Leading And Lagging Indicators.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Leading And Lagging Indicators.
    Assalamu Alaikum! dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai leading and lagging indicator ko kaise use Karke Ham trading Mein profitable ho sakte hain.

    Leading And Lagging Indicators:

    Leading indicator Trend ke break out your reversal jaane se pahle uski identification karte hain jabki Iske Barak se legging indicator Trend ke break out ya reversal hone ke bad uski information Deta Hai Forex trading mein day trading ke liye Ek important indicator Ka intekhab Karna bahut jyada gawar Talab kam hai ek indicator sirf ya nahin batata ke kya hone wala hai balki yah bhi Jaruri hota hai ki kab hone wala hai forest trading Mein stock commodities aur currency per trading ke liye donon Tarah Ke indicators yani leading indicator aur legging indicator ka use Kiya Jata Hai technical analysis Mein yah donon Tarah Ke indicators Kaise kam karte hain aur Inko Sahi position per istemal kaise kiya Jata Hai Iski Tahsil darja Zail hai.

    Click image for larger version

Name:	images (30).jpeg
Views:	3
Size:	31.6 کلوبائٹ
ID:	12561039

    Lagging Indicators:

    Yah Baat bilkul theek hai ki legging indicator delay signal deta hai agar Chahe yah aapki strateg se thoda sa different ho sakta hai lekin Hakikat Mein Aisa Nahin Hai legging indicator trend ki Sahi tarike se jaanchne ke bad signal Deta Hai legging indicator moving average ke Byan per kam karta hai bahut Sare indicators moving average ka formula use karte hain jaise m a CD Jo moving average convergence divergence ka observation hota hai bollinger band indicator Jiske center band simple moving average ka use karta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (31).jpeg
Views:	11
Size:	25.9 کلوبائٹ
ID:	12561041

    Scalping traders ke liye legging indicator Jyada kar aamad nahi hota lekin swing trading strategy use Karne Wale trader ke liye Jahan Uske adab fifty se 60 tips Tak Hota Hai Main Agar five se 10 Pepsi gayab ho jaaye to Jyada loss Nahin Hai Lekin Agar signal reliable mila to legging indicator sirf trend ki tasvir karne mein madadgar sabit nahin Hote balki vah is condition mein bhi acche Hote Hain Jab trend reversal hone ki shanakt mein bhi madad Dete Hain.

    Leading Indicators:

    Leading indicators trend ke reversal hone se pahle signal deta hai agar chahie bahut acche indicators Lagte Hain lekin yah Aksar Falls ya galat signal bhi De Jaate Hain yah indicator risk management ke tahat hi istemal hote hain aur iski strategy ko kamyabi se use Kiya jata hai agar inmein Chand Ek single galat bhi ho tab bhi yah kamyabi indicators Hote Hain MT 4 yeah MT 5 may use hone wala relative strength index structure oscillator setra is indicators Mein Shamil Hai leading indicator ke liye Jaruri nahin hai ki Sare tavajjo is Baat per ki Jaaye ke Ek Achcha trend line Kaise khincha Jaaye balki ismein jyadatar Insan market ki indication per hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (35).png
Views:	2
Size:	19.4 کلوبائٹ
ID:	12561040

    Leading Indicators Vs Lagging Indicators:

    Aamtaur per leading indicator lagging indicator ki nisbat Jyada signal Deta Hai donon indicators ka ekattha use karna Jyada majun nahin hai ki agar leading indicator signal de aur aap legging indicator se uski confirmation karna Chahe to use condition Mein Aksar signal mutasir Kaun Nahin rahata for trading Mein kam ke Hawale se aapko Thoda Sa sakht faisle lene padte hain aur donon indicators Mein Se Kisi Ek ka intekhab karna padta hai Jab ke sirf ek indicators ke Akele use Bhi Jyada fayda band Nahin rahata Hai traders ko trading ke dauran bahut jyada indicators ka use nahin karna chahie Kyunki kabhi bhi Sare indicators Ek Jaise signal Nahin Dete Hain Jyada indicator Se Kabhi Bhi signal ki tasdeeq Nahin ho sakti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Leading And Lagging Indicators.

    Yes friend, forex trading main kafi indicators available hain jin main say trader apni pasand k hesab sy kio b indicator use kar sakty hain, in indicator ko use karna zaruri es lae hai k trader ko market ki bhot sari information en sy hi mel jati hai. Jo trader indicator ko use ni kartay wo market ko sari information ko hasil ni kar pata es lae usk lae trade ko achy point par open karna bhot mushkil ho jata hai, yeh indicators two types kay hotay hain,

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221006_1551_22_6883.jpg
Views:	1
Size:	15.0 کلوبائٹ
ID:	12425375

    1. Leading indicators

    2. Lagging indicators


    Leading indicators ki detail aur use:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221006_1551_22_4520.jpg
Views:	1
Size:	8.0 کلوبائٹ
ID:	12425376

    ye indicator hmain new trend start honay k ya us k reverse janay k baray ma timely indicate karta ha, ye indicator hamain bahut jald market main coming trade ka ishara daity hain. Laikin ye indicator helpful nai hoty q keh jitni jaldi ye hamain future trade ka ishara day rahy hoty hain utni hi taizi say ye again change bhi ho jaty hain, in ka faida ye hota ha k ye bht jaldi hmain reversal ya forward trend ka batatay hain, hm in indicators ko dusray tools aur candle patterns aur support resistance k sath combine kar k achay results hasil kar saktay hain.

    Lagging indicators ki detail aur use:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221006_1551_22_5431.jpg
Views:	1
Size:	3.1 کلوبائٹ
ID:	12425377

    Lagging indicators wo indicators hain jo trader use karty hain market analysis k lae or ye indicator signal provide karty hain using average previous price action data. Lagging indicator jesa k name sy he zahir hai market ko lagg karty hain. Es ma trader signal ki verification sy pehle es ekdam ka mosahida karty hain. Es ka matlab hai k trader start ma kuch pips sy mehroom ho jaty hain, lagging indicators main sab say ziada istemal hona wala indicator MACD indicator hay. MACD indicator past data main say calculate hota hay aur phir sky bad yechart per plot hota hay. Jis say hamain different pointa per entry and exit ki trade karny ka moqa milta hay.

    Market trend information with indicators:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221006_1551_22_6232.jpg
Views:	1
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12425378

    leading indicator hmain kisi b moment ka ishara pehlaay da daita ha lakin lagging indicator pehlay previous price actions ko confirm karta ha aur phr aik kisam ka belated entry point provide karta ha, hm in indicators ko apnay liay tb hi mufeed bna saktay hain, Leading indicator favourable entry point deta hai k certain movement start hony wali hai while lagging indicator pehle previous price action ko confirm karta hai or phr entry provide karta hai or es ma false breakout ka risk kam hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: Leading And Lagging Indicators.

      Leading indicator kia hoty hain
      Leading indicator Ek Aisa indicator Hota Hai Jo Ek hand Deta Hai market ki next movement ka matlab ke Elite karne ka ke market use direction. Leading indicators main wo sab indicators shamil han jo ap ko ap k chart k upper he show hoty han or wo ap ko next movement ka bta rehe hoty han k candle ki movement kahan tak ho sakta ha or phr ap us k mutabiq trading karty han is sy humy ziada sy ziada fayda ho sakta ha or hum log forex trading main ache earning kar sakty han or forex trading main ache earning kar sakty han Mein Ja sakta hai usse indicator cool leading indicator Kahate Hain Ki Arju candle banaa hai ab Ham usko analyse kar sakte hain aur jo next candle Hoga vah isko lead Karega matlab usi ko follow Karega aur Usi ke mutabik vah move Karega ISI tarike se Ham use candle ko dekh kar market ki next prediction Ka Pata Laga sakte hain aur ISI tarike se Ham Yahan per trading bhi bahut accha kar sakt
      Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	4
Size:	8.2 کلوبائٹ
ID:	12425388
      Lagging indicator ka tauraf
      Lagging indicator Vahi indicator Hote Hain Jo Kisi movement ke bad Apne direction ko change kar lete hain ki agar market is Resistance aur spot level. Lagging indicators ap ko alada windows main show hoty han jo k ap ko market ki current situation ka bta rehe hoty han in sy hum hum current situation dakh k next movement ka andaza laga sakty han k movement kdr ho sakta ha is ley humy ziada sy ziada apny indicators ko seekena ho ga or phr is k mutabiq trading karni ho ge Tak a Gaya Hai To fir usne Apna Jo target hai jo Apna direction Hai vah change kar lena hai aur uske opposite move karna start kar dena hai matlab yah Ke Jo same direction Hai Uske opposite Chala Jana Hai Uske opposite lagging karna hai
      Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	12
Size:	5.1 کلوبائٹ
ID:	12425389
      Leading Indicator aur Lagging indicators main kia faraq hy
      Leading aur Lagging indicators me bahot zeyda difference hota hay, Leading indicators input key ley aur lagging indicators output key ley use key jaty hey, leading indicators chart me changing ko define kar sakta hay aur future me market me kia ho sakta hay es ko be define karta hay jab key lagging indicators ka kam ye hota hay key wo siraf record rakta hay key market me changing kes waja e howa hay aur es ki waja kia ti, leading indicators key sath lagging indicators ko be use karna chaye es se hamary knowledge me ezafa ho sakta hay, magar me agar big changing kesi news ki waja se ati hay to es ko ham lagging indicator se hi define karny me kamyab ho sakty hey
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Leading And Lagging Indicators.

        dear friend, forex market ma technical anaylisis kay kiay indicators backbone smjhay jatay hain market ma entry aur exit signal ki confirmation kay kiay ye important role play kartay hain forex ma kafi tarah kay indicators hamain market ki moment kay baray ma guidance daitay hain inhain mainly two types ma divide kia jata ha

        1. Leading indicators
        2. lagging indicators


        Leading indicators:
        ye indicators market ma price moments ko pead kartay hain, matlab ye traders ko trend reversal ya continuation ki probability ka advance ma btatay hain ziadatar indicators fixed look back periods ka price momentum measure kartay hain Commodity channel index, stochastic oscillator aur Relative strength index mainly use honay walay leading indicators hain
        Click image for larger version

Name:	download.jpeg
Views:	15
Size:	4.4 کلوبائٹ
ID:	12425402

        Lagging indicators:
        ye indicators market ki price moments ko follow kartay hain normaly ye trend follower hotay hain, moving average aur moving average convergence divergence mainly use honay walay lagging indicators hain ye hmain price action honay kay baad indication daitay hain jo moment kay guzarnay ka baad hota ha

        Comparison of leading and lagging indicators:
        leading indicators ko lagging indicators sa best consider kia jata ha kiun kay ye hmain price moment ki occuring sa pehlay indication daitay hain lakin in ka drawback ye ha kay inki is predictive nature ki waja sa accuracy ya validity ma kami hoti ha kuch indicators zero line sa above aur below oscillate kartay hain aur kuch trend ki guidance daitay hain kuch indicators momentum aur kuch market ki volatility ya strength ka bhi btatay hain is liay in kay ye different functions hotay hain jo traders kay liay kafi supportive role play kartay hain kuch indicators trending market kay liay suitable hotay hain jab kay kuch non trending ya ranging market ma mufeed hotayClick image for larger version

Name:	images.png
Views:	4
Size:	5.1 کلوبائٹ
ID:	12425404

        اب آن لائن

        Working...
        X