what is head and shoulder pattren ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is head and shoulder pattren ???
    assalium o alekum

    dear forex member
    umed krti hun ap sb kharyt s hun gy aj hum head and shoulder pattren k bary main study kry gy



    defination


    sir aur kandhay bohat se mashhoor chart patteren mein se aik hai jo barray pemanay par sarmaya karon aur taajiron ke zareya market ke rujhan ka taayun karne ke liye istemaal kya jata hai. is terhan ki tashkeel aam tor par stock / index ke takneeki chart par hoti hai, jab yeh aik jari rujhan ko tabdeel karne ke amal mein hota hai. yeh patteren chart par is waqt hota hai jab stock / index ki qeemat –apne urooj par pahonch jati hai aur is ke baad girty hai. phir qeemat pichli chouti se barh jati hai aur gir jati hai. aur aakhir-kaar, yeh dobarah tulu hota hai, lekin doosri chouti ki terhan buland nahi hota aur is maqam se girta hai. yahan darmiyani chouti sir banati hai aur dono taraf ki chotiyan kandhay banati hain .



    Description:


    head and shoulder aik' reversal patteren' hai jis mein qeemat ka rujhan ya to mandi se taizi ya taizi se mandi mein tabdeel hota hai aur aik aisi shakal ikhtiyar karta hai jo insani sir ki terhan nazar aata hai jis ke dono taraf kandhay hain jaisa ke neechay line chart mein dekhaya gaya hai .



    Click image for larger version

Name:	jpg.jpeg
Views:	1
Size:	18.5 کلوبائٹ
ID:	12561145

    exaplination


    hajam aik bohat ahem Ansar hai jisay dekhnay ke liye jab koi is patteren ka mutalea karta hai. hajam sab se ziyada hai aur aksar baen kandhay par phialta hai kyunkay oopar ka rujhan jari rehta hai aur ziyada se ziyada sarmaya car daakhil hona chahtay hain, jabkay yeh dayen kandhay par sab se kam hai kyunkay sarmaya karon ko rujhan ke ulat jane ka ehsas hota hai. is kam hajam ko aksar ulat jane ki mazboot alamat samjha jata hai. patteren ke sir walay hissay mein, hajam baen kandhay aur dayen kandhay ke darmiyan kahin hota hai .

    sir aur kaandhon ke patteren mein aik aur tagayur hota hai, jisay sir aur kaandhon ka ulta kaha jata hai, jo sirf sir aur kaandhon ke patteren ke ulat ki terhan lagta hai. sir aur kaandhon ke neechay ya ultay mein girtay hue stock / index ki wajah se teen kam chouti qeemat points hotay hain .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what is head and shoulder pattren ???

    What is Head and Shoulder Pattern

    Jab market apni normal movement ker rehi hoti hai tou same time per market main different patterns create ho rehy hoty hain lekin agar koi aesa pattern create ho jis ki shape just man head and shoulder type hi ho jesy ky aik jaga per market ny kuch time ky liay stay kia aur phir same previous trend ko follow kerty huey aik new support ya resistance tak move kia aur phir wahan sy reverse ho ker apni previous support ya resistance to touch kia tou aesy time per jo pattern create hota hai usko head and shoulder pattern kehty hain jo agar bullish trend main ho tou normal head and shoulder hota hai aur agar bearish trend main ho tou inverted head and shoulder pattern hota hai jinko ham following para main detail main discuss kerty hain

    Click image for larger version

Name:	hd&amp;s.jpg
Views:	21
Size:	6.6 کلوبائٹ
ID:	12425578

    Head and Shoulder Pattern in Forex

    Head and shoulder market ky chart per create hony wala bahot hi important pattern hai lekin same pattern bahot kam create hota hai so jahan market main different patterns create hoty hain wahan head and shoulder pattern bhi market ki movement per create hota hai jis ki market main bahot zyada importance hai ky agar aesa pattern create hota hai tou usky bahd market main hony wali confirm movement per ham trade enter ker sakty hain head and shoulder pattern isterha sy create hota hai ky market jab bullish trend main movement ker rehi hoti hai tou kisi aik point sy retracement ly ker aik resistance create kerti hai jabky second time same resistance ko break ker ky bullish main kuch pips movement kerny ky bahd phir sy retracement ly leti hai aur previous support tak movement kerny ky bahd phir bullish main movement kerti hai aur second last resistance per ja ker stay kerti hai tou aesy main market ky chart main aik aesa pattern create hota hai jo bilkul head and shoulder ki terha ka hota hai jis ky bahd market ki movement bhi fix hoti hai ky agar hamain knowledge ho tou ham trade open ker ky profit hasil ker sakty hain

    Click image for larger version

Name:	headandshoulder.png
Views:	22
Size:	18.4 کلوبائٹ
ID:	12425579

    Inverted Head and Shoulder Pattern in Forex

    Head and shoulder pattern ky bhi two types hain jo market ki both directions main create ho sakta hai jis terha market ki bullish movement per head and shoulder pattern create hota hai isi terha jab market bearish trend main movement ker rehi hoti hai tou kisi aik point sy reverse ho ker market same point ko support create kerti hai aur phir sy trend ko follow kerty huey support ko break kerny ky bahd kuch zyada pips movement kerny ky bahd phir retracement leti hai aur kuch pips reverse direction main movement kerny ky bahd phir trend ko follow kerty huey second last support tak movement kerti hai aur kuch time stay kerti hai tou wahan per agar ham note kerain tou jo pattern create hota hai woh inverted head and shoulder ki terha ka hota hai jo head and shoulder pattern ky inverse direction main hota hai aur is per market ki movement bhi opposite direction main hi expected hoti hai ky ham usi ko follow kerty huey trade open kerty hain

    Click image for larger version

Name:	Inverted-Head-and-Shoulders-Trading-Example.png
Views:	17
Size:	120.8 کلوبائٹ
ID:	12425580

    Successful Trade with Head and Shoulder Pattern

    Agar ham market main successful trade kerna chahty hain tou hmain tou hamain head and shoulder pattern per open ki jany wali her trade main kamyabi milti hai ky jab market ky chart main head and shoulder pattern create hota hai tou usky bahd market apny bullish trend ko change ker ky downtrend main big movement kerti hai agar pattern ky complete hony per ham sell main trade open ker lety hain tou hamain bahot acha profit hasil ho jata hai isi terha agar inverted head and shoulder pattern create hota hai tou us per ham buy main trade open kerty hain tou donwtrend change ho ker jab market bullish main big movement kerti hai tou same movement per open trade main hamain bara profit hasil ho sakta hai kyun ky same time per market ki big bullish movement per open ki jany wali trade main ham bary target tak profit hasil ker sakty hain

    Click image for larger version

Name:	cncl.png
Views:	17
Size:	113.9 کلوبائٹ
ID:	12425581

    اب آن لائن

    Working...
    X