safe trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    je main ap ke bat se agre karta hon kah jitni zyada safe se ham log trading karen ge as se ham log zyada profit hasel kar sakte hain .as lae hamin chae kah trading karte waqat hamin soch samaj kar as min trading karen .phale market ko chek kar ke as main trading karen zyada ka lalach nahe karna chae kunkah jab ham log zyada ka lalach karte hain to ham log loss kar late hain as lae hamin thora thora profit hasel karte rahna chae.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      i thinkt hat you are saying very very true an di also think so that you arre saying very very trua nd i think that this is the best for all that forex trade si the ebst earning wway for alla je apny bonus tu nhe lya laikin baat paty ki ki hui hai, kyonk hum log apni equity ko nhe dekhty aur trading close kr dayty hain aur ya tu shuru kr dayty hain islye hamay chahye k apni trading main equity ko strong rakh kr trading kraayn
      • #318 Collapse

        Equity par nazar kaisey rakhi jaye, yeh bhi to batayen. Actually hamain yeh karna chaheye keh equity key hisab sey lots lagani chaheyen. Money management key concept ko samjhain gey to kamyab rahain gey. Long term trading karain aur big volum of lots use na karain. Balance ko safe rakhna buhat zarori hota hy.
        • #319 Collapse

          Safe trading tab hi ho skti hai jab ap kay pas acha capital ho ap kay account main aur ap ka lot volume kam ho ku kay jitna ziada lot volume kam ho ga utna ziada account save ho islye humain chahye kay trading kartay hoay hamesha lot size kam hi rakhain .
          • #320 Collapse

            gee han pakistan forex all students kay leay bohat achi frame hay is may student kay leay bohat faaida hay ager yeh student s part time is forex frame may job kertay hai tou is say wo apnay leay pocket money or apni study kay leay fee bhi nekal saktay hai earning kay zarea
            • #321 Collapse

              han dear ye aik acha buiness hai is ko koi bhi kr skta hai ye aik achabuiness hai is ko kahein bhi kia ja skta hai ye aik acha buiness hai is ko kisi tim ebhi kia ja skta hai ye aik acha buiness hai is ko kisi tim ebhi kia ja skta hai
               
              • #322 Collapse

                I think that we are work the market with the planing. We are work the market patience and we are successful trader and earn the big money.
                • #323 Collapse

                  hum sab ko treading karte howe har ak chize ko dakhna parta he ....
                  for example ..
                  graph,equation,etc.........
                   
                  • #324 Collapse

                    Demo account trading is very useful...
                    ap demo account bana ke treading kar sakte heee.
                    ap ko us se both sariii halp mil jati he ke kese kese treading laga sakte he......
                     
                    • #325 Collapse

                      ji bhi jan hum ko is par safe trading krny ka leay hum ko is par bohatt he mahnat ka bad hum ko is par trading krny chaheay hum ko pher is par bohar sa he fida ho ga pher hum ko is npar safe trading kar skty hy hum ko sate trading krny ka leay risk free ho ka work krna chaheay
                      https://t.me/pump_upp
                      • #326 Collapse

                        Assalam u alikum friend jee haan humein trading k time pe jin baton ka khayal rakhna chahiye un me yh bhi hai k equity ko dekty hue trades open kerni chahiye or kabhi b risk nahi lena chahiye lalach me aa ker kyun k iss se hum loss me chale jaaty hain or recovery mushkil ho jaati hai.
                        • #327 Collapse

                          yes you are right apni equity ko dekhte hue hi ham ko trade open karna chaye taak hamara account safe rahe
                          • #328 Collapse

                            G han, trading kartay waqt apni equity par nazar rakhna zaruri hota ha, aik trader ko apni equity kay lihaz se trading karni chahiye, agar equity kam ha to small lot sizes ko use kartay huay trading karni chahiye.
                            • #329 Collapse

                              g han equity par nazar rakna or account ko trading me manage rak kar agey bardny se hi safe trading ho sakti hay kabi b over trading nahi karni chaye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                Trading key doran equity ko ignore nahi karna chaheye. Maximum traders yeh ghalti kartey hain keh balance kam hota hy aur lots bari laga detay hain, jis ki waja sey loss ho jata hy. Balance key mutabiq lots ka size rakhna chaheye takeh equity safe rahay aur aap ki trading continue rahay aur aap ko tension na ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X