Aslam O Alikum
Introduction
I hope all friends fine main ummid karta hun aap AP sab dost khairiyat se honge aur apna Kam samajhdari ke sath complete kar rahe honge ,,
What is bearish kicking
Bearish kicking pattern do candles par mushtamil aik bearish trend reversal pattern hai, jo k prices k top ya bullish trend k baad paya jat hai. Ye pattern ziada tar financial market main weekend ya kisi bare waqfa k baad wajood main ata hai. Bearish Kicking pattern me pehlee candle aik long real body wali bullish candle hotee hai, aur dosree banne wali candle ek long real body wali bearish candle hotee hai. Bearish candle pehlee candle k closing point pe open hone ki bajjaye downward gap me open aur close hotee hai. Bearish Kicking Pattern main do candles shamil hoti hai, dono candles k darmeyan aik bara gap hota hai. Ye gap chart pattern main bohut wazeh hota hai, q k dono candles k shadows ya wicks bhi iss gap ko cover nahi kar raha hota.
Bearish conformation,,
Bearish kicking candlestick pattern prices k top ya upper prices par low demand ki waja se banta hai, jahan par do candles prices ki trend change ka aik positive signal deta hai. Pattern ki dono candles strong real body main banti hai, aur market ki current supply aur demand ki akasi karti hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazel tarah se hoti hai ,
1. First Candle: Bearish kicking candlestick pattern ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, jo k market main maojood current trend ki akasi karti hai. Ye candle prices ko higher side par push karti hai, jiss main candle ka close price open price se upper side par hota hai. Ye candle shadow samet ya shadow k bagher bhi ho sakti hai.
2. Second Candle: Bearish kicking candlestick pattern ki dosri candle aik real body wali bearish candle hoti hai. Ye candle pehli candle se nechay gap main open ho kar lower side par bearish real body k sath close hoti hai. Bearish candle market main current bullish trend ka khatma karti hai, aur prices ko aik new semat deti hai, jo k bearish trend reversal hota hai.
Exompletion,
Bearish Kicking Pattern bullish trend ya high prices main banne wala aik bearish trend reversal pattern hai, jo do candles par mushtamil hota hai. Pattern main shamil pehli candle bullish jab k dosri candle bearish hoti hai. Pattern ki aik khaas baat ye hai, k pattern main shamil dono candles Marubozu candles bhi hoti hen aur ye aik dosre se gap main bhi bante hen. Pattern me shammil dono candles k shadow ko bhi darmeyyan main banne wala gap cover nahi karna chaheye. Ye pattern ziadda tar market main waqffa hone pe banta hai, jiss main market ki pori situation badal chuki hoti hai. Ye pattern gap down pattern se Marubozu candles ki waja se change hai.
Trading,,,

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим