What is inverted Hammer candlestick pattern ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is inverted Hammer candlestick pattern ?
    Inverted Hammer candlestick Pattern :

    aam tor par, inverted hammer aik qisam ka candle stick patteren hota hai jisay mumkina trend reversal signal ke tor par samjha jata hai. jaisa ke yeh aik Maroof taizi ke inverted patteren hai, yeh bunyadi tor par neechay ke rujhan ke ekhtataam par hota hai. inverted hammer aik qabil zikar shakal rakhta hai aur wazeh chart position usay doosron ke darmiyan pehchana jata hai .inverted hammer baqaida hammer patteren ki aik tabdeeli hai. aam tor par, hammer patteren ki shanakht karna aasaan hai agarchay mstsnyat hain. bilashuba, aisi misalein mojood hain jahan inverted hammer ko shooting star patteren ke tor par ghalti se samjha jata hai. woh aik chhootey se asli jism aur aik lambay oopri saaye ke sath taqreeban aik jaisay nazar atay hain, lekin yeh mumkina neechay anay walay mourr ki nishandahi karta hai. is liye taajiron ko patteren ki khususiyaat ke baray mein har cheez se aagah hona chahiye .
    Click image for larger version

Name:	Inverted-Hammer-1024x562.jpg
Views:	1
Size:	37.5 کلوبائٹ
ID:	12561115
    Trading with inverted hammer :

    kisi bhi tajir ko is baat se aagah hona chahiye ke jab akailey istemaal ya tajzia kya jaye to koi bhi namona mukammal tor par malomati nahi ho sakta. inverted hammer candle ki saada shanakht kamyaab trading ke liye kaafi nahi hai, Bashmole ( forex, stock, ya yahan tak ke crypto currency ) .position ka andaza karte waqt ghhor karne ke liye deegar ahem awamil hain, jaisay ke qeemat ki karwai ya ulti himr candle position. farz kya jata hai ke aik tajir ko yaqeen hai ke is ne patteren ki sahih shanakht ki hai, is ke liye zaroori hai ke woh mumkina ulat palat ki tasdeeq ke liye dosray signals ki talaash shuru kere. taham, yeh sirf aik intibah hai lekin kharidne ke liye bazat khud aik ishara nahi hai .chunkay inverted hammer ko faisla kin signal nahi samjha ja sakta, yeh kuch classic takneeki tajzia ke namonon ke sath mil kar achi trah kaam karta hai .

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is inverted Hammer candlestick pattern ?

    Je dear forex trading chart ma various types ki candlesticks form hoti hai. Ye candlesticka market kay status ko show karti hain. Agr candlestick ki body long ho gi to es ka matlab ye ho ga kay es session ma buying ya selling pressure market ko drive karny ma kamyab ho giya hai. So candlestick ki types sy market ki condition ka andaza ho sakta hai. Es post ma ham esi he ik candlestick type ko further discuss karyn gy.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20221007-161001_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	100.0 کلوبائٹ
ID:	12425513

    Inverted Hammer Candlestick Pattern.

    Inverted hammer candlestick pattern market kay down trend ma appear hota hai. Ye pattern trader ko warning deta hai kay selling pressure khatam hony wala hai or trader ko buy ki trade kay bary ma sochna chahe. So next session ma market ki confirmation kay bad trader ko trade ki entery karni hai. Ye pattern higher high or higher low form karta hai.

    Inverter hammer appearance.

    Inverted hammer es time par appear hoti hai jb market price ka open or close price ik dosray kay kareeb hon. But es candlestick ki long tail hoti hai jo ye show karti hai kay market pehle rising state ma gae hai but usko phr maintain ni kar paye or phr fall kar kay opening point kay kareeb close ho jati hai. Es candlestick ki pehchan ye hai kay ye inverted hammer candlestick ki tarha appear hoti hai. Es candlestick pattern ki upper tail long hoti hai or eski body small or lower end par hoti hai jo hammer like appear hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20221007-155944_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	53.0 کلوبائٹ
ID:	12425514

    Is inverted hammer bullish or bearish.

    Long downtrend kay bad agr ye market ma appear ho to esko bullish inverted hammer consider kiya jata hai. Kiu kay market hesitate karti hai mazeed down fall karny kay laye. Seller market ki price ko push back kar dety hain jaha par wo start hoti hai. Price increase ye show karti hai kay bullish ny market ko test kiya hai but wo success gain ni kar paye but agr next session ma wo phr sy try karyn gy to definately wo bullish ma move kar jayn gy.

    Meaning of inverted hammer.

    Hammer candlestick pattern ik rare or effective pattern hai. Ye trader signal deti hai kay market pause ho chuki hai or agr trader es time par enter hon gy to acha profit hasil karny ma kamyab ho jayn gy. But trader ko har hal ma small lot kay sath trade kay laye jana chahe. Kiu kay big lot sy jana acha profit hasil ho sakta hai waha par agr loss ho jaye to account bi wash ho jaty hain. Forex trading ma wo he kamyab hoty hain jo es pattern kay sath sath other tools or technical analysis ko conjuction ma use karty hain. Es sy forex trading ma kamyabi kay chances barh jaty hain.
    Last edited by ; 07-10-2022, 04:10 PM.
    • #3 Collapse

      Re: What is inverted Hammer candlestick pattern ?

      Inverted hammer candlestick Pattern
      Inverted hammer kia hay aur es ki identification kesy ho sakti hay esi ka ham jaiza lety hey, inverted hammer ulty hammer key shape ki tarha ho sakty hey jes ki real body bahot hi small down part ya down side me ho sakti hay jab key es ki shadow ya legs upper side ya upper part me hoty hey esy candles market key downtrend me hi find key ja sakty hey jo key long bullish trend ki possibility ka indication dety hey, Inverted hammer ki wajah se hum log market ka trend mil sakta hai isliye Hum logo ko inverted hammer Ko Dekhkar trading karne chahiye tha ke hum logo ko loss Na Ho Aur Hum Log inverted hammer ki wajah se Kafi achha profit bana sakte hain Jiske Hum logo ko bahut fayda Hota Hai.
      Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	12
Size:	1.8 کلوبائٹ
ID:	12425515
      Inverted hammer candlestick Pattern ki pehchan
      Inverted hammer market ka trend change kar sakte hain isliye Jab inverted hammer Ban Jaye Toh Phir Hum Logon Ko Dekhkar trading Karni chahiye inverted hammer ki wajah se hum logo ko log bhi ho sakta hai agar Hum Log is Ko Dekhkar nahi Lagate Hai Tu .agar inverted hammer candle ki real body small size ki na ho aur es key shadow large ho to ye be ho sakta hay key ye fake inverted hammer ho jes ko follow karny se market mazeed downtrend me convert ho jaye, inverted hammer ki real body ka small hona (Hammer key type) ki tarha ka hona bahot zarori hay
      Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	5
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12425516
      Inverted hammer candlestick Pattern ki ahmiat
      Inverted hammer ki forex trading main boht hi ahmiat hy ye pattern trading k liay boht ahm hy be Kuch Aisy He Show Karti hai Or Ye tab he Zada Important Role Frham Karti hai Forex Kay Chart per Jab Ya Resistance Level per Form Hoo or Confirmation be Day Sath iss Liy Hum Iss Ko Hanging Man Kay Name Say be Pechanty hain Or Hammer Jo Kay Support Area Main Form Hoti hai iss Liy Jab Yehi Hamme Resistance Per Form Ho Toh Hum Issy Inverted Hammer Ya Per Hanging Man be Khty hain iss Ko Hum Simple Moving Averages Kay Sath Ya Per Price Action Strategy Kay Sath perfectly use Kar Kay Acha profit Gain Kar Sakty hain Lekn Us Say be Acha or Long Profit Humy Tab Milta hain jab Hum Is Ko Higher Time Frame per Trade Karty hain Ku kay Higher Time Frame Per Hum Is Say Boat Acha Profit Gain kar Sakty hain.
      Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	1
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12425517
      • #4 Collapse

        Re: What is inverted Hammer candlestick pattern ?

        WHAT IS A INVERTED HAMMER CANDLESTICK PATTERN :





        Inverted hammer ak chart pattern ha or ya inverted hammer ak candlestick pattern ha or ya pattern huma market ka chart ma tab dakhna ko mil jata ha jab market ke price lower ke traf move kar rahe hote ha yani ka ya inverted hammer candlestick pattern market ka chart ma downtrend ma banta ha. Ya inverted hammer candlestick pattern market ma price chart ma ban kar market ke price ko reversal karna ka kam karta ha is ma market ke price downward sa upward ke traf reversal ho kar jate ha. Ya inverted hammer candlestick pattern jab banta ha to ya market ma lower ma support level ka near ma hota ha or jab ya pattern lower ma banta ha to is ma market ke price ka upward ke traf jo reversal ka chances hota ha wo increase ho jata ha or is ma market ke price strongly downtrend sa uptrend ke traf reversal ho jate ha. Inverted hammer candlestick pattern market ma ak single candlestick sa banta ha or is pattern ke ya single candlestick market ke price ko strongly reversal kar date ha or jab ya pattern banta ha to is time market ke price market ma ak new lower point ko bana rahe hote ha or us ma market is new point ko bannay ka bad reverse ho jate ha or ya new point support level par bhi ho sakta ha or is ka near ma bhi or market high ke traf strongly reversal ho jate ha. Or ya inverted hammer candlestick pattern market ma shooting star candlestick pattern ka opposite ma hota ha jo ka market ko high sa lower ke traf reversal karna ka kam karta ha.





        FORMATION OF INVERTED HAMMER CANDLESTICK PATTERN :





        Inverted hammer candlestick pattern market ka chart ma downtrend ma ak single candlestick sa ak specific sequence ma banta ha or ya pattern market ka lower ma ban kar market ke price ko high ke traf reversal karna ka kam karta ha.


        1: BEFORE INVERTED HAMMER :


        Is inverted hammer candlestick pattern ka banna sa phalay market ma downward ka trend hota ha or is pattern ka bannay sa phalay market ke price ak strong downward trend ko banate hoi move kar rahe ho ge or jab ya inverted hammer candlestick pattern banay ga to is pattern ka bannay sa phalay market ke price sharply lower ke traf ja rahe ho ge or us time market ma high selling ka pressure ho ga or is inverted hammer pattern ka bannay sa phalay market ma huma kuch downward ke candles dakhna ko mil ge jo ka huma market ka lower ke traf jana ka batay ge or is time market lower ma move karte joi downward ke traf a rahe ho ge or market downtrend ma ate hoi support level ka near ma a jay ge or ya huma strong downward ka batay ge.


        2: INVERTED HAMMER CANDLE :


        Is inverted hammer pattern ke ak single candlestick ho ge or is single candle sa is inverted hammer pattern ke formation ho ge or ya inverted hammer ak single candlestick sa banay ge or ya ak small real body candle ho ge or jab ya inverted hammer candle banay ge to is time market ke jo price ho ge wo lower ma ho ge or is inverted hammer ke jo candle ho ge wo small real body sa bane ho ge or or is small real body candle ka jo open point ho ga is ka high ke traf ak long upped shadow ho ga jo ka high point ka bata raha jo ga or is pattern ka lower ma koi shadow ni ho ga or ya jo candle ho ge is ke jo small real body ho ge wo bullish ke bhi ho sakte ha or bearish ke bhi yani jo candle ho ge inverted hammer ke is ka colour green bhi ho sakta ha or red bhi is ma is inverted hammer ka colour depends ni kar raha ho ga.





        UNDERSTANDING INVERTED HAMMER CANDLESTICK PATTERN :





        Jab ya inverted hammer candlestick pattern market ka chart ma banay ga to is inverted hammer pattern ka bannay sa phalay market ma bear ka control ho ga or ya market ke price is bear ka high pressure ke waja sa lower ma ja rahe ho ge or market me price is bear ka control sa lower ma jate hoi support level ka near ma chalr jay ge or market jab lower ma punch jay ge to jo market ke inverted hammer pattern ho ga os ke formation ho jay ge or jab is inverted hammer pattern ke formation ho ge to jo is ma inverted hammer ke candel banay ge to is ma phlay market ma small bull ay ga magar bear market ke price ko lo ma la jay ga or is ma jo bear or bull ka pressure ho ga wo same ho ga or ya inverted hammer pattern ke jab candle banay ge to is ka lower ma koi shadow ni ho ga or is ka upper ma ak long shadow ho ga jo ka is ke real body ka size ka equal ka ho ga or ya lower shadow jo ka is candle ka ho ga he ni wo huma batat raha ho ga ka market ma jo bear ka control ha wo lost ho gaya ha or market ka downward ke traf jana ka trend wo khatam jo gaya ha or jo is candle ka upper ma long shadow ho ga ya huma market ka bull ka pressure ka batay ga or ya huma market ke price ka uptrend ke traf jana ka batay ga or ya huma batay ga ka market ma jo bear ka pressure tha wo lost ho gaya ha or ab market ma bull ka control ha jo market ke price ko high ma la kar jay ga.





        TRADING WITH INVERTED HAMMER CANDLESTICK PATTERN :





        Ya inverted hammer pattern jab banta ha to ya pattern huma market ka downtrend sa uptrend ke traf reversal hona ka batat ha ya inverted hammer pattern jab banta ha to is pattern ke ak single candle hote ha jo huma market ka reversal ka batate ha or ya huma market ke price ka sharply upward ke traf jana ka batate ha or is pattern ma traders ko chaiya ka eo trade ko enter karna sa phalay is pattern ke conformation kara q ka ya inverted hammer pattern market ka chart ma ak single candlestick sa mil kar banta ha is liya is pattern ma trade ko enter karna sa phalay is pattern ke conformation karna bahot he zaroori hota ha is pattern ke conformation ka liya traders is pattern ka complete hona ka bad is ma jo next candle banay ge jab is pattern ka bad next candle bullish ke banay ge to is pattern ke conformation ho jay ge. ENTRY POINT : Is inverted hammer candlestick pattern ma traders buy ke trade ko enter kara ga is trade ko traders is pattern ka complex hona ka bad jo conformation candle ban jay ge to is conformation candle ka top is ma traders buy ke trade ko enter kara ga yani jo ka is pattern ke second candlr ka high point ho ga is sa is ma buy ke trade ko enter in kiya jay ga or ya traders long term trade ko enter kara ga q ka is ka bad market na strongly high ke traf jana ho ga. STOP LOSS : Is inverted hammer pattern ma traders jo buy ke trade ko enter kara ga is buy ke trade ka jo stop loss ho ga os ko traders is pattern ka lower point ma place kara ga is ma traders stop loss ko is inverted hammer candle ka jo lower point ho ga is ma place kara ga.





        DIFFERENT BETWEEN INVERTED HAMMER AND SHOOTING STAR CANDLESTICK PATTERN :






        Is inverted hammer candlestick pattern ka opposite ke traf shooting star pattern ho ga jo ka market ka chart ma uptrend ke trafbanay ga yani ka ya shooting star pattern market ma uptrend ka top ma banay ga or ya shooting star pattern same inverted hammer ke trha banay ga magar bas is ke position change ho ge ya market ma high ke traf banay ga or ya shooting star pattern bhi ak single candlestick sa mil kar banay ga or ya single candle same inverted hammer candle ke trha sa ho ge or is candle shooting star pattern ka bannay sa phalay market high ke traf ja rahe ho ge or uptrend ko bana rahe ho ge or is ma ya shooting star ke candel banay ge to is ka high ke traf long upper shadow ho ga jo huma market ke price ka lower ke traf ana ka batay ge is ma market ke price reversal ho kar downward ke traf ay ge is ma traders is ke conformation ka bad is ma sell ke trade ko enter kara ga is ma traders jo sell ke trade ko enter kaea ga is ka jo stop loss point ho ga wo is pattern ka high ma place kara ga is ma traders is ka upper shadow ka top ma stop loss ko place kara ga.
        • #5 Collapse

          Re: What is inverted Hammer candlestick pattern ?

          Introduction

          Assalamu Alaikum dear member umeed Karti hun ki aap acche se trading kar rahe Honge aur ek Achcha profit Rahe Honge hum Har Roz Ek topic par baat karte hain Taake Ham trading Shiksha ke aur Iske topic Sikh ke Ham Achcha profit Kama Saken tabhi Ham Kamyab Honge aaj Ham Jis topic per baat karenge Hua Hai inverted hammer candlestick pattern is ko padh kar Ham Dekhenge ki Ham Kis Tarah Se trading Mein istemal Karke achha profit Kama sakte hain

          Click image for larger version

Name:	ppp.png
Views:	14
Size:	5.9 کلوبائٹ
ID:	12425519

          Inverted hammer candlestick pattern

          Aamtaur per inverted hammer Ek kism ka candlestick pattern hota hai jisse monkey na trend reversal signal ke Taur per Samjha Jata Hai. Yah Ek maroof ke invested pattern Hai yah buniyadi Taur per niche ke ruzan ke Ek Tampa hota hai. Mr ekka village kar Shakal Rakhta hai aur was HR position use dusron ke Darmiyaan pahchana Jata Hai. Ida hammer pattern Ki Ek tabdeeli Hai Aam Taur per hai mein Patron ki snapped karna Aasan hai agar Jaaye mushkil Hai beshak Aisi Milai maujood Hai Jahan inverted hammer ko shooting star pattern ke Taur per galti se Samjha Jata Hai vah Ek Chhote se asali Jism aur ek Lambe Upar Shayari ke sath taqreeban Ek Jaise Najar Aate Hain lekin AVN Ki Na niche Aane Wale Mod ki Nishan nahin karta hai isliye taj Grand ko Patron ki khususiyat ke bare mein Har chij Jagah Hona chahie

          Click image for larger version

Name:	vvv.jpg
Views:	1
Size:	3.7 کلوبائٹ
ID:	12425520

          How to trade with inverted hammer pattern

          Kabhi bhi traders ko is Baat se Agar Hona chahie ki Jab Akela istemal yah trader Kiya Jata to koi bhi namuna mukmmal Taur per Maloom Aati Nahin ho sakta inverted hammer candle ki sadasya na Kamyab trading ke liye Kafi Nahin Hai forex stock Yahan tak ki cryptocurrency ke liye bhi istemal Hota Hai position ka andaza karte waqt Gora karne ke liye Diga Aham Hai Jaise ke kimat ki kaarvayi ulti Hai mark Anderson position. Ek trader ko yakin hai ki ismein Patron ki Sahi snap Ki Hai iske liye jaruri hai ki vah monkey na ulat Palat ki tasvir ke liye dusre signal sitala Shuru Karen isiliye yah sirf ek bar hai lekin kharidne ke liye Baat Khud Ek Ishara Nahin Hai kyunki inverted hammer ko Faisla signal Nahin Samjha Ja sakta hai Kuchh classic Tak Nahin hota hai unko Maloom Hona Jaruri Hain

          Click image for larger version

Name:	nnn.png
Views:	12
Size:	1.8 کلوبائٹ
ID:	12425521

          Conclusion

          Ummid Karti hun ki aap ko jo topic bataya Gaya Hai Isko aap acche se sahmat Sakenge aur iski trading Mein istemal Karke kachra profit Kama Sakenge tabhi aap Kamyab ho sakte hain inverted hammer candlestick pattern bahut important topic Hai Tabhi aap isko acche se samajh ke kam kar Sakenge. ISI Tarah ham har Ek Din net Office per baat karke Ham Ek Shor Karte Hain Ki ham har topico discuss Karen Jo trading Mein small ho sakta hai Taki Har Koi se fayda uthaya

          • #6 Collapse

            Re: What is inverted Hammer candlestick pattern ?

            What Is a Hammer Candlestick?



            candle stuck چارٹنگ mein hathora aik qader ka namona ho sakta hai jo is waqt hota hai jab security is ke farq ke neechay kaafi had tak tijarat kar layte hai, taham waqfay waqfay se reliyan gape value ke qareeb ho jati hain. yeh namona aik hathoray ki shakal ka candle holdar banata hai, jis ke andar neechay ka saya $ 64000 body ke kam az kam dugna size ka hota hai. mom batii holdar ka jism khulay aur band honay walay akhrajaat ke darmiyan farq ko zahir karta hai, jab ke saya raqam ke liye ziyada aur kam akhrajaat ko zahir karta hai .

            KEY TAKEAWAYS




            hathoray ki shammen aam tor par is waqt hoti hain jab qader mein kami aati hai. inhen chhootey chhootey asli jism aur aik tosee shuda nichale saaye ki zaroorat hai .
            hathora mom batii holdar is waqt hota hai jab baichnay walay qeemat mein kami ke douran market mein daakhil hotay hain. market band honay tak, sarparast tijarti dabao ko jazb kar letay hain aur { market value | market value } ko farq ki qeemat ke qareeb dhakel dete hain .
            shut gape value ke oopar ya neechay hai, halaank shut khulay ke qareeb hona chahiye taakay candle holdar ki $ 64000 body choti rahay .
            nichala saya $ 64000 body ki chouti se kam az kam dugna hona chahiye .

            Understanding Hammer Candlesticks



            aik hathora is waqt hota hai jab security ki qeemat mein kami aa rahi hai, yeh batata hai ke market neechay dekhnay ki koshish kar rahi hai .
            hathoray farokht knndgan ki taraf se qeemat ki simt mein mumkina tabdeeli ki nishandahi karne ke liye qader mein izafay ke darmiyan, neechay bananay ke liye mumkina کیپٹلیشن ka ishara dete hain. yeh aik hi raqam mein hota hai, jahan kahin bhi { the value | worth | the value } girty hai jab gape phir dobarah group ho jata hai taakay farq ki qeemat ke qareeb ho jaye .
            aik hathora bilkul" t" ki terhan nazar aana chahiye. is ka matlab hai hathoray ki mom batii ki salahiyat. aik hathora mom batii holdar is baat ki tasdeeq nahi karta jab tak ke is ki tasdeeq nah ho oopar ki taraf qader ko tabdeel kar diya jaye .
            tasdeeq is waqt hoti hai jab hathoray ke baad candle hathoray ke nuqsaan ke oopar band hojati hai. misali tor par, yeh tasdeeqi mom batii mazboot kharidari ko zahir karti hai. mom batii holdar ke tajir umooman tasdeeqi mom batii ke douran ya jab lambi pozishnon mein daakhil hotay hain ya mukhtasir pozishnon se bahar nikaltay hain. nai lambi position lainay walon ke liye, hathoray ke saaye ke neechay aik stap nuqsaan rakha jata hai .
            hathoray ko aam tor par tanhai mein istemaal nahi kya jata hai, yahan tak ke tasdeeq ke bawajood. candle stuck patteren ki izafi tasdeeq ke liye tajir umooman qader ya rujhan ke tajzia, ya takneeki isharay ka istemaal karte hain .
            hathoray aik minute ke chart, rozana chart, aur hafta waar chart ke sath, har waqt ke فریموں par hotay hain .

            The Difference Between a Hammer Candlestick and a Doji

            mom batii holdar ki aik aur qisam hai jis mein doji chhootey chhootey asli jism hotay hain. doji ghair faisla kin honay ki alamat hai kyunkay is mein har aik associ at degree aala aur kam saya hai. dojis mandarja zail tasdeeq par hisaab karte hue, qader ko tabdeel karne ya rujhan ke tasalsul ka ishara day sakta hai. yeh hathoray se mukhtalif hai, aisa is waqt hota hai jab qader mein kami hoti hai, mumkina oopri taraf ulat jane ka ishara deta hai ( agar tasdeeq ke baad hota hai ), aur sirf aik lamba nichala saya hota hai .

            Limitations of Using Hammer Candlesticks




            is baat ki koi yaqeen dehani nahi hai ke confirmation candle ke baad maliyat ab bhi oopar ki taraf ja sakti hai. aik taweel saya daar hathora aur aik taaqatwar tasdeeqi mom batii 2 waqfon ke waqfon se kaafi ziyada qeemat ko agay barha sakti hai. yeh kharidari ke liye aik behtareen jagah nahi ho sakti, kyunkay stap nuqsaan bhi dakhlay ke maqsad se aik behtareen faasla hai, jo soda karne walay ko khatray se dochar karta hai jo mumkina inaam ka juwaz nahi bantaa .
            hathoray bhi qeemat ka koi hadaf nahi dete hain, is liye hathoray ki tijarat ke liye kya inaami imkaan hai is maslay ko hal karna mushkil hai. bahar niklny ko mom batii ke namonon ya tajzia ki mukhtalif shaklon ki himayat karni pari .

            The Hammer Signal



            pehla qadam yeh yakeeni banana hai ke jo kuch aap mom batii holdar chart par dekh rahay hain woh waqai hathoray ke patteren se mutabqat rakhta hai. agar aap hathoray ke signal ki talaash kar rahay hain jis ka matlab hai mumkina taap side ریورسل, to usay neechay ke rujhan ke tanazur mein hona chahiye, ya girty hui value action jis ko nichli oonchaiyon aur nichli sthon ki aik series se nishaan zad kya gaya hai .
            un halaat mein, aap jis signal par nazar rakhay hue hain woh hathoray ke size ka mom batii holdar ho sakta hai jis ka saya kam ho jo ke $ 64000 body ke kam az kam dugna size ka ho. {closing value | price
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: What is inverted Hammer candlestick pattern ?

              Inverted Hammer candlestick pattern:



              aam tor par, reversed hammer aik qisam ka stick candle patteren hota hai jisay mumkina trend reversal signal ke tor par samjha jata hai. jaisa ke yeh aik Maroof taizi ke reversed patteren hai, yeh bunyadi tor par neechay ke rujhan ke ekhtataam par hota hai. inverted hammer aik qabil zikar shakal rakhta hai aur wazeh chart position usay doosron ke darmiyan pehchana jata hai .inverted hammer baqaida hammer patteren ki aik tabdeeli hai. aam tor par, hammer patteren ki shanakht karna aasaan hai agarchay mstsnyat hain. bilashuba, aisi misalein mojood hain jahan inverted hammer ko shooting star patteren ke tor par ghalti se samjha jata hai. woh aik chhootey se asli jism aur aik lambay oopri saaye ke sath taqreeban aik jaisay nazar atay hain, lekin yeh mumkina neechay anay walay mourr ki nishandahi karta hai. je liye taajiron ko patteren ki khususiyaat ke baray mein har cheez se aagah hona chahiye .
              Click image for larger version

Name:	Inverted-Hammer-Candlestick-Pattern-Bullish-Reversal.png
Views:	6
Size:	19.8 کلوبائٹ
ID:	12425539


              Inverted Hammer Trading:


              kisi bhi tajir ko je baat se aagah hona chahiye ke jab akailey istemaal ya tajzia kya jaye to koi bhi namona sakta tor par malomati nahi ho sakta. inverted hammer candle ki saada shanakht kamyaab trading ke liye kaafi nahi hai, bashmole ( forex, stocks, ya yahan tak ke crypto currency ) .position ka andaza karte waqt ghhor karne ke liye deegar ahem awamil hain, jaqeemiai ki ke position candle. farz kya jata hai ke aik tajir ko yaqeen hai ke is ne patteren ki sahih shanakht ki hai, je ke liye zaroori hai ke woh mumkina ulat palat ki tasdeeq ke liye dosray signals ki talaash shuru kere. taham, yeh sirf aik intibah hai lekin kharidne ke liye bazat khud aik ishara nahi hai .chunkay reverse hammer ko faisla kin signal nahi samjha ja sakta, yeh kuch classic takneeki tajzia ke namonon ke sath mil. kar achi hatra

              Click image for larger version

Name:	InvertedHammerPic.gif
Views:	16
Size:	6.3 کلوبائٹ
ID:	12425538

              اب آن لائن

              Working...
              X