Dear friends, worldwide messages ya electronicaly money transfer ya withdrawl kay liay swift codes ka use kia jata hay, ye aik secure aur accurate method consider kia jata hay, is ki importance aur details te hain,
Importance of SWIFT codes:
Society for Worldwide Interbank Financial Telecommunication (SWIFT) code basicaly aik 8 sa 11 characters par mushtamil code hota ha jis main mukhtalif letters, numbers ya alphabets shamil hotay hain, is ko hm normaly banks statements ya websites wagera par use kartay hain, yeh electronic fund transfering ka method ha jis sa hm safely funds ko transfer aur receive kar saktay hain, ye different banks ma financial transactions k liay use hotay hain, is ma perticular member k liay aik unique code identify kia jata ha jis ma bank, country, city aur branch tamam informations shamil hoti hain, ye aik message aur informations send aur receive karnay ka vast network ha jisay banks aur dusray financial institutions use kartay hain, ye aik accurate, fast aur secure network ha jis ma perticular information ya money ki transfering hoti ha, ye worldwide use honay wali facility ha aur bht saray members is sa faida hasil kartay hain,
Classification of SWIFT codes:
Yeh codes ka aik standarized system hay jis main 11 digits hotay hain aur in ma sa pehlay 4 institution ki information daitay hain, next two country code ko show kartay hain, in sa next two digits location ya city code hotay hain aur last three optional hotay hain jo individual branches ko assign kiay jatay hain, Standard swift code ma 4 components involve hotay hain jin ma country code, bank code, location code aur branch code shamil hain, ye codes hm safe payments k liay use kartay hain, jis k zariay hm payments ko aik institution ya bank sa kisi dusray banks ko transfer kartay hain ya un sa receive kartay hain
SWIFT Codes for transaction and withdrawl:
Bank kay through transaction karni ho to Hamen deposit or withdrawal karanay kay liye Bank ka swift code required hota hai, har Bank ka apna swift code hota hai aur jab Ham apne ATM card ko deposit or withdrawal ke liye use karte hain to hamain Swift code ki zarurat hoti hai, swift sy pehle telex aik reliable method tha jo world wide money transfer kay liay istemal hota tha, laikin phr is method ko more secure method swift sy replace kar deya giya kiun k telex ma speed or security ka bhot issue tha. Din ba din forex ki popularity or membership ma ezafa ho rha hai or ye har wo company use karna start ho gae hai jis ma big money shamil hay jaisay bank, brokage institute, security dealer, clearning house, depositor or exchange service providers.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим