scalping trading strategy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    scalping trading strategy
    what is scalping trading strategy



    forex market mein scalping aik aam estalah hey jo keh forex market mein mtawater bahs par chotay profit laynay kay ley amal ko beyan karnay kay ley estamal hote hey yeh den bhar mein kai position ko open karte hey or close karnay say hasell hote hey yeh daste tr par ya logarithm say kea jata hey jo keh pehlay say tay shodah rehnoma khatot par estamal hota hey kab kahan par kes position mein enter hona hey or exit karna hey sab say zyada profit forex pair ko targeh de jate hey kunkeh spread aam tor par sakhat hotay hein jes say strategy short period mein zyada monasab hote hey



    length of trade



    scalping mein kam say kam wapce kay sath shrt period trading mein shamel kea jata hey har chotay time frame or charts par kam karte hey time frame 1 mint or 30 mint ka hona chihay



    entry exit point



    zyada technical trader ke tarah trend ko identify karna aik step hota hey bohut say scalper trend ke identification kay ley moving average indicator ka estamal kartay hein en key level ka estamal trader kay ley bare tasweer paish karta hey or daikhnay ke yeh ijazat dayta hey yeh levels support or resistance band par banay gay hein time frame par oscillator jaisay RSI ka estamal kartay hein trade kay against bare movement say bachnay kay ley stops kuch pips kay faslay par rakhay jatay hein MACD indicator aik or karamad tool hey jesay trader trade mein enter honay or exit karnay kay ley estamal kartay hein



    EURUSD Scalping trading strategy


    Click image for larger version

Name:	top-forex-trading-strategies_body_SCALPING.png
Views:	3
Size:	27.5 کلوبائٹ
ID:	12560951
    opar wala chart EURUSD ke 10 mint ke scalpig trading strategy ko indicate karta hey or aik aam mesal ko paish karta hey or long period trend ke conffirmation kay ley moving average ka estamal karta hey es kay bad chotay point kay entry r exit ka neshana bananay kay ley estamal kea jata hey entry point ka red rectangle mein wazah kea geya hey trader MACD ka estamal kartay hovay long position ko bhe close kar saktay hein MACD ke nele line rectangle signal line cross karte hein
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: scalping trading strategy

    Scalping trading:-

    Scalping aik aesi trading strategy hai jiss say traders boht achi trading kr skty hain aur scalping say earning bhi boht achi hoti hai. Scalping strategies mni traders bohat Kamm waqt mai bohat achi earnings bhi ker laitay hain kiyu kay scalping ki madad say short time mai short trades ziada lot size kay saath laga li jaati hai jiss kay baad profit hotay he apni trades ko close ker Lia Jata hai. Scalping mai loss kay chances bhi bohat ziada hotay hain kiyu kay lot size big rakhay jatey hain aur Agar market ki movement achank reverse ho Gaye tou uss say loss hota hai aur woh loss bhi boht ziada ho gaty hain.

    Description:-


    Scalping jitni zyada profitable or short time hai isky sath itni e zyada risky bhi hti hai kyu k lot size bri tu hai aagr hamaru indication wrong sabit hjaye tw utna e zyada loss hta ha kyu k lot size bhi bri lagi hti hai yh b dekhna prta hsi k kahien account wash e na hjaye islie aap scalping tab e krien jab aap bht expert hon aur aap ki trade prediction bht strong ho aap tab e trade laga skty hain ismy aur indication aany k bd bhi aap confirmation ka wait kien jan trade waqiye m us trf move krna shru krdy tw banda trade lga dy.

    more info:-


    Forex trading ki market Mein Jab Ham scalping strategy ke sath kam kar rahe ho To Hamen Hamesha careful hi Rahana chahie Hamen scalping strategy ke related complete knowledge Hasil karna chahie Hamen scalping strategy ko Apne account mein balance ke hisab se hi istemal karna chahie Jab Ham scalping strategy ke sath kam kar rahe ho To Hamen kabhi bhi jaldbazi nahin Karni chahie Hamen Hamesha Soch Samajh Kar kam karna chahiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: scalping trading strategy

      Scalping trading strategy

      Dear Forex Friends Scalping aik aisi trading strategy hai jiss say traders bohat achi trading ker saktay hain aur scalping say earning bhi bohat achi hoti hai. Scalping strategies mai traders bohat Kamm waqt mai bohat achi earnings bhi ker laitay hain kiyu kay scalping ki madad say short time mai short trades ziada lot size kay saath laga li jaati hai jiss kay baad profit hotay he apni trades ko close ker Lia Jata hai. Scalping mai loss kay chances bhi bohat ziada hotay hain kiyu kay lot size big rakhay jatey hain aur Agar market ki movement achanak reverse ho jaey tou uss say loss hota hai aur woh loss bhi bohat ziada hojatey hain.

      Click image for larger version

Name:	2.jpg
Views:	1
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12425279

      Scalping trading strategy ke Faidy

      Friends forex main scalping trading aik short term trading hoti hai ju aik he din main ham thora thora profit lay kar market say out ho jaty hain aur apna profit akhta krty rehty hain aur hedging aik alag chez hai hedging forex main aik he pair ko sell aur buy karny ka name ha jab ap market main aik he currency ko ya kisi or pair ko aik he dafa sell karty haina ur usi ko phir buy kar daity hain jab ap ko dono pair chal rahy hoty hain tu us ko ham hedging kehty hain forex main hedging un ko he suit karti hai aur unhi ko faida hai jin ky pas big accounts hoty hain small account ky lea hedging bhi khternak hai aur scalping bhi is lea meri ap ko advice yehi jitna in say avoid karain utna he acha ho ga ap loss say bach sakain gay.

      Click image for larger version

Name:	1.jpg
Views:	5
Size:	10.8 کلوبائٹ
ID:	12425280

      Scalping trading strategy kesy kam kerti hai

      Forex Traders agar scalping karni hai ya is market mein humne touching karni hai yah donon strategies different hai inmein humko kam karne ke liye Inka tarike ka pata hona chahie aur yah pata Ho ki Ham kaun se time frame mein kaise kar sakte hain aur kaun sa aisa timeframe hai jisme agar Ham scalping karenge to Ham ko jyada achcha prapt ho jaega kyunki scalping hamesha chhote time premi ki jaati hai aur ismein humko lot size Bada use karna padta hai magar hai jeene mein is tarah nahin hota usmein humko chhoti lot ke sath kam start karna hota hai aur apni friends ke sath stop loss nahin lagana hota jab hamari trade masane mein jaati hai tu Kahan se hamara pending order active Ho jata hai is tarah hamare account per masjid trade likhati rahti Hain jab tak hamari tamam trades overall profit mein Na aa jaye.scalping ka matlab yeah hota hay Kay app apni trade ko baray lot size ki laga kar jaldi jaldi profit pay close kartay hoye profit hasal kartay hay aur Pak forex trading may hedging strategy ko haum uss waqt istamaal kartay hay jab app apni trade ko open kartay hay to kuch Time Kay bad app ko feel hota hay Kay app ki trade nuksaan my ja rhi ho to app uss nuksaan ko kam karney Kay liye ya nuksaan ko cover karney Kay liye uss trade kay opposite ake aur trade laga daytay ho for example app nay apni trade agar buy may lagai hoi ho to app hedging strategy ki istamaal kartay hoye opposite may sell ki trade laga kar profit brabar Kar saktay hay Pak forex forum business pay appko ko knowledge aur information lazmi honi chahiye phir hi app trading may kamyab hotay hay aor profit hasal hota hay.

      Click image for larger version

Name:	3.png
Views:	30
Size:	10.9 کلوبائٹ
ID:	12425281

      اب آن لائن

      Working...
      X