Importance of Risk in Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of Risk in Forex
    Risk in Forex Trading

    Dear friends jab ham forex market main kuch amount invest kerty hain tou yahan per hamain trade kerni hoti hai jis per hamara sara account balance aik hi trade main khatam bhi ho sakta hai isliya forex market main trading ky liay invest ki jany wali amount per ham bahot bara risk lety hain ky agar same amount per open ki jany wali trades profit main chalti rehain tou hamara balance secure rehta hai lekin agar market hamari open trade ky against movement kerna shoru ker deti hai tou hamara account aik hi open trade main wash bhi ho sakta hai ham jis terha kisi business main kuch amount invest kerty hain tou same investment per hamain loss nehi hota profit hota hai agar business bahot zyada profitable ho tou bara profit hasil ho jata hai aur agar business aesa ho jis main profit kam hota hai tou hamain same investment per profit bhi kam hi hasil hota hai jabky forex market main ki jany wali investment per hamain profit bhi hasil ho sakta hai aur hamari sari amount loss main zaya bhi ho sakti hai aur yehi bahot bara risk hai

    Click image for larger version

Name:	avoid-risk-in-Forex-Trading.jpg
Views:	5
Size:	155.8 کلوبائٹ
ID:	12561176

    Forex Trading Woth Low Risk

    Small level per risk leny ka bahot bara advantage yeh hota hai ky agar hamain open trade main loss bhi ho jata hai tou ham next trades main loss ko asani ky sath recover ker lety hain jabky further trading main hamain profit bhi hasil ho jata hai jabky bary risk main account wash ky bahd recovery ka koi chance nehi hota so hamesha trade open kerny sy pehly hamain jo lot size set kerni hoti hai woh minimum level per set kerni chahiya ky agar loss hota bhi hai tou usko asani sy recover kia ja saky lehaza hamain aesy pairs main trade kerni chahiay jin main market ki movement slow hoti hai aur lot size isterha sy set ki jaey ky agar market hamari open trade ky against bhi move kerti hai tou support ya resistance tak market ki movement per hamara account safe rehy tou jab market support ya resistance sy reverse hoti hai tou hamara loss khatam hony ky bahd profit bhi hasil hona shoru ho jata hai isliay small lot size ko use kerty huey small risk level ky sath trade continue kerni chahiay

    Click image for larger version

Name:	lowrisk.png
Views:	6
Size:	87.2 کلوبائٹ
ID:	12561177

    Forex Trading With High Risk

    Jab ham market main trade open kerty hain tou hamari same trade main ham jo lot size set kerty hain wohi hamary risk ka level hota hai ky agar ham small balance per trade kerty huey bari lot size set ker ky trade open kerty hain tou same risk hamari investment per bahot bara risk hota hai aur bary risk ka hamain faida jab hota hai tou bahot achi earning hasil ho jati hai jabky agar hamain bara risk leny per market hamari open trade ky against movement kerna shoru ker deti hai tou bari lot sy trade open hony ki waja sy kuch pips ka loss bhi bahot bara loss hota hai hamain risk level per hony waly loss ko mind main rakhna chahiay ky agar hamain acha profit hasil ho jata hai tou ham trade close ker ky profit ko withdraw kerwa lety hain jabky bary risk per hamain loss hota hai tou same loss ki waja sy hamara account wash ho jata hai aur hamain trading ky liay dobara investment kerna perti hai isliay kabhi aesa risk nehi lena chahiay jis sy account wash hony ky chanes zyada hon

    Click image for larger version

Name:	bigrisk.png
Views:	10
Size:	110.2 کلوبائٹ
ID:	12561178

    Advantages and Disadvantages of Risk in Forex

    Jab tak ham forex market main risk nehi lety beshak ham bari investment bhi ker lety hain tab bhi hamain koi profit nehi hota ky hamain forex market main ki hui investment sy profit hasil kerny ky liay risk lena hi perta hai jabky agar ham small balance per trade kerty huey bara risk ly lety hain tou market ka pata nehi chalta kabhi bhi kisi bhi direction main bahot bari movement kerny per hamara account wash ho sakta hai so hamain forex trading main risk soch samajh ker lena chahiay ky agar loss hota hai tou woh itna zyada na ho jabky bahot bari investment per risk bahot kam bhi nehi hona chahiay ky long time period ky liay trade kerny per bhi agar acha profit hasil nehi hota tou investment ka faida nehi hai

    Click image for larger version

Name:	Coverimage.jpg
Views:	6
Size:	104.9 کلوبائٹ
ID:	12561179
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Importance of Risk in Forex

    Assalamu Alaikum dear member market mein kamyabi hasil karne ke liye inter hote hain aur trading karte Hain to definitely ismein aapko kuchh important factors ko find out karna hota hai sabse pahle aapko Apne account ke mutabik hi risk Lena hota hai Jab aap market mein risk leti hai to ismein aapko hamesha soch samajhkar risk Lena chahie aur apne account ki mutabi ki decision making Karni chahie risk management ki ek complete study Hoti hai risk se related main aapko kuchh important information provide karne ja raha hun.

    What is Risk

    Risk basically Kaisa hota hai Jab aap market mein trade open karte Hain to ismein aapki last size ki selection hoti hai aur iske aapke market mein ek aisa point ki selection hoti hai jismein aap market se Liye apna decision lete hain for example Agar aapka hundred dollars ka account hota hai to ismein aap 20 Dollars ka risk management ke rules ke bhabhi kitni limit set karte Hain to yah risk consider Kiya jata hai ki agar aap hundred dollars ke account per send karte Hain to yah aapka Risk kahlata hai.

    Risk Management

    Risk management basically ek aisa important decision hota hai Jab aap market mein accordingly working karne to aapko bahut fayda hota hai risk management ka matlab yah hota hai ki aap apni account ki equity ke hisab se risk management ke rules and regulations ko select Karen for example Agar aapka hundred dollars ka account hai to sabse pahle aap is per accordingly Laut size select Karen aur iske sath aap market mein ek aisi limit ki selection Karen jismein aapko market mein hamesha jyada se jyada fayda hasil kar sakte hain kyunki Jab aap market mein risk management ke rules and regulations ko acchi Tarah find out Nahin karte hain to aapko bahut nuksan ho sakta hai isliye risk management ke mutabik ya aapko trade open Karni chahie aur according trade open krni cheye.

    Importance

    aapko hamesha market mein different factors ki importance ko find out karna hota hai aur inki importance ko acchi Tarah understand karna hota hai Jab aap market mein different factors ko acchi Tarah understand kar lete hain aur inke mutabik apni setting karte hain to aapko bahut fayda hota hai risk management basically ek bahut hi important factor lagta hai ismein aapko complete account hone ke chances minimise Ho jaate Hain aur aap long term ke liye trading kar sakte hain lekin management ke rules ke mutabik aapko hamesha limited ki point per hi select Karni chahie.

    Conclusion

    ATM mein aapko yah conclude karna chahta hun ki risk management ke mutabik aapki working aapke liye most important ho sakta hai aapko kabhi bhi risk management ko ignore nahin karna chahie kyunki agar aap risk management ke rules ko ignore karte hain to ismein aapko bahut fayda ho sakta hai aur aapke liye Apne advert advantages ko minimise karna ho sakta hai aapko hamesha market mein regularly basis per working karna hoti hai aur iske mutabik hi apni trading karna Hoti hai effective trading karne ke liye risk management ek perfect platform ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	Planning.jpeg
Views:	11
Size:	16.9 کلوبائٹ
ID:	12425569
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Importance of Risk in Forex

      Understanding Forex Risk Management

      tijarat yeh hai ke 2 ya bohat si jamaaton ke darmiyan masnoaat ya khidmaat ka tabadlah. is liye agar aap apni gaari ke liye hydro carbon chahtay hain, to aap –apne paisay hydro carbon ke liye khareedain ge. pichlle dinon ke andar, aur ab bhi, kuch maashron mein, kmrshlzm barter ke zariye kya jata tha, jahan bhi aik nawadiraat ko aik aur ke liye tabdeel kya jata tha .
      tijarat is terhan chal sakti hai : shakhs a shakhs b ke darakht se saib ki tokri ke badlay shakhs b ki tooti hui khirki ko theek kar sakta hai. yeh aksar aik samajh daar, munazzam karne ke liye seedha, tijarat ki taamer ki baqaida misaal hai, jis mein nisbatan seedha rissk ka intizam hota hai. is mauqa ko kam karne ke liye, shakhs a mumkina tor par shakhs b ko –apne saiboon ki nishandahi karne ke liye uthaye ga, is baat ko misbet bananay ke liye ke woh khanay ke liye samajh daar hain, window ko theek karne se pehlay. yeh aksar hota hai taham kmrshlzm sadiiyon se raha hai : aik samajh daar, sochnay wala amal .
      forex market duniya ke andar sab se ziyada fa-aal aur maya mein se aik hai, jis mein khrbon rupay mukammal tor par mukhtalif krnsyon ke darmiyan bdalty haath hain .
      phir bhi, aisay kayi khatraat hain jinhein aik tajir ko zehen mein rakhna chahiye aur un khatraat ko kam karne ya kam karne ka tareeqa .
      chunkay forex kmrshlzm nisbatan ziyada lyorij ke sath kaam karta hai, is liye mukhtalif marketon ke muqablay mein mumkina khatraat barh jatay hain .

      This Is Now

      ab sayaray ke wasee jaal mein daakhil hon aur har aik ghair mutawaqqa khatrah mukammal tor par intizam se bahar ho jaye ga, juzwi tor par is raftaar ki wajah se jis se mamlaat samnay ayen ge. dar haqeeqat, lain deen ki raftaar, lamha bhar ki taskeen, aur saath second mein munafe kamanay ka andokrine rush bhi aam tor par juye ki jibillat ko mutharrak kar day ga, jis ke nateejay mein bohat se tajir halaak ho satke hain. lehaza, woh aik maahir kaarobar ke tor par kmrshlzm tak pounchanay ke bajaye online kmrshlzm ko juye ki aik qisam ke tor par baahum baat cheet kar satke hain jis ke liye sahih qiyaas aarai ki aadat ki zaroorat hai .
      bator tajir qiyaas karna juaa nahi hai. juye aur qiyaas aarai ke darmiyan farq rissk managment hai. mukhtalif alfaaz mein, qiyaas aarai ke sath, aap ko –apne khatray par kuch maqool intizam mil gaya hai, jab ke juye ke sath aap aisa nahi karte. yahan tak ke pokr jaisay cards ka muqaabla ya to jawari ki zehniat se ho sakta hai ya qiyaas aarai karne walay ki zehniat ke sath, aam tor par bilkul mukhtalif nataij ke sath .

      Know the Odds



      lehaza, bunyadi usool rissk managment yeh hai ke aap ki tijarat ke palmy honay ke feesad ka hisaab lagayen. aisa karne ke liye, aap har bunyadi aur takneeki tajzia ko samjhna chahtay hain. aap ko is market ki harkiyaat ko samajhney ke liye majboor hona parre ga jis ke andar aap commercial azm hain, aur jahan bhi mumkina tor par nafsiati qabil qader triger points hain, aap ko aik sath samjhna parre ga, ke aik qabil qader chart faisla karne mein aap ki madad kere ga .
      aik baar jab tijarat ki zaroorat ke liye cal ban jati hai to phir lagataar sab se ahem masla aap ke intizam ya mauqa ko sambhalay mein hota hai. yaad rakhen, agar aap mauqa ko zindah rakhen ge, to aap, sab se pehlay nisf ke liye, is ka intizam kar satke hain .
      feesad ko aap ke haq mein jama karne ke liye, rait ke andar aik lakeer khenchna zaroori hai, jo aap ka kat out maqsad ban sakta hai agar market is ki satah par tijarat karti hai. is kat out maqsad aur jahan bhi aap market mein daakhil hotay hain is ke darmiyan farq aap ka khatrah hai. nafsiati tor par, aap ko tijarat karne se pehlay is khatray ko barah e raast hal karne ki zaroorat hai. agar aap mumkina nuqsaan ka azaala karen ge, aur aap is se khush hain, to aap kisi bhi tijarat ke baray mein sochen ge. agar nuqsaan aap ke liye zaroorat se ziyada miqdaar mein hai, to aap ko tijarat nah karne ki zaroorat hai, is ke bajaye aap sakht dabao ka shikaar hon ge aur aap ki tijarat ke husool ke mutabiq maqsad haasil karne se qassar hon ge .
      chunkay khatrah yeh hai ke inaam dainay ke liye sakay ka mukhalif pehlu, aap ko rait ke andar doosri lakeer khhainchhni chahiye, yeh woh jagah hai jahan, agar market is maqsad ke liye tijarat karti hai, to aap apni position ko mehfooz bananay ke liye apni asal kat out line ko muntaqil karen ge. . usay aksar phislan aap ke stops kaha jata hai. yeh doosri line yeh hai ke agar is waqt market aap ko kaat deti hai to aap jis qader ko maartay hain. aik baar jab aap break even stap ke zariye mehfooz ho jatay hain, to aap ka khatrah taqreeban sifar tak kam ho gaya hai, kyunkay market na qabil yaqeen had tak maya hai aur aap jantay hain ke aap ki tijarat is qader khatam ho chuki hai. is baat ko yakeeni banayen ke aap stop orders, lmt orders aur market orders ke darmiyan farq ko samajte hain

      اب آن لائن

      Working...
      X