Forex main leverage k effects with benefits,,

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main leverage k effects with benefits,,
    Aslam O Alikum


    Introduction


    I hope all friends fine main ummid karta hun aap AP sab dost khairiyat se honge aur apna Kam samajhdari ke sath complete kar rahe honge aj ki post main hum leverage or es k faiday or nuqsanat ko study karen gy taa k overall pata chl sky k leverage aik trader k lye mufeed ha k ni.

    What is leverage,,


    Dosto leverage ko aam zuban main ap aik udhaar ki raqam kh skty hain jo k apki Qowat e khareed barhata Matlab k ap apni rqm se jtny ki trades open kr skty hain agr leverage ko istml karen to ap us ae kai guna ziada ki trades le skty hain Aksr traders km paisy se zada profit kamany k lye high leverage use krty hain. Jb k leverage se profit or loss dono k barhny k chances hoty hain.

    Leverage benefits of effects,


    1. Dosto leverage trading k bhht se faidy hain jesa k aik to mn phly bta chuka hn k ye apky funds ko barha k apki Qowat e khareed barha deta ha es se ap bari size ki positions market main open kar skty hain js se apka profit magnify ho jata ha.
    Leverage ko use karty hovy ap km deposit se bhi achi trading start kar skty hain.

    2. leverage un logo k lye bht mufeed ha jo experienced hain or un k pas deposit krny k lye amount km ha to wo leverage ko use kr k bary traders ka muqabla kar skty hain leverage hr broker provide karta ha or minimum leverage 1:50 ki hoti ha jb k maximum leverage 1:1000 se ab kch brokers 1:max tk provide kar rhy hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main leverage k effects with benefits,,

    What is Leverage in Forex

    Leverage forex market main use kia jany wala aik aesa option hai ky jab ham forex market main trading ky liay kuch amount invest ker ky trade start kerty hain tou ham apni invested amount ky mutabiq limited lot size hi set ker ky trade open ker sakty hain jo directly related hoti hai hamari leverage per jab ham apna account register kerty hain tou hamain start main hi leverage set kerna hoti hai jo minimum sy maximum ranges main ham koi si limit set ker sakty hain jabky ham kisi bhi waqat apni leverage ko increase ya decrease ker sakty hain ky jab hamain trading ky liay koi acha chance nazar aa raha ho tab ham bari lot sy trade open ker ky achi earning ker sakty hain lekin same time per leverage kam hony ki waja sy ham limited lot size sy hi trade open ker sakty hain jisky liay hamain apni leverage increase kerna perti hai ky ham bari lot size sy trade open ker sakain aur acha profit hasil ker sakain

    Click image for larger version

Name:	what-is-leverage.jpg
Views:	1
Size:	8.5 کلوبائٹ
ID:	12425665

    Small Volume Leverage

    Leverage agar small volume main ho tou usky advantages bhi hain aur disadvantages bhi ky agar ham ny leverage small volume main set ki ho tou ham kabhi bhi market main bara risk nehi ly sakty ky hamara account wash ho jaey ya hamain bara nuqsan ho jaey hamary pas option hi nehi hota bari lot use kerny ka tab ham bary loss sy save rehty hain aur continue trade kerty huey hamain thora thora profit milta rehta hai lekin agar ham chahty hain ky ham short time main bara profit hasil ker lain tou isky liay hamary pas small leverage hony ki waja sy chance hi nehi hota ky ham bari lot sy trade open ker sakain so yeh small leverage ka sab sy bara disadvantage hota hai ky ham fast moving market jis ka hamain pata bhi hota hai ky market kis direction main movement ker rehi hai aur kahan tak ker sakti hai lekin small leverage ki waja sy ham bari lot sy trade open hi nehi ker sakty

    Click image for larger version

Name:	smllvrg.png
Views:	8
Size:	95.4 کلوبائٹ
ID:	12425666

    Large Volume Leverage

    Leverage ham bary volume main bhi set ker sakty hain lekin bari leverage set kerny ka nuqsan yeh hota hai ky ham trade kerty huey bari lots aesy time per bhi use ker lety hain kam time main zyada profit hasil kerny ky liay ky jab market hamari favor main movement nehi kerti aur opposite movement kerny per short time main bahot bara loss ho jata hai ya account hi wash ho jata hai isliay bari leverage set kerna new traders ky sath sath expert forex traders ko bhi nuqsan deta hai so hamain apny experience ky mutabiq leverage set ker ky trade continue kerni chahiay ky ham kabhi bhi bara risk ly ker apna sara balance wash ker sakty hain lekin bari amount invest kerny per hamain leverage increase ker leni chahiay taky jab market main trade open kerny ka acha chance ho tab ham bari lot use kerty huey trade open ker skain jo small leverage ky sath nehi ho sakti

    Click image for larger version

Name:	11.png
Views:	3
Size:	12.4 کلوبائٹ
ID:	12425667

    Recommendations for Successful Trading

    Forex market main trade kerny ky liay hamain kabhi bhi bara risk nehi lena chahiay kyun ky forex market ki movement kisi bhi waqat kisi bhi direciton main ho sakti hai tou aesy main bara risk hamary account ko wash ker sakta hai lehaza hamain trading ky liay kam sy kam risk ly ker trade open aur continue kerni chahiay jahan tak leverage ka taaluq hai tou hamain leverage apny trading experience ky mutabiq set kerni chahiay ky agar ham trading start ker rehy hain tou hamain small volume ky sath leverage set kerni chahiay aur agar ham expert forex trader hain tou hamain leverage ka volume increase ker lena chahiay taky ham apny experience sy faida hasil ker sakain

    Click image for larger version

Name:	cncllvrg.jpg
Views:	9
Size:	98.0 کلوبائٹ
ID:	12425668
    • #3 Collapse

      Re: Forex main leverage k effects with benefits,,

      Forex Leverage: A Double-Edged Sword




      mutabadil monitory instruments ke muqablay kmrshlzm forex mein dilchaspi rakhnay walay mutadid afraad ki aik wazahat yeh hai ke forex ke sath, aap ko kabhi kabhi stock ke muqablay mein kaafi ziyada faida haasil hoga. jabkay bohat se taajiron ne lafz" lyorij" ka pata lagaya hai, kuch log is ki tareef ko samajte hain, taham lyorij kaam karta hai, aur jis terhan se yeh barah e raast un ki nichli line ko mutasir kere ga .
      lain deen mein daakhil honay ke liye logon ki naqad raqam ka shikaar karne ka tasawwur bhi forex markets par laago kya ja sakta hai. is article ke douran, hum commercial azm ke liye qarzay liye gaye sarmaye ke shikaar ke fawaid ko talaash karen ge aur is baat ka jaiza len ge ke aap ki forex kmrshlzm ki hikmat e amli mein faida uthana aik mabham hathyaar kyun ho ga .


      KEY TAKEAWAYS





      lyorij yeh hai ke udhaar liye gaye funds ka istemaal apni kmrshlzm position ko is had tak barhana hai jo sirf un ke paisay ke tawazun se haasil kya ja sakta hai .
      brokrij accounts margin kmrshlzm ke zariye lyorij ke rozgaar ki ijazat dete hain, jahan bhi brokr udhaar liye gaye funds faraham karta hai .
      forex traders aam tor par currency ke joron mein nisbatan choti maliyat ki tabdeelion ka faida uthany ke liye lyorij ka istemaal karte hain .


      Leverage in Forex Trading





      exchange marketon mein, lyorij aam tor par 100 : 1 tak ziyada hoti hai. is se pata chalta hai ke aap ke account mein har $ 1, 000 ke liye, aap qeemat mein $ 100, 000 tak tijarat karen ge. bohat se taajiron ka maanna hai ke forex market minofikchrrz is qader aala beyana faraham karte hain ke beyana khatrah ka baais ho sakta hai. woh samajte hain ke agar account ka sahih tareeqay se intizam kya jata hai, to mauqa bhi intehai qabil intizam ho jaye ga, mutabadil ke tor par woh lyorij faraham nahi karen ge. is ke ilawa, spot cash forex markets area unit ke nateejay mein is liye barray pemanay par aur maya, makhsoos satah par tijarat mein daakhil honay aur bahar niklny ki taaqat mutabadil kam maya marketon ke muqablay mein bohat aasaan hai .
      • #4 Collapse

        Re: Forex main leverage k effects with benefits,,

        Forex Leverage Learnings;

        Dear Mmber Forex market main trade kerny ky liay hamain kabhi bhi bara risk nehi lena chahiay kyun ky forex market main open kar skty hain js se apka profit magnify ho ja leverage un logo k lye bsakta hai lehaza hamain trading ky liay kam sy kam risk ly ker trade open aur continue kerni chahiay jahan tak leverage ka taaluq hai tou hamain leverage apny trading experience ky mutabiq set kerni chahiay ky agar ham trading start ker rehy hain tou hamain small volume ky sath leverage set kerni chahiay aur agar ham expert forex trader hain tou hamain leverage ka volume increase ker lena chahiay taky ham apny experience sy faida hasil ker sakain hain;;







        Effects Of Leverage in Forex Trading;


        Leverage ham bary volume main bhi set ker sakty hain lekin bari leverage set kerny ka nuqsan yeh hota hai ky ham trade kerty huey bari lots aesy time per bhi use ker lety hain kam time main zyada profit hasil kerny ky liay ky jab market hamari favor main movement nehi kerti aur opposite movement kerny per short time main bahot bara loss ho jata hai ya account hi wash ho jata hai isliay bari leverage set kerna new traders ky sath sath expert forex traders ko bhi nuqsan deta hai so hamain apny experience ky mutabiq leverage set ker ky trade continue kerni chahiay ky ham kabhi bhi bara risk ly ker apna sara balance wash ker sakty hain lekin bari amount invest kerny per hamain leverage increase ker leni chahiay taky jab market main trade open kerny ka acha chance ho tab ham bari lot use kerty huey trade open ker skain jo small leverage ky sath nehi ho sakti hain






        Market Understanding;


        Leverage forex market main use kia jany wala aik aesa option hai ky jab ham forex market main trading ky liay kuch amount invest ker ky trade start kerty hain tou ham apni invested amount ky mutabiq limited lot size hi set ker ky trade open ker sakty hain jo directly related hoti hai hamari leverage per jab ham apna account register kerty hain tou hamain start main hi leverage set kerna hoti hai jo minimum sy maximum ranges main ham koi si limit set ker sakty hain jabky ham kisi bhi waqat apni leverage ko increase ya decrease ker sakty hain ky jab hamain trading ky liay koi acha chance nazar aa raha ho tab ham bari lot sy trade open ker ky achi earning ker sakty hain lekin same time per leverage kam hony ki waja sy ham limited lot size sy hi trade open ker sakty hain jisky liay hamain apni leverage increase kerna perti hai ky ham bari lot size sy trade open ker sakain aur acha profit hasil ker sakain;;;







        Thanks!
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Forex main leverage k effects with benefits,,

          Momentum Oscillator Indicator in ForexTrading IntroductionDear member the Forex market buying and selling mein agar aap successful buying and selling karna chahte hain to ismein aapko hamesha one of a kind indicators or oscillator ko nicely look at karna hota hai. Oscillators sa dingOscillators basically the Forex market buying and selling market mein aapko aik variety bta Raha hota hai, jismein aapko 2 precise limits to be had hoti Hain, Jin Kay ander ander marketplace ki motion expected hoti hai. Es main aapko 2different ranges provide Kia jati Hain, Jo aapk liye kuch helping statistics share kr rahi hoti hain.Example of Oscillating Process in Forex MarketDearest Forum member agr aap oscillating manner ko recognize karna chahte hain, tu is primary following photograph aapko iski category karti hai. Jismein aapko specific ranges ki identification provide ki ja rahi hoti hai. Agar aapko Oscillator manner ko apprehend karna hota hai, tu isk liye stochastic Oscillator or Relative energy index indicator bahut important assisting facts provide krta hai.

          Forex main leverage k effects with benefits,,

          associated kuch vital information proportion karna chahta hun.What is Oscillators in ForexTraStochastic Oscillator aik eisa plateform hota hai, Jo aapko 2 essential region provide kar raha hota hai. Ya eisy prices area referred to krta hai, jis ki base consistent with app market mein promoting or shopping for ki access la sakhty Hain. Stochastic Oscillator aap ko bahut hi ideal information provide krta hai. Liken iski proper getting to know aapke liye helpful ho sakti hai.Relative Strength Index RSI OscillatorRelative power index indicator bhi aapko 2 unique limits offer kar raha hota hai, jinko aap Overbought state of affairs or oversold state of affairs ka name sa janty Hain. Ya level aapko purchaser's or dealer's ka pressure point out krty Hain. Jab bhi en Level ko marketplace touch karti hai, tu rebounce zaroor krti hai. En Level ko acchi tarah awareness karna hota hai. Or ismein aapko en degree according to bahut acchi buying and selling possibility available ho sakte hain.

          اب آن لائن

          Working...
          X