Aslam u alaikum,
Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear members forex market main trading karnay say pehlay, market main entry say pehlay har aik traders ki success ka yahi raaz hota hay k wo price k breakot ka wait karay jab aisi surtehaal samnay a jaye jisay ham breakout kehtay hain tab agar chart pay trade entry ko pick kia jaye to ham market say acha kuch earn kar saktay hain aur kam say kam loss ka samna kartay huway kamyab trades ko possible bana saktay hain.

Market chart pay breakout k bahut saray options hotay hain jinko follow kartay huway traders market main is bat ka andaza aur confirmations hasil kartay hain jin say achi trades bhi ki ja sakty hain aur usk sath sath market main earning k chances bhi increase kiye ja saktay hain, aaj ki is post reply main main aapk sath kuch mazeed aisay stpes ko share karnay wala hoon jinko follow kartay huway members mazeed achi learning bhi kar sakaingay aur sath sath apnay knowledge ko bhi mazeed strong bana saktay hain.
Significance of a Breakout:
Market chart pay trading k douraan agar price kisi support k uper breakout kar chuki hai ya phir kisi resistance level k neechay confirm hai tab breakot confirmed hota hai jisko follow kartay huway traders market main entry hasil kartay huway achi trading ko possible bana saktay hain. Support/resistance levels ko confirmed karnay k baad traders market chart pay apni entry k baad stop loss aur take profit ka intekhaab kartay huway kaam kartay hain jisk sath trades ko secure kia ja sakta hai qk aisay karnay say traders market main margin call say bach saktay hain, breakout trading k liye traders different kisam k chart pattern ka bhi use kartay huway trades ko confirmed kar skatay hain jaisay k head and shoulder pattern etc.
Using Breakouts Has Some Limitations:
Breakout use kartay hway trading main 2 major issues hotay hain jink sath market main trades karnay say hamain bahut kuch mil bhi skata hai aur sath hamain mazed loss k bhi chances increase ho skatay hain, 1st breakout say ham market say achi aur kamya trading kar skatay hain aur 2nd breakot say market main breakout k baad price revers loss hona bhi start ho skata hai jink sath hamain market main price ko judgemnent kartay hway aik perfect money management aur kuch aisay rules k sath trading karni chaye jinko follow kartay huway ham market main agar kuch earning nai bhi kartay hain to ham ziada aur big loss say bacha saktay hon.
Breakout patterns:
Breakout chart patterns ko follow kartay huway ham market say kuch aisay technical breakout k sath trading kar skatay hain jo hamain aik true aur confirmed breakout k sath trades say faida dila saktay hain jo k darj zail hain:
1. Cup and handle chart breakout.
2. Bollinger Band breakout.
Market chart pay jab in k sath breakout hoty hai to trades say bahut acha faida bhi hasil kia ja sakta hai aur sath sath trading ko secure kartay huway ham acha faida without loss k fear say hasil kar saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим