Dear friends, forex trading main price action ko chart par easily aur properly samajhnay kay liay candlestick pattern mukhtalif visual hints provide kartay hain, candlestick charts traditional charts patterns kay ilawa aik boht acha, reliable honay kay sath sath functionaly behtreen results daitay hain, is tarah kay candlestick patterns main say aik short line pattern bhi hota hay,
Short line candlestick pattern:
Is pattern main aik bullish ya bearish candle banti hay jis kay upper aur lower par small wicks ya shadow hotay hain, bullish candle us waqt banti hay jab prices apnay open sa high prices par close hoti hay aur bearish candle main prices apnay open sa below par close hoti hain, market main volatility low honay ki waja sa is candle ka size itna big nhi hota hay lakin jab market main volatility high hoti hay to is kay result main long line candle banti hay
Criteria to confirm this pattern:
Small real body wali candlestick kay upper aur lower shadows perticular trading session kay high aur lows ko show kartay hain, yeh candle us waqt appear hoti hay jab trading session main kisi pair ki open aur close prices main slightly difference hota hay, short line main high aur lows ki wide range ho sakti hay laikin open aur close range ziada tar narrow hi rehti hay
Indications for traders:
Candlestick charts market kay positive aur negative sentiments ko zahir karnay kay liay best visual guidelines faraham kartay hain, short line candlestick given time main market main consolidation ko show karti hay kis main price moments boht thori ya na honay kay barabar hoti hay, is kay ilawa short line kay price charts ki mukhtalif places par mukhtalif indications hoti hain, jaisay aik short line candle jiski lower wick ho magr upper wick na ho wo bullish reversal ko show karti hay, hanging man, shooting star, doji aur hammer candle short line ki hi forms hain,

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим