi milegi kamyabi hamesha lene ke liye hamen market ko time Dena hota hai market mein apna time spend karna hota hai to Ham is business mein aasani se kamyab ho sakte hain jyada risk lenge to use hamen kamyabi Nahin milegi kamyabi usi ko milati hai jo ismein achcha kam karta hai hamen achcha kam karte rahana important hai.

      what is the mat hold candlestick pattern

      Dear friend mat hold candle stick pattern ki bat krein tu yah ek aisa candlestick hai jismein pahle se price ko bullish main Hoon na important hota hai jo kam ismein Ham karte Hain uske liye important hota hai ki uske bare mein Ham pahle se knowledge lekar kam Karen to hamen kamyabi milati hai Delhi Ham ismein technical analysis aur fundamental analysis ko follow karke kam karenge to hamen kamyabi milegi ismein hamen technical work karna hota hai technical analysis ko follow karke kam karte rahana important hai demo account hamare liye ek behtarin online account hai jismein Ham apni learning ko bahut hi aasani se kar sakte hain jitni acchi hamari learning Hogi utani hi acchi hamari earning bhi Hogi.

      Click image for larger version

Name:	images (41).jpeg
Views:	17
Size:	14.3 کلوبائٹ
ID:	12425745

      Trading Explanation

      Trading Ham jitni acchi karenge hamen utani hi kamyabi bhi milegi jaisa ki hamen maloom hai ki trading mein agar Ham jyada risk lenge to usse Ham kamyab Nahin ho sakte kamyabi usi ko milati hai jo ismein achcha kam karte hain market mein hamen train ko follow karke kam karte rahana important hai Ham isase bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain market mein hamen jab order place karne lagte Hain to use time hamen market ki movement ko bhi dekhna hota hai hamen Apne account ke bare mein bhi ine foret nahin hoti hai aur uske hisab se hamen market mein kam karna hota hai Manoy management ko follow karke kam karte rahana important hai Ham bahut aasani se is business se kamyab ho sakte hain.

      Click image for larger version

Name:	images (49).png
Views:	18
Size:	3.1 کلوبائٹ
ID:	12425746

      Discussion important Hoti hai Ham ismein aapas mein milkar kam karenge apna knowledge ek dusre se share karenge to hamen kamyabi milegi aur ham bahut hi aasani se is business se kamyabi ho sakte hain jaisa ki aap log jante Hain ki Jo log achcha kam karte hain unko lajmi kamyabi milati hai aur jo log ismein time pass karte hain vah ismein kamyab Nahin ho sakte kamyabi hamesha hamen acche work se milati hai
      :1f60d: hard work :1f60d:

      اب آن لائن

      Working...
      X