Dear friends!
Forex market main trading kartay huway traders intraday trading ko bahut ziada aehmiat daitay huway kaam kartay hain, Intraday trading aik bahut he mushkil trading hai. Forex market chart pay beginners k liye aisi trades karna aik bahut barra risk hota hai, jisko finish karnay k liye wo fundamental abalysis ki techniques k zariye say acha result hasil kar saktay hain.
Intraday trading liye beginner k liye yeh baat bahut ziada importance ki hamil hai, k unko sirf utna he risk laina cay jisay wo afford karnay main success ho saktay hon, otherwise market unka capital bhi kha jayege aur sath market main trading karnay ki skills kam say kam hoty jaeynge.
Intraday trading Investors k liye bahut ziada useful hoty hai k jisko follow kartay huway wo market say prices k change honay say apnay capital say faida hasil kar saktay hain.
Aj k is topic say ham kuch aisa learn karaingay k jisko follow kartay huway traders market chart pay intraday trading say acha result hasil kar saktay hain aur sath achi skills bhi hasil kar saktay hain, jo k sab kuch darj zail main hai.
Best Strategies for Intraday Trading:
Intraday trading strategies darj zail main hain:
Momentum Trading Strategy:
Forex market main trading start karnay k liye traders sab say pehlay market k intraday ki trading ko set aur select kartay huway trading start kartay hain, sab say pehlay market chart pay momentam ko test kiya jata hai k price kis support ya resistance k kareeb hai, price ka trend kiya hai aur price ka chart pay current trend kis hisaab say movements kar raha hai. Jab chart pay yeh sab kuch confirm ho jata hai to price ko judgement karna bhi easy ho jata hai, price k current trend main entry aur usky baad exit bhi easy ho jaty hai, is liye better yahi hai k intraday trading skills k liye traders ko sab say pehlay momentum trading strategy ko follow karnay ko ziada say ziada importance samjhna chaye.
Reversal Trading Strategy:
Makret chart pay jab traders momentum strategy ko follow kartay huway trends ko find karnay main success hotay hain to tab usk baad chart pay next step reversal trading strategy ka hota hai jisko follow karna bay had easy hota hai aur jisk follow karnay say prices ki reversal ka ideas sirf support aur resistance levels ko find karnay main he mumkin hota hai. Jab aik trend khatam hota hai to price main reversal start hoty hai, kisi support ya resistance levels pay agar time pay entry ko open kiya jaye to yeh aik long-term profit hota hai.
Breakout Trading Strategy:
Makrte chart pay intraday trading k liye jis tarha say traders other trading techniques use karaty hain same he is main breakout trading startgy hoty hai jisko find karna aur follow karna bay had easy hai aur sath bay had faidamand hota hai. Jab chart pay prices kisi aisay point ko strong news ya movements k sath breakoutay huway dikhtay hain to price ki confirmations start hoty hai jisk baad chart pay price aik naya support aur resistance creat karty hai aur sath trends ki directions start hoty hain, isi breakout pay agar time say entry ko pick kiya jaye to trading asaan aur faidamand sabit hoty hai.
Shukrya.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим