What is news in forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is news in forex trading
    AOA
    INTRODUCTION
    Friends kya hal hain aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan rahe hain khush rahe aur mahfuj Rahe Hain aaj Jo topic main aapse discuss karna chahta hun vah Hai news ke forex trading mein news ki kya importance hai aur jab news aati Hai To trading market per iske kya effect hote hain isko discuss karenge understand karne ki koshish karenge Taki ham acche profit hasil kar saken
    NEWS BEHAVIOUR AND TRADING MARKETS
    In the world ke badalte halat ke hisab se market akshar financial crisis mein Dekhi jaati Hai world wide aspect aur halat ke hisab se yah ek achanak aur mukmmal tabdili hai jo market mein refuse hoti hai aur yah decline bahut jyada hota hai aur market ke aam movement se kahin ya bahut jyada Bada kar hota hai jo aksar news ki vajah se hote hain yah market ki movement use waqt Hoti Hai jab achanak Koi mashi ya siyasi news market per asar andaaz ho jaaye aur vah bhi bade paimane per aksar aukat jab hamara stock exchange Kisi masale ki vajah se bahut jyada gir jaati Hai market mein swoon aksar use waqt hota Hai jab market mein bahut jyada interruption paida hoti hai aur ismein market ki volue mein bahut zada changing hoti hai
    Click image for larger version

Name:	Screen-Shot-2017-11-30-at-5.15.56-PM.png
Views:	1
Size:	84.5 کلوبائٹ
ID:	12560909
    CRISIS CAUSED BY NEWS

    Aksar aukat yah masala use waqt aata Hai jab Koi siyasi ya economy tabdeeli paida hoti hai aksar aukat jab Mulki Koi suddenly Koi masala paida hota Hai Is vajah se sermayiakar apna sharmaya ya rok lete hain aur market mein market jaldi jaldi sell kar dete hn jisse prices gir jaati Hai aksar aukat yah masala hamare mulk mein India se border per Koi Bada masala pesh a jaaye To hamara stock exchange gir jata hai market swoon taur per Nahin hota balki yah darmiyane Tor per achanak hota hai aur yah kisi ke bus mein Nahin hota aur na iska analys hota Hai Lekin bahut achanak hi hai commodity ke dobara normal trading range mein aane ke waqt ka vate Karna chahie Taki log se bacha ja sake
    Click image for larger version

Name:	image-2.png
Views:	1
Size:	114.6 کلوبائٹ
ID:	12560907
    CRISIS IN DURING MARKET

    News ke bad trading ke dauran invester ko apna confidence restore karne ke liye analys karte rahana chahie aur trading news per focus karna Taki acche chances per dobara trading start ki ja sake unhen yah baat bhi mind mein rakhni chahie ki is negative achievement ya event ke bad positive time jarur aaega aur apna confidence ko post aap rakhen market ki is achanak jis line se trading mein confuse to hota hai lekin expected vahi hote Hain Jo Is Tarah ki movement mein Apne target ko achieve karte Hain
    Click image for larger version

Name:	1-s2.0-S1544612316301611-gr13.jpg
Views:	1
Size:	50.6 کلوبائٹ
ID:	12560908
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is news in forex trading

    Assalamu Alaikum for extending market mein Jab aap news based trading karte hain to ismein aapko minimum time mein bahut jyada advantages available ho sakte hain aur aap minimum time mein bahut hi achcha profit asil kar sakte hain basically Jab aap market mein news per focus karna start kar dete Hain to aapko bahut fayda Mil Sakta hai iski kuchh advantages hoti hai aur iske sath kuchh iske Dropbox bhi hote hain basically Jab market mein news aati hai to use waqt market bahut jyada ho jaati hai.

    News Affect

    Jab aap market mein news best trading course study karte hain to aapko yah Idea milta hai ki market mein Jab bhi Koi news release hoti hai to use waqt market ki movement suddenly bahut fast Ho jaati hai jiski vajah se unko proper ine time judgement karna aapke liye most important hota hai kyunki different news ke different effect hote hain aur aapko hamesha accordingly trade karna Hoti hai kyunki agar aap news ki base per Agar trade Nahin karte hain to aapko bahut problem ho sakta hai aur aapko nuksan ho sakta hai.

    Types of News

    news best trading karna bahut hi difficult aur dangerous bhi ho sakta hai kyunki yah ek aisa step hai jismein aapko minimum time mein bahut achcha profit hone ke sath nuksan bhi ho sakta hai aapko hamesha market mein jyada se jyada fayda hasil karne ke liye regularly basis per kuchh important advantages ko find out karna hota hai.

    1 - High Impact News

    Market mein kuchh aisi news Hoti hai jinka market per bahut jyada effect hota hai aur unki vajah se market volatility bahut jyada ho jaati hai inko high impact news kaha jata hai aapko hamesha high impact news ke time per trading karne se avoid karna chahie kyunki agar aap aisi condition mein trade karte Hain to usmein aapke liye bahut nuksan hone ke chances ho sakte hain aapko hamesha market mein jyada se jyada achcha profit hasil karne ke liye regularly basis per kuchh analysis ko complete karna hota hai aur news ko acchi Tarah judgement karna hoti hai.

    2 - Low Impact News

    Kuchh aisi news Hoti hai jinka market per zero ifect hota hai aur unki vajah se market quality bilkul bhi increase Nahin Hoti hai iski vajah se ine news per aapko jyada focus nahin karna chahie aur inki vajah se apni trading decision making ko effect nahin karna chahie kyunki yah aisi news hoti hai jo normal hoti hai aur Inka market per Koi jyada effect Nahin hota inke liye aapko iske different colors proper di iski importance aur iski vo latility ko understand karne ke liye different platform aapko update kar rahe hote Hain.

    3-Medium Impact News

    Kuchh aisi news Hoti hai jinka market per bahut jyada effect Nahin hota lekin zero se kuchh jyada effect hota hai aisi news ko medium mein pact news kaha jata hai ine mein bhi aap achcha profit hasil kar sakte hain agar aap minimum account balance ke sath chatting kar rahe hain to medium impact news bhi aapke liye bahut jyada profit table platform provide kar sakti hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X