Harmonic Price Chart Patterns
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Harmonic Price Chart Patterns
    Harmonic price chart pattern:

    Mere Pyare dosto Harmonic price chart pattern technically market ka pattern hai aur hamen isko zarur analyse karna chahiye jab Ham market ke technical analysis karenge to tab hi ham market ko samajh sakenge aur tab hi ham harmonic pattern ko analyse karke market mein kaam kar sakenge agar Ham market mein harmonic pattern ko theek tarike se analize nahin karte Hain to hamen success nahin Mil sakti hai isliye hamen market mein harmonic pattern ko analyse karna bahut zaruri hai jab market mein Ham technically analyzers karte Hain to tab Ham market mein harmonic pattern ko use karke market se bohot hi achi amount mein profit hasil kar sakte hain harmonic pattern market mein kafi importance rakhte hain aur agar Ham is to theek tarike se use Ghar Le to Ham market se kafi acha profit hasil kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	76.png
Views:	2
Size:	4.9 کلوبائٹ
ID:	12561163

    Harmonic price chart patterns ki three types hoti hain

    1.The gartely pattern

    2. The butterfly pattern

    3. The Bat pattern

    Four Basic steps of Harmonic price chart pattern:

    1. Harmonic trading fabonacci numbers par depend karti hai. Jin ko technical indicator k lae further use kiya jata hai.

    2. Fabonacci number jo zero or 1 sy start hoty hain ye asy previous 2 ko add kar k banae jaty hain.

    3. Ye sequence ratio ma divide ho jata hai jb esy clue melta hai k market yaha tak move kar k ja sakti hai.

    4. Gartely, bat or crab bhot famous harmonic pattern hai jo k technical trader k lae bane gae hain.

    Use Trendline of harmonic price chart pattern:

    Dear members Market mein analysis karne ke liye hamen harmonic pattern ko analyse karne ke liye trendline ko use karna padta hai aur agar Ham harmonic pattern ke liye trendline ko theek tarike se use kar lete hain to Ham market mein easily harmonic pattern ko analyse kar sakte hain aur market se good benefits Le sakte hain isliye hamen jaruri hai ki Ham trendline ka using hamen aana chahie tab hi Ham easily harmonic pattern ko analyse kar sakenge otherwise market mein kisi bhi channel yah pattern panelized karna possible nahin hoga so hamen struggle karna chahie aur aur daily bhejte practis karni chahie taake Ham harmonic pattern se fayda utha sake.

    Click image for larger version

Name:	56.jpg
Views:	1
Size:	8.1 کلوبائٹ
ID:	12561164
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Harmonic Price Chart Patterns

    Harmonic Chart:-

    Harmonic price chart patterns ko define karne ke liye aapko Hamesha step-wise market ki movement ko dekhna padta hai aur market ke trend ko follow karte hue apni trade ko perform karne ke bare mein strategy banani padati hai basically harmonium price indicator Hamen hameshaa price level ko Dekhte hue he samajhna padta hai to Jab Bhi aap harmonic price chart pattern ko samajhne ki koshish karte hain aur is ky method py kam krty hain to aapko sabse pahla step Lena Hota Hai vah price ke bare mein Lena hota hai ki Hamen candlestick ki help sy market price ko Dekhty howe potential difference dekhna parta hai. Price level ke difference ko bhi judge kar lete hain to us k bad baki step ko follow karna hmare liye bhut easy ho jata ha.

    Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	19
Size:	2.8 کلوبائٹ
ID:	12425549

    Explanation:-

    Harmonic price chart pattern technically market ka pattern hai hai aur hamen isko zarur analyse karna chahiye. Jab ham market ke technical analysis karenge to tab hi ham market ko samagh sakenge aur tab hi ham harmonic pattern ko analyse karke market mn working kar sakenge agar Ham market mein harmonic pattern ko theek tarike se analize nahin karte Hain to hamen success nahin Mil sakti hai isliye hamen market mein harmonic pattern ko analyse karna bahut jaruri hai jab market mein Ham technically analyzers karte Hain to tab Ham market mein harmonic pattern ko use karke market se bahut hi good amount mein profit hasil kar sakte hain harmonic pattern market mein kafi importance rakhte hain aur agar Ham is to theek tarike se use Ghar Le to Ham market se kafi Good profit hasil kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (8).png
Views:	3
Size:	6.6 کلوبائٹ
ID:	12425548

    Trendline for harmonic pattern

    Market mein analysis karne ke liye hamen harmonic pattern ko analyse karne ke liye trendline ko use karna padta hai aur agar Ham harmonic pattern ke liye trendline ko theek tarike se use kar lete hain to Ham market mein easily harmonic pattern ko analyse kar sakte hain aur market se good benefits Le sakte hain isliye hamen jaruri hai ki Ham trendline ka using hamen aana chahie tab hi Ham easily harmonic pattern ko analyse kar sakenge otherwise market mein kisi bhi channel yah pattern panelized karna possible nahin hoga so hamen struggle karna chahie aur aur daily bhejte practis karni chahie taake Ham harmonic pattern se faida utha sakain.

    Click image for larger version

Name:	images (9).png
Views:	9
Size:	17.4 کلوبائٹ
ID:	12425547
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Harmonic Price Chart Patterns

      Harmonic Pattern kya hai Bullish and Bearish Patterns ki Identification

      Asalamualaikum! Dear Harmonic pattern ko aap bearish harmonic Pattern aur bullish Harmonic pattern main divide kar kay achi tarah samjh sakhty hain. Es kay different types ki tafseel manderjzail hai.

      Bullish Bat Harmoic Pattern:

      Dear Forex member bullish Bat Harmonic Pattern bahut hi perfect results produced karne Wala aik pattern hota hai, iski confirmation ko jab aap different important Fibbonacci numbers Kay sath confirm krty Hain, tu iski accuracy zyda increase ho jati hai.[/B]

      Bullish Butterfly Harmonic Pattern ki Pehchan


      Dear Bullish Butterfly Harmonic Pattern aik eisa pattern hota hai, jis ki aik proper shape hoti hai, jiski basis per aap isko identify Kar Kay market main buying entry laty Hain. Isk kuch specific lowwer point and upper point ko focus kar Kay iski identification krna hoti hai.

      Bullish Crab Harmonic Pattern


      Dear Bullish Crab Harmonic Pattern bahut hi important pattern hota hai, Jo aapko buying entry confirm Kar Raha hota hai. Is pattern ki aik specific shape hoti hai, jis ki proper explanation aapko hamesha effective trading karne ke liye bahut important role play karti hai.

      Bullish Gartley Harmonic Patterns uses Strategies


      Dear Forex trading market mein jab aap X, A, B, C, and D line ki basis per market mein buying ki entry la rahy hoty Hain, tu ismein aapko Bullish Gartley Harmonic Pattern bahut jyada advantages hasil karne main helpful ho sakta hai. Kunk jab aap is platform ko completely study karte Hain, tu Fibbonacci numbers ki basis per apki decision making process complete ho sakhta hai.


      Bearish Butterfly Harmonic Patterns ki Information


      Dear Bearish Butterfly Harmonic Pattern bahi aik bahut hi familiar pattern hota hai, Jo aapko bearish trend sa related valuable information share kar raha hota hai. Iski complete learning Kar Kay or iski proper identification Kar Kay aap selling ki entry la Kay profitable trading kar sakhty Hain.



      Bearish Gartley Harmonic Pattern ki Details


      Dear members Forex trading market mein jab aap Bearish Gartley Harmonic Pattern ko properly study karte Hain, tu ismein aapko bahut hi perfect downtrend main entry mil sakhti hai. Dear member Forex trading market mein jab aapko ya pattern milta hai, usk bad aap selling ki entry la sakhty Hain. Harmonic Pattern main aapko X, A, B, C, and D corners ki values ki basis per apni trading activities ko complete karna hota hai. Is mein Different Fibbonacci numbers important role play krty Hain, en Fibbonacci numbers ki basis per aap enki properly identification kar sakhty Hain.

      Bearish Bat Harmoic Pattern ki Details

      Dear Bearish Bat Harmoic Pattern aapko downtrend sa related valuable learning provide krny main helping plateform provide kar raha hota hai, is main aapko consistently lowwer point or upper point ki basis per aik required shape ko find out karna hota hai.

      Bearish Crab Harmoic Pattern ki Details

      Dear Harmonic Pattern ki types ko study krty huye aapko profitable trading karne Kay liye Bearish Crab Harmoic Pattern ko recognize krna hota hai, iski uniqe shape aapk liye helpful ho sakti hai. Iski proper identification Fibbonacci number ki basis per ki ja sakhti hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X